• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Zindagi : ek anjana safar ( adultery + incest)

Story kaisi honi chahiye ?

  • A. One hero in the lead

    Votes: 428 79.3%
  • B. Multiple hero based

    Votes: 41 7.6%
  • C. Family based

    Votes: 144 26.7%

  • Total voters
    540
Status
Not open for further replies.

Tanmay20

Well-Known Member
3,912
8,662
144
हम को चाहिए बदला😎😈😎

बहुत ही रोचक कहानी है,,,,

अब जल्द से जल्द तरुण को उस के खुद के घर वापस लौट आए,,,,,

और जो - जो उसके घरवालों ने उसको दिया है उसे वो वापस लौटा दे

ऐसा ना हो जाए की जाने दो घरवाले है मां बाप, भाई बहन, रिश्तेदार हैं माफ कर दो,,,

ना , ना , नही फिर तोह ये कानून तो उनपर भी लागू होता है, बेचारा तरुण जन्म के बाद से ही सब की नफरत झेलता आया है,

यहां पर बहुतसी कहानियां परिवार वालो द्वारा मिली नफरत की शुरू हुई और अधूरी भी रह गई
कारण सिर्फ कोई भी लेखक इतनी नफरत की सही - सही वजह ठोस कारण ना दिखा पाए

अब आपकी कहानी में ही देख लीजिए , तरुण के पैदा होते ही परिवार के पंडित ( कुलगुरू ) ने बताया और फिर सब लग गए तरुण की लेने में

एक मां के कोख से अगर शैतान भी जन्म लेता है तो वोह उसको भी प्यार करती है,,,
यहां तो तरुण की मां का तो लेवल ही कुछ और है

उसने खुद के बेटे को दूध पिलाने से ही मना कर दिया
और फिर तरुण के दूर जाने का गम, या वापस लौट आने की खुशी ना सही
पर जब बेटा इतने सालो बाद वापस लौट आया और उसके साथ बात करने के लिए उसके कमरे के बाहर खड़ा दिखा तो उसे बुरी तरह पिट दिया
जहा तरुण की बड़ी चाची सोच सकती है की शायद तरुण अपनी मां से बात करने आया और झिजक की वजह से बाहर खड़ा देख रहा था,
तोह एक मां हो कर भी वोह ये नही सोच पाई और ऐसा बवाल खड़ा कर दिया, मानो तरुण ने उसके बाथरूम में झाक कर नंगा देख लिया हो,,,

अब आते हैं बहनों के पास, तरुण की सभी बहने उससे बड़ी है, पढ़ी लिखी है, और शायद समझदार भी होंगी
माना शायद जब छोटे थे तब घर वालो ने बताया हो की तरुण मनहूस है, उससे दूर रहो
पर अब तो बड़ी हो गई है अच्छी खासी पढ़ी लिखी है भले ही प्यार ना सही पर नफरत क्यों भाई
जिस तरह से उसकी बहने तरुण को बात बात पर जलील करती है,,
गालियां देती सामने भी और उसके पीठ पीछे भी
अरे उनको तो उसका बहता हुआ खून देख कर भी फर्क नहीं पड़ा,,

अब जितना तरुण ने लिया है उसे लौटना तो बनता है
सूद समेत ना सही पर
(EMI लिया है तो चुकाना पड़ेगा)

मां को सबसे पहले पता चला लेकिन उसके पास मुंह नही है अब ना माफी मांगने का ना कोई जवाब देने का।।
क्या बताएगी तरुण की मां उसे कुलगुरु ने झूठ बोला था,, तुम्हारे मज़ली चाची की साजिश थी और उनके बातो में आकर मैने तुम्हारी जिंदगी नरक बना दी,,

और अगर कहानी में माफी भी है तो मां को सबसे लास्ट में माफी मिले ,,,
क्युकी सबसे बड़ी गुनहगार तो यहा मां है

हम का चाही बदला,😈😈😈😈
Thanks bhai 👍
Badla to jarur lega hero .... Sabka number aayega
 
Tanmay20

Well-Known Member
3,912
8,662
144
Update 15

uske baad diya aur tarun dono paidal hi aas paas ki hari bhari wadiyo me ghumne ko nikal padte hain .... diya ne kuch khane pine ki chijein bhi sath le li thi .....

