UPDATE 56
Mohan - kuch log tumhara piccha kar rahe hai yeh tumhare Liye aur tuhare ghar wale ke liye khatarnaak jo sakta hai
Mai - nahi sambhal lunga
Mohan - jaisa tum thik samjho tumsai toh jabrdasti bhi naa kar sakate hai
Mai - shikha darts lee lena aur khuch sedative
Shikha - ok
Mai - aur Jagpreet tum drone ko check kar lenna pichhali baar ki tarah koi galti nahi
Jagpreet - ok sir
Nitika - mai
Mai - hum hotel mai ek Buisness men ke hisab sai rukenge tum meri secretary banogi jaa kar apna makeup kar loo
Aur sir aap sea ke pass joh hotel hai waha booking karawa do aur haa ek first floor par dusa 3 par aur ek sabse uppar wale floor par
Mohan - ho gaya samjho
Mai - to guys lag jaoo apne kaam par come on lets do this
Sab apne kaam mai busy ho gaye
Maine ek suit pahena aur tie wai laga kar tayaar hua
Aur prince nai bmw modify ki thi mai usse lekar nikal pada nitika ko lekar hotel ki taraf
Maine raaste mai car rukawa li aur security camero ko dyann sai dekha
Mai- nitika jara japreet ko kaho ki ess camere ki sari recording nikal kar rakhe
Nitika - ok sir
Masoom- ohh to yaha ghum rahe ho esske saath
Mai toh hil gaya masoom ki awwaz sun ke
Mai - tum yaha kaya kar rahi
Masoom- oh sorry disturb ho gaya tum logo koo
Maine ussi khich ka car mai betha liya aur car aage badha di
Mai- baby kyu naraaz ho rahi ho tumnai hi to kaha hai kaam karnai ko
Masoom - asse kam kar rahe ho esske sath
Mai- baby yeh mere team enn sai batmezi nahi
Nitika - koi baat nahi sir
Masoom - tum jada bano mat pata nahi kaya jadu kiya hai mujhe ek phone tak nahi kiya
Mai khuch bolene wala tha ki
ki hotel aa gaya
Mai dono ko lekar utar gaya
Aur andar gaya
Mai - sameer aur nisha (identity chupane ke liye ) ke booking hai yaha par
Mai keys li ek nitika ko de kar
Mai - raat ko room mai milana ok
Nitika - thik woh dono bhi aate honge
Mai masoom ko lekar room mai aaya
Masoom - haa bolo ka natak banaya hai
Mai saari baat ussi samjayi kyu phone nahi kiaya aur usse sai milane mai late kyu hua
Masoom roone lagi
Mai - kaya hau baby tum abb roloo kyu rahi ho mujhe maar loo par aisa mat karoo
Wo mere gaale lag gayi
Masoom - mat jaana ab mujhe sai dur mai seh nahi paayungi
Mai uska face aage kiya - thare bina mere jindgi mai kuch nahi hai samjhi pagal kahi ki
Masoom - mai hi jaanti hu kaise rahti hu tumhare bina
Mai- mai jald hi tumhe apna bana lunga
Masoom khushi -sach kah rahe ho
Mai- haa aur mai yeh kaam bhi chhod dunga 7 mahine training kam missions jada the
Masoom - etna payaar karate ho
Mai- khudh sai bhi jada aur meri saloni didi kaisi hai
Masoom - achi par tumko bhaut yaad karati hai kuch din baad mera trip hai kashmir kaa tumhe chalana hoga
Mai- thik hai ab mera gift
Masoom aur mai kiss karnai lage
Mujhe kuch dhikha
Mai usse hata diya
Masoom - kaya hua jaan
Maine usse chup rehae ko kaha aur shikha ko phone laga diya
Mai - ha hello shikha di apna beg lekar upper aaoo Aur tenno ko bhi lete anna
Sabb mere room mai aa gaya
Mai shikha didi ko gale laga liya
Shikha - kaya hua kuch bolo bhi
Mai- aap apne needle nikalo
Aur mera khoon masoom ko chadha doo
Masoom - kaya hua hai bataoo to sahi
Mai- yeh mera order ha abhi
Shikha didi nai sb ready kar liya
Masoom - mai nahi karungi yeh sab
Maine nitika ko khuch essara kiya ussnai uss garden par halke sai mar ke bhehos kar diya
Mai - didi jaldi karoo abhi bhut kaam hai
Mera khoon usse chadha diya gaya
Mai - ab mera khoon khudh ko Chaddha lo
Shikha - what kaya kah rahe ho tumhara blood ''O'' hai esska matalab yeh nahi sabko aise hi dete raho
Mai nitika ko phir esshara kiya par shikha jhuk gayi
Shkikha - yeh sab mere par nahi chalega
Mai- aapko meri kasam
Shikha - dev pagal ho gaya hai kaya abhi tunne usse khoon diya hai
Mai- maine joh kaha hai karo
Arav - ess nai khuch soch samajh kar kaha hoga aap karo joh yeh keh rha hai
Phir mera khoon shikha ko chadha diya
