• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

★☆★ Xforum | Ultimate Story Contest - 2021 - Chit Chat & Discussion Thread ★☆★

Mastrani

Member
242
2,453
139
Ek myth ka shikar aap bhi hai... Valmiki dwara rachit Ramayan me kahin koi mata sita ka vanvas ullekhit hi nahi hai... Jinhone orignal Rahaman likhi thi. Yah bhi failaya gaya bhrm tha..

1000 waise suit boot walon me se kisi ek ko bhi aap samjha paye to jivan sarthak hai... Lekin aap bhi apni baat apne group yani man'ne walon ke bich hi bol'kar, jo log mazak udate hain unko bhala bura bolte hai kintu sach yah hai ki jitno logon ko bura lagta hai unke pass bhi utna hi gyan hota hai jitna ki mazak udane walon ka...

(main personally aap ko nahi un tamam logon ko kah raha jo aisa karte hain.. ignore if u are already trying)

Na sur asur ki paribhasha pata hai aur na hi rakshas kya hota hai uski jaankari... Na yug jane na paksh jane... Na itihas padha na itihas socha... Aur na hi soch kar apna koi tark asthapit kiya aur na hi un tarkon par koi charcha kiye...

Main falane me viswas karta/ karti hun... Ye parpara hai... Mere man'ne wale ko kisi ne bura kaha ye ek bhavnatmak aawaj hai... Varan kisi chij ke purn tathyon ka gyaan lekar baat karna... Ye culture me nahi...

Vikram samvat ke to mahine kisi ko yaad nahi jo ki angreji caleneder se lagbhag 100 sal purana hai...

प्रश्न : आप माता सीता के किस वनवास की बात कर रहे है? अ] राम और लक्ष्मण के साथ १४ साल के वनवास या ब] राम के माता सीता को त्यागने के बाद वाला वनवास

आपके उत्तर के बाद ही मैं इन बातों पर प्रकाश डालना चाहूंगी.
 
  • Love
Reactions: SHADOW KING

nain11ster

Prime
23,655
80,786
259
प्रश्न : आप माता सीता के किस वनवास की बात कर रहे है? अ] राम और लक्ष्मण के साथ १४ साल के वनवास या ब] राम के माता सीता को त्यागने के बाद वाला वनवास

आपके उत्तर के बाद ही मैं इन बातों पर प्रकाश डालना चाहूंगी.
Main Uttar Ramayan ki baat kar raha...
 

Mastrani

Member
242
2,453
139
Main Uttar Ramayan ki baat kar raha...

जी. बस अपना काम खत्म करके आपसे इस विषय पर वार्तालाप करती हूँ.
 
Top