Aage

din bhar diya tarun ka man behlane me lagi huyi thi aur wo apne maksad me safal bhi huyi thi ... tarun ko aise prakriti ki god me ek ajib sa sukun mil raha tha jisse uska atit uski recent memory me kahi nahi tha ya wo uske upar hawi nahi tha ...

khair 2 din tak to sab sahi raha par tisri raat ko fir se diya ne tarun ko ushi raat ke jaise khud se badbadate huye baat chit karte suna .... Tarun aj bhi behad dare huye andaz me tha ....

diya ne uss din ke jaise hi usko apne baanho me bhar kar santwana di par aj tarun kuch jyada hi dara hua tha .... Aur aj wo maa nahi balki chachi ka naam lekar dare ja raha tha ....

diya (tarun ko gaal ko chumte huye ) : dekho babu yaha koi nahi hai .... wo log chale gaye ... ab tumhe darne ki koi jarurat nahi ... main hu na main tumhe bachaungi ....

tarun kuch bolta to nahi hai bas diya se jor se chipka hua tha ... thode der aise hi rahne ke baad diya tarun ko bed par ache se sula deti hai aur uske baalo me ungliya firane lagti hai ...

Diya ke har touch me Tarun ko apnapan mehsus ho Raha tha ... Wo beech beech me Diya ke taraf pyar se dekh Leta tha ...

Tarun : AP Meri Kya lagti ho ....

Diya : main Tumhari badi bahan hu ... Mera naam Diya hai ....

Tarun : AP bahut achi ho ... Bilkul mere Ghar walo se alag ....

Diya : Tum bhi bahut pyare ho .... Tumhe tumhare Ghar me Kaun Kaun paresan karte Hain ...

Tarun : Sab hi ek se hi Hain bas bua aur Shreya Didi Meri thodi bahut care karti Hain ....

Diya : Chalo ab tum Aram se so Jao ... Ab koi tumhe tang nahi karega ...

kuch der dularne puchkarne ke baad tarun ko to neend aa jati hai par diya ne sari raat jagte huye hi gujar deti hai ....

agli subeh ko tarun fir se normal behave kar raha tha .... Diya ne doctor chhaya se akele me mil kar iss baat ka jikra kiya ....

chhaya : dekho diya .... tumhare bhai ke man me bachpan ki wo yaadein kuch aise ghar kar gayi hain ki wo chah kar bhi unse apna peechha nahi chhuda pa raha hai .... Aj main uske sath phychotherapy karne wali hu .... agar sab kuch thik rha to usko puri tarah to nahi kam se kam 90 - 95 percent to thik kar hi dungi ....

diya : apko jo bhi karna ho befikra ho kar karo madam ... mujhe bas kisi haal me mwra bhai thik chahiye paise ki koi tension nahi hai ... chahe mujhe khud ko hi kyu na bechana pade ...

chhaya : nahi sweetheart mujhe tumse jyada kuch nahi chahaiye mujhe paiso se jyada patient ki salamati pasand hai ... ho sakta hai treatmentme jyada time bhi lag sakta hai .... kabhi kabhi mental patient ko thik karne ke liye time thoda jyada bhi lag jata hai par main waada karti hu ki result positive hi rahega ....

Diya : ok doctor tarun ko le aaun kya ...

chhaya : nahi diya .... main tarun ka treatment yaha nahi apne room par kaungi kyunki waha hi main usko sahi se time de paungi ....

diya : par madam apke pati ...

chhaya : wo bhi ek doctor hi hain .... filhal to 2 mahino se usa me hain ... ek beta hai jo ki boarding school me rahta hai .... agar tumhe koi problem na ho to tum evening ko tarun ko lekar aa jana ... dinner ke baad main apna session suru kar dungi ....

diya : ok doctor jaisa apko thik lage ...

uske baad din bhar tarun ke sath spent karne ke baad evening ko usko lekar doctor chhaya ke room par pahunchti hai ... doctor chhaya bhi hospital ke paas hi ek quarter me rahti thi jo ki hospital ke compound ke andar hi maujud tha ...

Doorbell ki awaz sun kar chhaya gate kholti hai .... sambhawatah wo kuch der pahle hi shower lekar aayi thi kyunki usne apne baalo me ek towel lapeta hua tha ....

chhaya : aao aao andar aa jao ... main abhi just thode der pahle hi shower lekar aayi hu .... tum log yaha sofe par baitho ... main coffee wagairah bhijwati hu .... main thoda sa dress change karke aati hu ....

wo log sofe par baith jate hain .... Thode der me chhaya ki maid unke liye coffee lekar aati hai ... abhi wo log coffe nipta hi rahe the ki waha doctor chhaya aa jati hai .... chhaya ne maid ko pahle hi do logo ka extra dinner banane ko kah diya tha ...

