Awesome story bro
Gusion .
Shuruat huwi ek haste khelte pariwar se phir neha ke ek khadam ne us pariwar ki sabhi khushiya chin li.
3 saal se ek maa apne dono bacho se dur wahi hal unke pita aur badi behen ka jo unhe shayad sab se zyada pyaar karti hai.
Suhana ne khud hi sahil se alag rehna ka faisla liya shayad usne kuch sonch samajh kar hi faisla liya hoga kyunko uske liye bhi ye baat inti choti nahi thi.
Ab sahil suhana ko hi galat samajh raha hai jo usne khud hi dur rehna ka faisla liya.
Ab dekhte hai vanshu di baat Maan kar sahil ghar jata hai ya nahi aur agar jata hai uska behaviour sabke sath kaise rahega kya wo suhana ko apni baat kehna ka maukha bhi dega ya nahi.
Ab sahil ki apne dosto ke sath party kaisi rahegi.
Arushi ka kya role hoga agey chalke story mai.
Kahani bohut hi intresting hai bhai keep going
Gusion 
.