maleeba
Well-Known Member
- 4,924
- 6,057
- 159
Ha aap jisko janti ho aap ka experience aur hum jo dekhte sunte hai isme to mard sex bhukha hi dikhta hai aur ye dharna glt bhi nhi hai aisa ho rha hai. Sex ki bhukh pyar pe bhari pd rhi hai pyar ka plla kmjor ho gya haiOh
Maleeba ji
Bilkul sahi kah Rahe Ho Main agree Karti hun main sabhi ke bare mein nahin kah rahi hun main jisko janti hun main unke bare mein kah kah rahi ho
Lekin aap ne kaha ki sab aise nhi hote sahi hai pr jyadatr to aise hi hote hai.