Sabhi log sath me dinner karte hain .... dinner ke baad sara kaam samet kar chhaya ki maid waha se chali jati hai ....

chhaya : ok to diya agar tum chaho to room par ja kar rest kar sakti ho ... tarun ki bimari abhi initial stage me hai aur mujhe to nahi lagta ki wo aggressive behave karega treatment ke dauran ....

diya : nahi doctor apne shaadi ke just baad itni dur rest karne thode hi aayi hu ... ap nischint hokar treatment kijiye main apko disturb nahi karungi .... main yehi par rahti hu agar apko kabhi meri jarurat mehsus ho to jarur batana ....

chhaya : jarur .... chalo hero tum mere sath ....

chhaya tarun ko ek room me le jati hai aur baithne ko kahti hai .... thode der baad wo tarun wale room me wapas aati hai uske hath me ek suitcase tha jisme uske kuch instrument honge ....

chhaya : tarun tum uss chair par baith jao .... ham apna session suru karte hain ...

aur fir wo bhi usse thodi dur ek chair lekar baith jati hai ....

chhaya pahle usko ek light me dekhne ko kahti hai aur fir uski awaz ko sunte sunte wo hypnotize ho jata hai jaisa ki ham aamtaur par bhoot pret wali filmo me dekha krte hain ....

chhaya : batao tum kaun ho aur apne bare me ache se batao ....

aur fir chhaya apne mobile me recording chalu kar deti hai ....

tarun : main tarun hu main 9 saal ka hu .... mere ghar me koi bhi mujhe nahi chahta ... mere mummy papa bhai bahan koi bhi nahi ... sab mujhse na jane kyu nafrat karte hain .... kabhi kabhi to mujhe lagta hai ki main apni jindagi hi khatm kar du par kar nahi pata kyunki mujhe ek na ek din inn sab ke dil me khud ke liye pyar jagana hai bhale hi wo meri jindagi ka aakhiri pal hi kyu na ho ....

Maine sabse suna hai ki maa to mamta ki murat hoti hai wo apne bachcho se kabhi bhedbhaw nahi karti par shayad upar wale ne mere kismat shayad alag hi shyahi se likhi hai .... meri subeh ki suruat jillat daant fatkar maar pit se suru hoti hai aur iska ant bhi kuch aise hi hota hai ....

chhaya : wo kaun hai jo tumhe sabse jyada nafrat karti hai ....

tarun : mere papa ne to kabhi mujhe mara peeta to nahi hai par kabhi unhone mujhe bachane ki kosis bhi nahi ki hai haan kabhi kabhi wo daant kar apna dil jarur bahla lete hain .... mujhe sabse jyada nafrat shayad meri maa aur chachi karti hain ... pata nahi kyu main kuch ach bhi karne ki kosis karta hu to wo unke liye bura kyu ban jata hai .... galti ghar me kisi ki bhi ho par daant aur maar mujhe padti hai .... aunty kahi ap mummy ko to nahi batane wali ho ... nahi mujhe apko nahi batana hai kuch bhi ap bhi sab logo ke jaise mummy ya papa se shikayat karke meri pitayi lagwa dogi ....

chhaya : nahi main aisa kuch nahi karungi ... main tumhari mummy ko kuch bhi nahi batungi .... acha tumhe jab tumhari mummy hi marti hai ya koi aur bhi marta hai ...

Tarun : jyadatar mummy hi marti hai ... chachi bhi kabhi kabhi marti hai aur sabko mere khilaf bhadkati bhi rahti hai ...

chhaya : tumhari sagi bahne bhi tumhari madad nahi karti kya ....

tarun : pata nahi kyu wo log bhi mujhse nafrat hi karti hai ... kabhi kabhi meri bua mujhe bachati hai .... wo hi hain jinhone mujhe thoda bahut support kiya hai ... wo bhale hi kisi ko mujhe marne se nahi rokti par wo mujhe aisi halat me dekh kar akele me bahut roti hain ... ek meri sabse badi chacheri bahan hain shreya didi wo bhi kabhi kabhi mujhe akele me rota dekh mujhe pyar jata jati hain ... ab mujh jaise pyar ke bhukhe bachche ke liye dono ka itna pyar bhi kisi anmol khazane se kam nahi hai ....

