- 17,012
- 43,120
- 259
Hmmmmmmm
Very good updates
Jise kaam ki jarurat hoti hai wo kisi bhi tarah ka kaam kar sakta hai....usme ye kabhi nahi aata ki ye kaam mere layak nahi hai Ya mai to padha likha hu ye wala kaam kyo karu.....
Dono ne apna aashiyana basa hee liya good or khush bhi hai apni life mai
Baat kare kalwa lala ya baaki ki.....to unhe sonu ke Andar aag dikhaai di....Jo ki jawani ya garam khoon ke kaaran nahi thi....balki joonun tha apni bhabhi maa ko khush rakhne sabse bacha kar rakhne or unhe surakshit rakhne ke liye.....or apni bhabhi maa ke liye uska pyar.....
Bas uss aag ko jarurat thi thoda bhadkaane ki jo ki aarti ko utha kar unhone pura kar diya... ...or ise inspector me prati gussa kaho ya arti ki izzat bachaane ki khushi ki use koi dukh nahi hua ak inspector ko Maarne ke baad bhi.... balki khushi hee hui.....Shuruwat ak criminal ki.....
Waise kaafi achchi chaal chali use dhandhe mai lagane ke liye...waise kalwa ki muskaan se sonu ko ya aarti ko samajh jana chahiye tha ki.... unhe phasaya gaya hai....ho sakta hai ki abhi situation extreme hai to unke Dimaag mai ye baat na aayi ho....
Lekin wo log baad mai iske baare mai soche.....
Khair Dekhte hai aage kya hota hai
Anyways
Very good update
Thanks
dhanwyad vikram bhai



