Uffff ye jalan maza a raha baap ko tadapte hue demhne me apne 5 story khatam kari 5 me hero apne maa baap ki bahut respect karte the or maa baap bhi bahut pyar karte the apne bacho se par ye thodi alag hai bhai maza araha hai sunny ke caracter me ye na devil ki tarh apne life ke maksad ke liye focused hai na ali malik or kashi or shan ki tarh dil fek par sach bolu ye abhi tak ka sabse unpredictable hai kya sochta hai kya karta hai kuch nahi keh sakte agge kaise hoga pata nahi par agar jaisa mai soch raha hu ye 5 caracter ko bhula dega koi iske jaisa nahi hoga .