Chhaya : acha tum mujhe bata sakte ho ki tumhe kisne kaha hai ki tum 9 saal ke ho ....

tarun : main apko pagal lagta hu kya mujhe meri age bhi nahi pata rahegi kya .... main 9 saal ka hi hu ...
 
Tanmay20

Well-Known Member
3,912
8,662
144
Waiting for next update
Beautiful update
Lag raha hai ki tarun aur diya ke beech pyar ki shuruwat ho rahi hai

Next update please

waiting for the next update....

waiting for the next update..

waiting for the next update...

Next update please

waiting for the next update....

waiting for the next update

Intezaar rahega...

Intezaar rahega Tanmay20 bhai....
Update has been posted friends
Read and drop your suggestions 😊
 
Riky007

उड़ते पंछी का ठिकाना, मेरा न कोई जहां...
19,343
40,105
259

अपडेट कुछ जल्दी खत्म हो गया लगता है भाईजी
 
Naik

Well-Known Member
21,580
77,470
258
Update 12

Karan : are pahli main bhi to Tera Bhai hi hu na .... Chalo ab sabne yehi Sona hai to bed par to possible nahi hai Kyu na neeche hi chadar bicha Kar so lete Hain ...

Uske baad wo Sab baatein karte huye so Jate Hain ....

Aage

Ab aakhir wo din aa hi pahuncha tha jiska har ladke aur ladki ko intjar hota hai .... diya ke case me bhi aisa tha usne bhi iss din ke liye bahut sare sapne sajaye huye the .... Jahan wo khus thi wahi usko dukh bhi tha ki usko kal apne uss ghar ko chhod kar jana hoga jisme uski dhero sari yaadein basi hain ... uske har chhoti moti khushi ka khayal rakhne wale parents ... uske upar jaan lutane wale bhai the .... Sab kuch chhod kar usko ek aise ghar ko jana tha jiske bare me wo kuch bhi nahi janti ... aisa nahi hai ki wo ladke ke bare me kuch nahi janti thi kabhi kabhi usse baat bhi kiya karti thi ....

Shaadi wale din subeh se hi sabhi log idhar udhar ke kaamo me busy the ...

Tarun bhi abhi Ghar ka decoration Wala kaam dekh Raha tha .... Shaadi Ghar se hi hone wali thi ... Tabhi Tarun ka mobile ring hone lagta hai .... Call kisi unknown number se tha ....

Tarun ne call pick Kiya to opposite side se koi awaz to nahi aayi par dhyan se sunne par usko kisi ki siskiya sunayi deti hai .... Tarun ka Dil ghabra sa jata hai .... Uska number to Shreya,bua,Karan,diya aur uske manjhle chacha ke alawa aur kisi ke paas na tha .... Tarun ne uss number ko Truecaller par dala to pata Chala ki ye number uski badi bahan ruchika ke naam se registered tha ....

Tarun ne turant call back Kiya .... thode der baad call receive hua ....

Tarun : hello ruchi Didi ... Kaisi ho ...

Opposite side se koi awaz to nahi aati bas siskiya sunayi deti hai ... Tarun ko kisi anhoni ki aashanka hoti hai ...

Tarun : Didi bolo na ... Apko Meri kasam Kya hua bolo na ...

...... : Kaash main ruchika hoti ... Main bhi tumhari bahan hu par aj Tak Maine tumhari bahan hone ka koi farz nahi nibhaya to kis muh se tumhari bahan hone ka hak jata slakti hu ... Main priyanshi hu .... Tum chaho to Mujhe priyanshi hi kah sakte ho ...

Tarun : ji main apko nahi janta na hi iss naam ke kisi insan ko janta hu to aainda Mujhe pareshan Karne ki kosis mat karna ....

Priyanshi (rote huye) : tumhe jaisa thik lage waisa bolo main to hu hi kasurwar .... Darasal Maine Kal raat ko tumhare bare me ek bura sapna dekha tha isliye main chahti hu ki tum sambhal Kar rahna ...

Tarun : ap hoti Kaun ho Meri chinta Karne wali .... Main jiyu ya Maru isse apko kya Matlab hai ... Main to tab hi mar Gaya tha jab AP logo ne mujhe Meri maa ne hi apnane se inkar Kar diya tha ... Jab maa hi nahi to baki aur kisi se Kya rishta nata ... Main duniya ka wo badnasib shaksh hu jiski maa - baap to hai par main unka beta nahi ... Kahne ko 3 - 3 sagi bahne to Hain par main unka Bhai nahi ... Jab mere sage hi apne nahi to dusro se Kya ummid rakhu ... Upar wale se dua karo ki apka sapna Sach ho Jaye .... Kam se Kam isse AP logo ko iss manhus se to chhutkara mil jayega ...

