Bahut jabardast update
Riya ji pehle toh kuch plan Kiya hai hero ne shayad Jo usne Seema ko bataya aur abhi bhi puri tarah se Future nahi dekh paa rahi hai Seema aur Sabko chod kar hero ko maa banaana hai ye matlab hai ye sirf hawas ki baat nahi hai aur hero ne apni patniyo ne se bhi permission leli waise bhi wo hamesha full support karti hai hero ko wo kuch bhi kare aur aur mujhe lagta hai Bina kisi ko bataye hero Rashi ke sath shadi ki planning kar raha hai aur use bhi hero kafi time de raha hai aur Manisha bhi chod hi di aur acha hua Jo Misha ko uski sachchai bata di ab pata nahi wo abhi bhi natak kar rahi hai ya sach me sudhar gayi hai hero bhi khub mehnat kar raha hai