Jiya ny Dani ko tarika nahi sikhaya. Uss k sath apni hawas puri ki. Asal me jiya ny dani ki majburi ka faida uthaya. Jiya janti thi k dani ko agr ghr sy nikal dia tou uss k pas aur koi thikana nahi ha. Iss liye dani kabhi ghr sy nikala nahi jana chahta. Aur jiya ny issi chez ko use kr k dani ko majbur kia uss ki hawas mitany k liye.
Lakin iss sy dani ka faida ye hua k usko sb kch krny ka tarika aa gya
Aur jesy jiya ny Dani ki control kr k uss sy sb kch krvaya. Aisa nahi lagta k jiya dani ko malik ban ny dy gi.
Yahan case different bhi ho skta ha