Gabbar
Kitne Aadmi they!
Saccha Pyaar
Rat k 12 bje...
Ye amawas ki rat thi aur abhi ek dum andhera chaya hua tha.
Tej tej hawa chal rhi thi aur kisi ke rone ki awaz aa rhi thi.
Lekin yaha koi dikhai nahi de rha tha. Darasal ye ek gaav k bahar ka khali maidan tha.
Jo ki bhutiya hai aisa yaha ke rahne wale log kahte hai.
Aur is andheri rat m yha rone ki awaz hai aur koi dikhai nahi de rha hai ye iska ek sabut bhi hai. But ye bhoot ne aaj tak yha kisi ko koi nuksan nahi pahuchaya ye yaha ke gaav wale btate hai.
Kya kahani hai is bhoot ki ye abhi tak kisi ko nahi pta shivaay us bhoot k.
Lekin ab ye himmat kon kre usse puchne ki.
Par hamare RAJ is bhoot ka raj jananna chahte hai to unhone badi himmat jutai aur wo us khali kaidan ki taraf chal die.
Aur jaise hi wo wha pahuche wo rone ki awaz band ho gyi.
Raj - Mein janta hu tumne aaj tk kisi ko koi nuksan nahi phuchaya hai aur na tum pahuchana chahoge. Par mein janna chahta hu tumhari zindagi ka raj.
Bhoot ne koi jawab nahi dia. Balki wo raj ko bhagane k lie use darane ki koshish krn laga.
Raj k aaspas kisi k daudne ki awaz aane lgi use mahsoos hone lga jaise koi usk pas se bhag rha ho.
Raj - Mein yha se tab tak nahi jaunga jab tak tum mujh apna raj nahi btate.
Bhoot ki kafi koshish k bad bhi Nidar RAJ wha se nahi gya to akhir kar wo usk aage aane par majbur ho hi gya.
Raj - Akhirkar tum mere aage aa hi gye. Log bina matalab hi darte hai tumse. Tum dikhane mein bhi itne darawane nahi ho. Na tumne kisi ko kara hai na daraya hai na kuch galat kia hai. Phir bhi wo tumse darte hai yaha aane se darte hai pta nahi kyu.
Bhoot -Ha. Tum bahut ziddi ho aur m tumhe koi nuksan nahi pahucha sakta islie mujh tumhari zid k aage jhukna hi pad gya. Ha log mujhse darte hai bina matalab k darye hai mene kisi ko pareshan nahi kia na daraya na kuch aur kia. But phir bhi wo mujhse darte hai. Kyuki mein ek bhoot hu unh darane k lie itna hi kafi hai. Chahe mein kisi ko pareshan karu ya na karu.
Mera nam KARAN tha. Aur mein is gaav se 25 KM dur dusre gaav mein rahta tha aur mein meri graduation ki tayari kar rha tha.
Tbhi final year mein mujh yha ki ek ladki se pyaar ho gya. Uska nam tha RESHMA.
Hum dono ek dusre se bahut pyar karte the lekin ye chiz sauad bhagwan ko manjur nahi thi hum sath mein rahe. Ek din hum khusi khusi collage se wapis laut rahe the ki us ladki k bhaio ne hume sath mein dekh lia aur unhone hume alag kar dia kuch din aise hi bit gaye. Un logo ne mujh kai bar mara bhi. Mera aur Reshma ka sath kisi ne nahi dia. Ek din mein reshma k ghar gya usk maa baap se bat karne to uske bhaio ne mujh bahut mara aur itna mara ki mere mathe ki nashe fat gyi aur jiski wajah se meri maut ho gyi.
Ye gum reshma nahi sah payi aur uski bhi maut ho gyi. Lekin bhagwan abhi bhi hume sath nahi rahne dena chahta tha. Usne mujh yahi isi dharti p rok dia aur ab mein yha se meri reshma k pas kaise jau ye mujh nahi pta. Sab mere pas aane se darte hai sirf tumne himnat dikhayi yaha aane ki.
Raj - Mein tumhari is kahani k bare mein pahle se janta tha aur mujh pta bhi tha ki tumhe is jagah se kaise mukti milegi isilie mein yaha aaya hu.
Tumhe mukti tabhi mil sakti thi jab tum apni kahani kisi anjan aadmi ko sunao wo bhi uski marzi k sath.
Aur isi lie mein yaha aaya tha. Taki mujh apne bare mein bta sko aur tumhe mukti mil jaye. Aur ab tumhe bhi mukti mil jayegi aur tum reshma k pas ja sakoge.
Karan - Tumhe ye sab chize kaise pta thi?
Raj - Kyuki sirf tum hi reshma se milne k lie bechain nahi ho balki wo bhi tumse milne k lie bechain hai. Haan, Mein reshma ka chota bhai hu. Unhi darindo ka bhai hu jinhone tumhari jaan li hai. Mein hostel mein rehta tha islie tumne mujh kabhi dekha nahi. Reshma kuch din phl mere sapne nein aayi thi aur usn mujh ye sari kahani btayi islie mein yaha aaya tha tumhe mukti dilane.
Karan ab sach mein mukt ho gya tha. Usne Raj ko Thank You kaha aur chala gya apni Reshma k pas. Ye tha Karan aur Reshma ka Sacha Pyar....