Aur fir itna kahne ke baad Tarun ne phone cut Kar diya aur Karan ke room par Chala jata hai aur kuch kapde lekar washroom me enter ho jata hai ... Shower ke neeche khada hokar jor jor se rone lagta hai .... Bahut dino se usne apna Jo dard daba rakha tha wo aj usne phone par nikal diya tha ... Kafi der rone ke baad jab uska man halka ho jata hai to wo wapas change Karke room me aa jata hai .... Thik tabhi usko dhundte huye Karan ki mameri bahan waha aa jati hai ...

K. Bahan : Tarun bhaiya ap yaha ... Main to kab se apko pure Ghar me dhundti fir rahi hu ...

Tarun : haan chhoti koi kaam tha Kya ...

K. Bahan : wo bhaiya Diya Didi ne apko apne room me bulwaya hai ...

Tarun : thik hai chhoti tum Jao main abhi aata hu ...

Thode der baad Tarun diya ke room par jata hai ... Diya ke bed par dher sari sarees rakhi huyi thi aur diya aur kuch ladkiya wahi baithi huyi unhe dekh rahi thi ... Tarun ko aata dekh Baki ladkiya room se chali jati Hain ...

Diya : dekh to Bhai Kaun si saree achi hai ....

Tarun kuch der Tak sabhi saree ko dekhta hai to usko kuch samajh nahi aata ...

Tarun : Jo bhi apko achi lage pahan lo na Didi ... Sari hi sariya achi hai ...

Diya : ye Kya baat huyi ... Apni bahan ke liye ek saree pasand nahi Kar sakte Kya ...

Tarun ne sabhi sarees ko ache se dekha aur ek saree choose ki ...

Diya : wow ... Yaar tumhari aur Meri soch kitni milti julti hai ... Mujhe bhi yehi saree pasand hai ... Aur ye Teri aankhein laal Kyu hai ...

Tarun (bahana banate huye) : are wo Kya hai na Didi ab Kal ko ap hame chhod Kar hamesa ke liye dusre Ghar chali jaogi isliye Meri aankho me aanshoo aa Gaye the ...

Diya : oooo ... Mera cutie pie ... Tum bhi pagal ho Kya betiya to parayi amanat hoti hai ek na ek din to unhe Ghar chhod Kar to Jana hi hota hai ... Aur kisne kaha ki main tum logo se itni dur chali jaungi ki Milne bhi na aa saku ... Chal idhar aa apni Didi ki baanho me ...

Diya Tarun ko apne seene se laga leti hai ...

Taliyo ki awaz se dono alag hote Hain ... Ye Tali bajane Wala aur koi nahi Karan tha ...

Karan : wah ji wah Kya emotional scene hai ... Iske upar to ek film ban Jani chahiye ... Abhi se hi apne sare emotions waste na karo Kal ko kaam aayenge ...

K. Bahan : Kya Karan bhaiya ap hamesa villain ban Kar aa Jate ho ... Kitna acha Bhai bahan ka pyar chal Raha tha ...

Tabhi waha Karan ki maa ki entry hoti hai ...

K. Maa : Chalo bachcho ab tum log Bahar jao Meri gudiya rani ko dulhan banane ke liye parlor se ladkiya aa Gayi hai ...

Sabhi log bahar ja Kar apne apne kaamo me lag jate Hain ...

Evening ko aatisbajiyo ke sath baarat ka aagman hota hai ... Chunki ye Ghar ki pahli Shaadi this isliye Karan ke papa ne Shaadi me koi kami nahi chhodi thi ....

Jab jaimala ke liye dulhan ko bulane ki bari aayi to Tarun aur Karan ek sath Diya ke room aate hain ...

Karan diya ko pakadkar khada karta hai ... Jab diya khadi ho jati hai to Tarun usko aage ghutno ke Bal baith jata hai aur ek chhota sa wrap Kiya hua gift uske aage Kar deta hai ...

Diya : are Bhai ab ye Sab Kya hai ...

Tarun : ek Bhai ki taraf se apni bahan ke liye pyar ... main chahta hu ki Meri khatir AP ye pahan Kar Jao ...

Diya jaldi se gift ko kholti hai to ye ek gold ka khubsurat sa necklace hota hai ...

