UPDATE - 97
ab ghar me khusiyan aa rahi thi,,,
par ek shaksh abi tak kuch bhi nahi bola tha or wo tha tani,,,,
pata nahi kyo wo abi tak kuch bhi nahi boli thi or aise hi chupchap baithi hui thi,,,
maine socha ki kyo na main hi isse pata kar lu ki ye aise chupchap kyo baithi hui hai,,
or sabhi ko dekh rahi hai,,,
par isse pahle main kuch bolta bich me hi kajal bol padi ,,,
kajal - are tani aise chupchap kyo baithi hui ho,, kya hua,,,,
tani - kuch nahi didi wo bas bahut time baad ye sab ho raha hai na,, to ekdam se ajeeb sa lag raha hai,,,
shweta - kyo ajeeb sa kyo lag raha hai,,,
sabhi ke sabhi tani ke yu ajeeb sa lag raha hai isse hairan hote hai or sochne lagte hai ki kahi ise hamara ghar pasand nahi aaya kya, ya fir ise ashram ki aadat pad gayi hai,,,
or hamare yaha nahi rahna chahti ho kahi,,,,
tani - wo didi aisa nahi hai ,,, bas ashram me ye sab nahi hota tha ,, waha to sab ladkiyan hi thi na ,,, or sabhi jyadatar apne apne kaam me lagi rahti thi ,,, or main itne saal aap sab se door rahi hu to mujhe ye sab ekdam ajeeb sa laga,, bas yahi baat hai,,
as - are tani tu chinta mat kar main hu na yaha,,, jab bhi koi baat ho ya fir tujhe kaam ho to mere paas aa jana or agar kuch or ho to kisi se bhi baat kar lena ,,, tu chinta mat kar,,,,ab tu yaha aa gayi hai na to bas ab bhul ja wo sab,,,
shweta - ha tani ashu thik kah raha hai ,,, wo sab bhul ja or ek nayi life ki suruaat kar,
ham sab hai na yaha tere liye,, main samajhti hu ki ekdam se ye naya naya lagega or thoda time bhi lagega in sab me to tu chinta mat kar sab thik ho jayega,,,,
sab waqt par chod de or jee le ye zindgi ke haseen lamhe,,,
tani - okkk didi...
rachana - waise tani ye bata ki tune ham sabko pahchana kaise,,,,
tani - wo didi mujhe pandit ji ne aap sab ke bare me bahut kuch bataya tha or sabki photo bhi dikhayi thi or wo photo man hamesha apne paas rakhti hu,,,,
sanjana - wow tani,, kaha hai wo photo ,,, mujhe bhi dekhni hai,,,
tani - upar kamre me hai,,, baad me dikha dungi,,,
sanjana - okkk,,,
or ham sab fir tani ke bareme baatenkarne lage or idhar udhar ki baaten karne lage or tani ke padhai or baki cheezon ke bare me puchne lage,,,,
par jab ham sab baat kar rahe the tab maine pragya bua ki taraf dekha or paya ki pragya bua ki ankhon me ansoon aa gaye the or apne saree ke pallu se unhe ponch rahi thi,,, or mom or kamla bua bhi unhe dekh rahi thi,,,,
mom - pragya shant ho ja nahi to sabko shak ho jayega,,,,
kamla - ha pragya jo raaz abhi tak dafan hai us raaz ka kahi parda fash na ho jaye,,,
pragya - hota hai to ho jaye par main ab is raaz ko or bardast nahi kar sakti,,,,
mom - aisa mat kar dena pragya,,, nahi to anarth ho jayega,,, or mom prgaya ko shelf ke piche niche jhuka leti hai or unhe samjhane lagti hai,,,,
thodi der baad dono uthti hai to maine dekha ki pragya bua ki ankhon se ansoon gayab the par ek halki si udasi thi unke chehre par ,,, jo shayad hi koi or samajh pata ,,,
par mujhe kya pata tha ki yaha ek or shaksh hai jise ye sab pata tha or wo thi kajal,,,
kajal ko in sabke bare me sab kuch pata tha,,,
yaha tani bhi ab thodi khush lag rahi thi ,,,
to main ab aise hi sabko ek ek karke dekhne laga ,, to dekha ki pura pariwar hi ab khush lag raha hai or sab thik chal raha hai ghar me,,, or vimal chacha ki deth ko sab bhul chuke hai or sath hi sath kajal ka accident hua tha usse ab kajal bhi thik thi ,, par
use abhi time lagta recovery me ,,, shayad 1 mahina or,,,,
tabhi mere man me kuch aaya or main kuch bolne hi wala tha ki shweta didi bich me hi bol padi,,
shweta - pata hai kajal ashu ne hospital me kya kiya tha,, jab tu i.c.u. me thi,,,,
kajal - kya kiya tha,,,,
