• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Serious Writer's Block

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
38,656
54,958
304
Hi bhai log.
Yaar maine kuchh saal pehle xp pe teen stories Dildariyan, Besharam aur Swordsman likhi thin. Lekin uske baad may be pichhle 4-5 saal se main kuchh nahi likh paya. Han ek reason toh yeh hai ki ab utna time nahi mil pata. Aur dusra may be main ab "Mr. Perfectionist" banna chahta hun. Kionk swordsman mere dil ke bahut kareeb thi par main chah kar bhi us plot ke sath justification nahi kar paya. Uske baad mere dil mein ek critic chhupa baitha hai jo mere ko kuchh likhne hi nahi deta. Yaar agar koi hai jo isi problem se pareshan ho yah kisi ke paas iska solution ho toh jarur batao.
Iska sabse sahi solution hai ke read stories, unse idea milega, kuch inspiration milega, naya idea aayega, try writing in another genre,
Likhne ka time fix karke dekho, start with short stories then move to a long one...
Hope this will help. :dost:
 
  • Like
Reactions: Thakur and Aakash.

Sidhusaab

Member
328
349
79

bhai apke sath kabhi huya ki dimag mein kuchh aur ho aur jab type karne baitho toh kuchh aur hi ban jata hai.
 
  • Like
Reactions: Thakur and Aakash.

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
38,656
54,958
304
bhai apke sath kabhi huya ki dimag mein kuchh aur ho aur jab type karne baitho toh kuchh aur hi ban jata hai.
Na, aisa nahi hua kabhi, but ya writers block aaya tha, maine dec 2017 ke baad sidha 2020 me dobara likhna shuru kiya tha 😅
Isi beech xp se xf tak aa gaye
Sabse sahi solution hai read different stories, unse inspiration milti hai, 2020 me adhuri stories ko complete karne ke baad maine 4 stories aur complete ki hai fir 😌
 
  • Like
Reactions: Thakur and Aakash.

Sidhusaab

Member
328
349
79
Na, aisa nahi hua kabhi, but ya writers block aaya tha, maine dec 2017 ke baad sidha 2020 me dobara likhna shuru kiya tha 😅
Isi beech xp se xf tak aa gaye
Sabse sahi solution hai read different stories, unse inspiration milti hai, 2020 me adhuri stories ko complete karne ke baad maine 4 stories aur complete ki hai fir 😌
sahi hai bhai. good to know... but app story pehle plot karte ho yah fir on the go.
 
  • Like
Reactions: Aakash.

AK 24

Supreme
22,058
35,877
259
:jerker:
 
  • Like
Reactions: Aakash.

Sidhusaab

Member
328
349
79
Main pehle end sochta hu, fir ua hisab ae kahani ko chalata hu 😅
Ke kis point me kaise kahani khatam karni hai😅
han yeh bhi sahi hai. main thoda Pantser type ka hun. kabhi plot ke hisab se nahi chal pata.
 
  • Like
Reactions: Thakur and Aakash.

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
38,656
54,958
304
han yeh bhi sahi hai. main thoda Pantser type ka hun. kabhi plot ke hisab se nahi chal pata.
Daily story update karne me sabse badi dikkat yahi hai ke aap jo soch kar likhna shuru karte ho, har dusre update ke baad ek naya end dimag me aa jata hai, fir hum kahani ka us hisab se modne lag jate hai aur plot me changes hone lagte hai, meri pehli story me mere sath yahi hua tha, ab jab thoda anubhav aaya tab ye baate samajh aane lagi hai isiliye pichli 4-5 stories me pehle end socha uske baad fir uske hisab se kahani chalayi.
 
  • Like
Reactions: Aakash.
Top