Diya : pagal ab iski Kya jarurat hai mere liye to tumhara pyar hi Sab kuch hai ...

Karan : pahan lo na Didi itne pyar se wo apke liye ye Sab laya hai ...

Diya : are to main pahanne se Mana kaha Kar rahi hu ... Lo Tarun apne hatho se apni didi ki taiyari ko pura Kar do ...

Tarun khada ho Kar diya ke gale me wo necklace pahna deta hai ...

Diya : ab kaisi lag rahi hu main Bhai ...

Karan : aj to jiju ke sath sath sare baarat wale behosh hone wale Hain ...

Tarun : Didi ap duniya ki sabse khubsurat dulhan lag rahi ho ... Uparwala apko duniya ki har buri najar se bhachaye ...

Diya : ummmhhhaaa thank you to both of you my sweetu ...

Dono diya ko sath lekar jaimala ke stage par pahuncha dete Hain .... Sare barati diya ke hone wale husband ki kismat se jalne lagte Hain ...

uske baad dheere dheere Shaadi ki sari rashme hone suru ho Jate Hain ...

Diya ki maang me sindur laga Kar uss ladke ne hamesa hamesa ke liye usko apni dulhan bana liya tha ...

Dopahar ko aakhirkar wo ghadi aa pahunchi thi jo har maa baap ke liye sabse muskil pal hota hai ... Beti ki vidayi ...

Baabul ki duayein leti ja ..... Ke emotional gaane ne sama ko aur bhi emotional Kar diya tha ....

Diya sabse pahle apni maa ke gale lag Kar rone lagti hai .... Kafi der Tak dono maa beti ek dusre se lipat Kar roti rahi ... Uske baad diya apne papa se Jo lipat ke royi ... Jise dekh Kar waha khade har shaksh ki aankho me aanshoo aa Gaye ....

Papa se alag hone ke baad wo Ghar ke Baki members se bhi lipat Kar roti rahi .... Uske baad Karan khada tha jiski aankho se pahle se hi ganga jamuna babe ja rahi thi ... Aj ek bahan apne sabse pyare khilaune ko chhod Kar dusre Ghar Jo ja rahi thi ....

Sabse aakhiri me Tarun khada tha Jo ab Tak apne aanshoo ko rok Kar waha khade tha .... Diya jaise hi Tarun ke gale lagi to uske Sabra ka bandh tut Kar aankho ke raste Bahar aane laga ... Wo Diya ko khud me samete jor jor se roye ja Raha tha ... itna to wo shayad tab bhi na Roya hoga jab uske Ghar walo ne usko ghadi ghafi apmanit Kiya tha ...

Dulha to pahle hi gaadi me baith Chuka tha ... Tarun bhi diya ko sath lekar gaadi ke paas le Jane lagta hai ki tabhi achanak se tarun ne kuch dekh Kar diya ko cover Kar liya ....

Tarun ka white kapda dheere dheere laal hone lagta hai aur Chand lamho me hi uski aankho ke samne andhera sa chha jata hai aur wo besudh hokar jameen par gir padta hai .... Uski saansein bhi bahut dheemi ho chuki thi ....

Kya ye wahi anhoni thi jiska sapna priyanshi ne dekha tha ????? Kya ye Tarun Zindagi ke safar ka the end hai ???????? 😢😢😢
Yeh Khushi or bidayi k mauke per kon sala thonk ker chala gaya TARUN ko
Sala pehli Baar padh raha kisi ka Sapna Sach ho gaya
Baherhal dekhte h Tarun ki batti yahi per gul ho jaati ya fir kuch Naya aayam hone jaa raha h
 
achinsaha

I 🖤 🖤Darkness 🖤🖤
1,226
2,277
143
Update 15

uske baad diya aur tarun dono paidal hi aas paas ki hari bhari wadiyo me ghumne ko nikal padte hain .... diya ne kuch khane pine ki chijein bhi sath le li thi .....