neha - ha didi batao na kya kya hua tha hospital me or ashu ne kya kiya tha waha,,,,
neha ko badi utsukta hui thi janne ki,,
shweta - ruk ja bhai batati hu batati hu,,,
dad - are hame bhi batao ki kya kiya tha ,,, mawab ne waha,,,,
shweta - dad jab aap sab waha the na to ashu ne na hospital me hangama kar diya,,,
mom - kaisa hangama beta,,,
shweta - aisa nahi mom ,, wo ashu ko ghussa aa gaya tha ,, or jab bahut der ho gayi thi to ashu sidha hi i.c.u. me chala gaya or waha par pata hai kon thi jo kajal ka operation kar rahi thi,,,,
mom - kon thi waha,,
shweta - nita mami,,,
mom - kya nita thi waha,,,,
dad - ha jab ham baad me gaye the tab wo thi waha,,,,
kajal - to nita mami ne mera operation kiya tha,,
shweta - ha bhi or na bhi,,,
kajal - matalab,,,
shweta - matalb ye ki jab tera operation chal raha tha or bhaut ghante ho gaye the ,,
tab ashu andar ghus gaya or use ye bhi dhyan nahi raha ki jo operation kar rahi hai wo or koi nahi nita mami hai or jab unhone use andar aane se roka to ashu ne hospital ko jala kar raakh kar dene ki dhamki de di,,,, or bahut ghusse me bolne laga,,,,
kajal - kkkkyyyaaa dddiiiiiiiiddddiiiiiiii ,, kajal ek dam chokte huye boli,,, ashu ne aisa kiya waha or kya kya kiya,,,,
sabhi sun rahe the dhyan se shweta didi ki baat ko ki waha kya kya hua,,,, waise to baad me sab aa gaye the par waha us waqt,, sanjana didi or shweta didi hi thi,,,
shweta - ha kajal or isne fir jid karte huye tere paas baith gaya or tera hath apne hath me jaise hi liya tere hath me halchal hone lagi or sab ye dekhkar hairan hone lage,,,,
ki jiske sharir me abhi tak koi movement nahi hui hai uske hath me halchal hone lagi wo bhi ashu ke hath lagte hi,,,, aisa kaise ho sakta hai,,,
kajal - man me,,,, yahi to raaz ki baat hai didi,, ashu mere liye kya mayne rakhta hai ye to abhi ashu bhi nahi janta,,, agar main mar bhi gayi hoti or ashu ek baar akar mujhe aawaz deta main tab bhi uth jati ,,, or ashu ko apni bahon me bhar leti,,, par ye buddhu hai ki kuvh samajhta hi nahi hai,,,,
sanjana - hota kaise nahi shweta,, ashu or kajal ek sath jo rahte hai bachpan se hi,, to ye to hona hi tha,, or inke bich itna pyaar jo hai ,,,,,
main kajal ki ankhon me dekhne laga,,,,, or muskurane laga,,,,,
or kajal bhi muskurane lagi,,,,,,
shweta - ha didi sahi kah rahi ho,,, or janti ho mom fir kya hua,,,
madhvi -- kyaa hua didi uske baad,,,
sabhi sara kaam chodkar shweta didi ki baat sunne lage,,,,
shweta - jab kajal ke hath me halchal hui to ashu ne kajal ka operation kiya or kajal ko hosh bhi aa gaya,,,,, or kajal thik ho gayi,,,,
kajal = kkkyyyaaaaaaa ashu ne hi mera operation kiya tha,,,
kajal ek taraf to hairan thi par ek taraf khush bhi thi ki uski zindgi bhi usi ne bachayi jo ki uski zindgi hai,,,,,
sanjana - ha kajal ye sahi hai ,, or uske baad jo jo hua wo sanjana didi ne bata diya,,,
sari baaten sunkar sabka dil khush ho gaya tha mere or kajal ke pyaar ko dekh kar ,,,
or sabhi sochne par majboor ho gaye the ki kaash unhe bhi koi aisa pyaar karne wala mil jata to kaisa hota,,, or unki zindgi or khushiyon se bhar jati,,,,,
waise to main kajal se pyaar karta tha par waise wala pyaar nahi jo main shweta didi se karta tha par maine kabhi shweta didi se is bare me kabhi koi baat hi nahi ki thi or na hai kabhi kuc kaha tha aisa ki unhe ye pata lage ki main unse kitna pyaar karta hu,,,
or sach to yahi hai ki main unhe kah bhi nahi sakta tha ,,, bas aise hi unhe dekhta rahta tha,, or jaahir nahi karta tha ki main unse kitna pyaar karta tha,,,,
in sab baaton se ek taraf jaha sab log khush the to 2sri taraf ,,, kuch ke dil me mere liye jagah ban gayi thi,,,, khair wo waqt aane par pata chalega ki wo kon kon hai,,,,
continuee.........