Riya ji sab shakti to ansh ko de di. Ab kuchh riya sneha aur avni me bhi dikhaiye. Jaise riya yodha thi pichhale janm me. Aur do rajkumariyan. To kuchh kshatriya gun jo janmajat hote hai. Jaise hum kshatriya hai. To humme ladna marpeet aur shakti to janm se hai. Aur rahi bat is janm ki to rana mtl bhi to kshatriya hi huye na. Jara yaha ki striyon me bhi shakti dikhao. Supernatural powers. Ansh me bhi aur shakti dikhai ja sakti hai.
ansh ko koi shakti nhi di, bas uske pas sambhog ki takat h aur shareer ki takat, aur riya sneh aavni me bhi takat h jo wo un pahado me dikha bhi chuki hain, ab tak aisa moka nhi aaya ki unhe apni takat dikhani pade, lekin jaldi hi wo moka aane wala h,
is kahani me supernatural bas tantra vidya h, aur wo anguthi,
aane wala yudh sabke liye kuch na kuch lekar aayega