Aage

din bhar diya tarun ka man behlane me lagi huyi thi aur wo apne maksad me safal bhi huyi thi ... tarun ko aise prakriti ki god me ek ajib sa sukun mil raha tha jisse uska atit uski recent memory me kahi nahi tha ya wo uske upar hawi nahi tha ...

khair 2 din tak to sab sahi raha par tisri raat ko fir se diya ne tarun ko ushi raat ke jaise khud se badbadate huye baat chit karte suna .... Tarun aj bhi behad dare huye andaz me tha ....

diya ne uss din ke jaise hi usko apne baanho me bhar kar santwana di par aj tarun kuch jyada hi dara hua tha .... Aur aj wo maa nahi balki chachi ka naam lekar dare ja raha tha ....

diya (tarun ko gaal ko chumte huye ) : dekho babu yaha koi nahi hai .... wo log chale gaye ... ab tumhe darne ki koi jarurat nahi ... main hu na main tumhe bachaungi ....

tarun kuch bolta to nahi hai bas diya se jor se chipka hua tha ... thode der aise hi rahne ke baad diya tarun ko bed par ache se sula deti hai aur uske baalo me ungliya firane lagti hai ...

Diya ke har touch me Tarun ko apnapan mehsus ho Raha tha ... Wo beech beech me Diya ke taraf pyar se dekh Leta tha ...

Tarun : AP Meri Kya lagti ho ....

Diya : main Tumhari badi bahan hu ... Mera naam Diya hai ....

Tarun : AP bahut achi ho ... Bilkul mere Ghar walo se alag ....

Diya : Tum bhi bahut pyare ho .... Tumhe tumhare Ghar me Kaun Kaun paresan karte Hain ...

Tarun : Sab hi ek se hi Hain bas bua aur Shreya Didi Meri thodi bahut care karti Hain ....

Diya : Chalo ab tum Aram se so Jao ... Ab koi tumhe tang nahi karega ...

kuch der dularne puchkarne ke baad tarun ko to neend aa jati hai par diya ne sari raat jagte huye hi gujar deti hai ....

agli subeh ko tarun fir se normal behave kar raha tha .... Diya ne doctor chhaya se akele me mil kar iss baat ka jikra kiya ....

chhaya : dekho diya .... tumhare bhai ke man me bachpan ki wo yaadein kuch aise ghar kar gayi hain ki wo chah kar bhi unse apna peechha nahi chhuda pa raha hai .... Aj main uske sath phychotherapy karne wali hu .... agar sab kuch thik rha to usko puri tarah to nahi kam se kam 90 - 95 percent to thik kar hi dungi ....

diya : apko jo bhi karna ho befikra ho kar karo madam ... mujhe bas kisi haal me mwra bhai thik chahiye paise ki koi tension nahi hai ... chahe mujhe khud ko hi kyu na bechana pade ...

chhaya : nahi sweetheart mujhe tumse jyada kuch nahi chahaiye mujhe paiso se jyada patient ki salamati pasand hai ... ho sakta hai treatmentme jyada time bhi lag sakta hai .... kabhi kabhi mental patient ko thik karne ke liye time thoda jyada bhi lag jata hai par main waada karti hu ki result positive hi rahega ....

Diya : ok doctor tarun ko le aaun kya ...

chhaya : nahi diya .... main tarun ka treatment yaha nahi apne room par kaungi kyunki waha hi main usko sahi se time de paungi ....

diya : par madam apke pati ...

chhaya : wo bhi ek doctor hi hain .... filhal to 2 mahino se usa me hain ... ek beta hai jo ki boarding school me rahta hai .... agar tumhe koi problem na ho to tum evening ko tarun ko lekar aa jana ... dinner ke baad main apna session suru kar dungi ....

diya : ok doctor jaisa apko thik lage ...

uske baad din bhar tarun ke sath spent karne ke baad evening ko usko lekar doctor chhaya ke room par pahunchti hai ... doctor chhaya bhi hospital ke paas hi ek quarter me rahti thi jo ki hospital ke compound ke andar hi maujud tha ...

Doorbell ki awaz sun kar chhaya gate kholti hai .... sambhawatah wo kuch der pahle hi shower lekar aayi thi kyunki usne apne baalo me ek towel lapeta hua tha ....

chhaya : aao aao andar aa jao ... main abhi just thode der pahle hi shower lekar aayi hu .... tum log yaha sofe par baitho ... main coffee wagairah bhijwati hu .... main thoda sa dress change karke aati hu ....

wo log sofe par baith jate hain .... Thode der me chhaya ki maid unke liye coffee lekar aati hai ... abhi wo log coffe nipta hi rahe the ki waha doctor chhaya aa jati hai .... chhaya ne maid ko pahle hi do logo ka extra dinner banane ko kah diya tha ...

