Note - Is Kahani me aapko lust aur sex Scene nhi milenge isme aapko incest, romance, thriller, action aur bahut kuch milenge.
Yeh kahani ek aise family ki hai jisme sabhi ek dusre ke sath hasi khushi jivan bitate hain siwaye ek shaksh ko chhodkar kyonki unke liye
woh shaksh ek manhoos samjha jata hain. Wo shaksh apne pariwar walo ke dwara de rahe vyavharo se aparichit hokar bas logo ko khush
dekhkar hi khush ho jata tha. Use ye aihsaas hi nahi tha ki jin logo ke bich woh rah raha hain ek din wahi log use is hadd tak dukh, taqleef,
dard denge jiske chalte ek din uski zindagi hi badal jaati hai.
Indroduction
1. Raghuveer Pratap Thakur (Dada Ji) - Yeh bahut hi purane khayalo ke hain lekin ekdam zimmedar aur imaandaar vyakti. yeh apne zamane ke bahut hi bade zamindaar hua karte the. Abhi bhi inke pass 500 crore ki property hain jo inhone abhi tak kisi ko nahi bataya. Inka manna hai ki inke bete is sampatti ke yogya nhi hain. Yeh sabhi se pyar se pesh aate hain galat karne walon ko zara bhi pasand nhi karte. Sabse jyada pyar toh yeh apne pote (jinhe log manhus samajhte hain) aur potiyon se karte hain.
Geeta Thakur (Dadi Ji) - Yeh bhi purane khayalo ke hi hain lekin ekdam naram swabhav kisi se koi jalan ya dushmani nahi. Inke liye sabhi ek saman hain. Yeh bahut hi dharmik hain inko kabhi bhi kuch kaam karwana hota toh yeh hamesha muhurat ke anusar hi us kaam ki suruwat karti. Inhe apne pati ke gupt sampatti ke bare me kuch nhi pata. Inki tabiyat kabhi kabhar kharab rahti hain.
Note - Dada Ji aur Dadi ji ko inke pote par ho rahe zulm ke bare me thoda thoda hi jante hain lekin jitna inke pote par bitti hai utna toh Shayad bhagwan bhi na jaan paaye.
Inke 2 bete aur 1 beti hain
2. Ramesh Thakur (Papa) - Yeh pure State ke top 10 business man me se ek hain. Inhone apne pita ji ke business ko hi aage badhaya koi naya business nahi chalu kiya kyonki inke pita ke pass pahle se hi achha khasa business setup ho chuka tha. Ye apne chhote bhai ke saath business ko sambhalte hain. Inki ek patni thi (Radha) jisse yeh bahut pyar karte the par baad me rishton me kuch utar chadhav aane suru ho gaye. Inki pahali patni (radha) ki death ho chuki hain. (Aisa In sab logo ne apne bete (manhus beta) ko bataya hain. Inki dusri patni ka naam Monika hai. Yeh bhi apne pariwar walon se bahut pyar karte hain siwaye apne bete ke. Thode garam misaj ke hain lekin koi galat kaam ya
nasha nhi karte. Apne hi bete ke saath yeh bura kyon karte hain yeh aapko kahani me aage pata chalega.
Radha Thankur (Sagi Maa) (Death) - Yeh apne pati aur bachho se bahut pyar karti thi inko apne aane wale bhavishya ka bilkul bhi andaja nhi tha. Inhone apne bete ki jaan bachane ke liye khud ko aise andhkaar me daal diya ki abhi yeh kahan hain, kis haalat me hain, zinda hai ya nahi kisi ko nahi pata.
Monika Thakur (Sauteli Maa) - Yeh bhi bakiyon ki tarah apne bete ko chhodkar sabhi se bahut pyar karti hai. yeh bahut hi modern hai. inko makup karna bahut pasand hain inhone sadi bhi property dekh kar hi ki hai. Yahi Sabse jyada apne sautele bete ko dukh deti hai.
Kiran Thakur (Badi Behan) - Yeh bahut hi sidhi saadhi ladki hai. Isko makup ka koi shauk nahi bina makup ke hi bahut khoobsurat dikhti hain. Yeh apna mummy-papa aur apni bhai-behan se bahut pyar karti hain. Apne Bhai ke liye toh jaan bhi de deti Lekin kuch aisi ghatna hoti hai jisme yeh apne bhai ki shakl tak dekhna pasand nhi karti. Yeh aapko kahani me aage pata chalega. Yeh kisi ladke se jyada baat nhi karti iska koi boyfriend bhi nahi hain.
Yash Thakur (Hero) - Yeh hai kahani ka lead character. Inko sabhi manhoos samajhte hain. Isko apni zindagi me khushi kya hoti hai Shayad hi kabhi jana ho. Iske baare me aapko kahani me aage pata chalega.
Komal Thakur (chhoti behan) - Yeh hai in sab se chhoti aur sabki laadli bilkul komal aur bahut natkhat bhi. Pure pariwar me yahi hai jo hamesha apne bhai se pyar banakar rakhti hai jab bhi isko samay milta yeh apne bhai ke sath khelne lag jaati. Ghar wale jab dekhte ki yeh apne bhai ke saath khelti hai to ise daantte lekin baad me phir khelne lag jaati. Sabhi isse bahut pyar karte hain. Aage ke Character ka short into hoga
3. Amar Thakur (Chacha) - Yeh apne bade bhai ramesh ke saath business sambhalte hain. Thode lalchi kism ke insaan hain.
Rani Thakur (Chachi) - Yeh bhi apne pati ki hi tarah lalchi hain but apne bachho se bahut pyar karti hain. Yash ko toh yeh dekhna bhi pasand nhi karti. Hamesha yash ke khilaaf sabko bhadkati rahti hain.
Chanchal (behan) - yeh apne mata-pita se bilkul ulat hai ekdam chanchal jaisi. chhote chhote baaton ko dil par le leti hai. isse sabhi acchi baatein hi jyada karte hain warna baat ko dil me lekar rona suru kar deti hai. Yash ko man hi man chahti hai lekin kah nhi paati kyonki isko yash ke saath rahna pasand hai lekin ghar wale hamesha isi naam par isko daatte hain
Pradeep (bhaiya) - Yeh bahut hi ghamandi hai. yeh apne bhai yash se hamesha ladta rahta hai kisi na kisi bahane yash ko daant khilwane ka tarika sochta rahta hai. iski niyat bhi thode kharab hain ladkiyon ko lekar.
Bua ka intro samay aane par dunga baki jo characters hain wo samay aane par hi milte rahenge