Sabhi log sath me dinner karte hain .... dinner ke baad sara kaam samet kar chhaya ki maid waha se chali jati hai ....

chhaya : ok to diya agar tum chaho to room par ja kar rest kar sakti ho ... tarun ki bimari abhi initial stage me hai aur mujhe to nahi lagta ki wo aggressive behave karega treatment ke dauran ....

diya : nahi doctor apne shaadi ke just baad itni dur rest karne thode hi aayi hu ... ap nischint hokar treatment kijiye main apko disturb nahi karungi .... main yehi par rahti hu agar apko kabhi meri jarurat mehsus ho to jarur batana ....

chhaya : jarur .... chalo hero tum mere sath ....

chhaya tarun ko ek room me le jati hai aur baithne ko kahti hai .... thode der baad wo tarun wale room me wapas aati hai uske hath me ek suitcase tha jisme uske kuch instrument honge ....

chhaya : tarun tum uss chair par baith jao .... ham apna session suru karte hain ...

aur fir wo bhi usse thodi dur ek chair lekar baith jati hai ....

chhaya pahle usko ek light me dekhne ko kahti hai aur fir uski awaz ko sunte sunte wo hypnotize ho jata hai jaisa ki ham aamtaur par bhoot pret wali filmo me dekha krte hain ....

chhaya : batao tum kaun ho aur apne bare me ache se batao ....

aur fir chhaya apne mobile me recording chalu kar deti hai ....

tarun : main tarun hu main 9 saal ka hu .... mere ghar me koi bhi mujhe nahi chahta ... mere mummy papa bhai bahan koi bhi nahi ... sab mujhse na jane kyu nafrat karte hain .... kabhi kabhi to mujhe lagta hai ki main apni jindagi hi khatm kar du par kar nahi pata kyunki mujhe ek na ek din inn sab ke dil me khud ke liye pyar jagana hai bhale hi wo meri jindagi ka aakhiri pal hi kyu na ho ....

Maine sabse suna hai ki maa to mamta ki murat hoti hai wo apne bachcho se kabhi bhedbhaw nahi karti par shayad upar wale ne mere kismat shayad alag hi shyahi se likhi hai .... meri subeh ki suruat jillat daant fatkar maar pit se suru hoti hai aur iska ant bhi kuch aise hi hota hai ....

chhaya : wo kaun hai jo tumhe sabse jyada nafrat karti hai ....

tarun : mere papa ne to kabhi mujhe mara peeta to nahi hai par kabhi unhone mujhe bachane ki kosis bhi nahi ki hai haan kabhi kabhi wo daant kar apna dil jarur bahla lete hain .... mujhe sabse jyada nafrat shayad meri maa aur chachi karti hain ... pata nahi kyu main kuch ach bhi karne ki kosis karta hu to wo unke liye bura kyu ban jata hai .... galti ghar me kisi ki bhi ho par daant aur maar mujhe padti hai .... aunty kahi ap mummy ko to nahi batane wali ho ... nahi mujhe apko nahi batana hai kuch bhi ap bhi sab logo ke jaise mummy ya papa se shikayat karke meri pitayi lagwa dogi ....

chhaya : nahi main aisa kuch nahi karungi ... main tumhari mummy ko kuch bhi nahi batungi .... acha tumhe jab tumhari mummy hi marti hai ya koi aur bhi marta hai ...

Tarun : jyadatar mummy hi marti hai ... chachi bhi kabhi kabhi marti hai aur sabko mere khilaf bhadkati bhi rahti hai ...

chhaya : tumhari sagi bahne bhi tumhari madad nahi karti kya ....

tarun : pata nahi kyu wo log bhi mujhse nafrat hi karti hai ... kabhi kabhi meri bua mujhe bachati hai .... wo hi hain jinhone mujhe thoda bahut support kiya hai ... wo bhale hi kisi ko mujhe marne se nahi rokti par wo mujhe aisi halat me dekh kar akele me bahut roti hain ... ek meri sabse badi chacheri bahan hain shreya didi wo bhi kabhi kabhi mujhe akele me rota dekh mujhe pyar jata jati hain ... ab mujh jaise pyar ke bhukhe bachche ke liye dono ka itna pyar bhi kisi anmol khazane se kam nahi hai ....

Chhaya : acha tum mujhe bata sakte ho ki tumhe kisne kaha hai ki tum 9 saal ke ho ....

tarun : main apko pagal lagta hu kya mujhe meri age bhi nahi pata rahegi kya .... main 9 saal ka hi hu ...
Update chota tha is liye sirf nice update
 
Status
Not open for further replies.
Top