gaya
Mai - ab arv toh khudh ko chadha le ruko ek kaam kaoo tum Sab ek saath mera khoon apne andar inject karo
Sab - what
Nitik - hum sab kyu
Jagpreet - haa kaya baat hai
Arav - agar ab tera khoon liya to tuh mar jayega
Mai - tuh janta hai mai mar nahi sakta hu filhal toh nahi thoda hi lo jaise koi medicine ho par lo abhi
Nitika - par hum sab kaise
Mai - please meri baat maan loo sir ki tarah nahi to ek dost ki tarah
Shikha didi nai mera khoon unhe bhi chhada diya
Meri body peli pad gayi meri saas dhirre hone lagi
Mere saase ruk gayi
Sab ke sab ghabra gaye
Masoom uth chuki thi
Uss nai mujhe dekha aur mujhe hilane lagi
Masoom - dev utho dev utho kay kiya hai tum logo nai ennke saath
Shikha nai ussko sab bataya
Masoom - tum to ek doctor ho naa sab janti ho phir bhi enka khoon chus liya tum logo ab mai bhi zinda nahi rahongi
Ussnai pass pada chaku apne seene mai gusa liya wo chikh ke saath behosh hoo gayi
Thodi dher baad hi masoom jag gayi
Sab uske elaaz mai lage the
Mai body side mei thi usske ghaaw bhar chuke the
Wo mere pass aayi
Nitika - yeh sab ho kaya raha phele blood tranafer phir yeh mari hui masoom zinda ho gayi
Arav - dev ke pass superpowers hai ess nai bataya tha essai kuch kuch aage ki tasvire dhikayi deti hai saayad hum marnai waale the aab
Jagpreet - kaya mai marana nahi chatati
Arav - chinata mat karo joh khoon ab tumhare andar hai uss sai tumhari body koo kuch nahi hoga par mere yaar ki halat sahi karo shikha
Shikha ro nahi rahi thi par usske aashu ruk nahi rahe the
Arav nai aage badh kar usska haat kaat diya par ghaw bahar gaya
Nitika - yeh sab kaise hoo rah
Udhar masoom bethi roo rahi thi
Shikha - humne esse khoon chhadna hoga arav jaldi sai blood ka intjam karoo
Woh aur nitika waha sai chale gaye
Masoom - jaan uth jaoo mai kabhi ghussa nahi karungi tumhe joo man aaye karo
Shikha - hoshala rakho sab thik hoga
Masoom - didi aap logo nai kyu kiya
Tabhi mere sharir mai halchal hui
Aur ek rhosini hui
Aur wha guru ji aa gaye
Dono dar gaye
Guru ji - mere baccho daroo nahi esse kuch nahi hua
Masooom - aaa..a..pppp ko..n ho...ooo
Guru ji - mai eska nachkatra guru hu aaj ess nai ek aisa kaam kiya jo saayad kisi ke liye bhi muskil hota hai
Shikha - kaya kiya hai essnai
Guru ji - essnai apni shaktiyon ka balidaan kiya keval tum logo ki jaan bachane ke liye tum logo ke pass koi alokik taakat to nahi aayegi par ha tum logo ko marana asambhaav hoga
Masoom - aap ennhe thik kar dijiye
Guru - joh tum karane jaa rahe the karoo kyuki yeh abb ek aam ennsan ha esske mama ke dawara di gaye injection ke karan joh shaktiya ess mai thi wo hongi
Masoom - kaya enhe abb sahkatiya vapas nahi milengi
Guru- yeh mujhe nahi malum hai haa par tum logo ko marane sai bacha kar ess nai parkati ke niyamo sai khidwaad kiya ess liye ab esski shaktiyoo ka kuch ansh keval esski do dharam patinyoo mai rahega
Masoom - yeh aap kaya kah rahe hai do patinyaa
Guru - beta janu aur sona bhi esski patniya hai par yeh baat yeh tum sai nahi baata paa raha kyuki yeh sabse jada tumsai pyaar karata hai jab tak yeh kuch naa bata de tum kuch jahir mat hone denna warana ho sakata tum bahut kuch kho do
Masoom chup ho gayi aur shoch mai pad gayi
Guru ji shikha sai - beta tum bhi chinata mat karo joh tum soch rahi ho uska whakt jald hi aayega par abb tum logo ka kaam hai hamesha eska saath dena ees liye ki nahi ess nai tumhari jaan bachyai balki ess liye kyuki abb yeh tum sab ko apni zindagi ka ek anmoal hissa bana chuka hai
Guru- par ek baat ka dyaan rakha karo yeh hamesha apne dil sai kaam naa lee abb har kisi ko yeh bacha nahi sakata hai jisse jaana hai usse to jana padega ab mai chalata hu aur tum log bhi laut jaao
Shikha - abhi hamara kaam baccha hai
Guru - maine baataya na essnai bhavisya ke saath ched chaad ki hai to ab joo honne wala tha woh badal gaya kyuki yeh gahtana hi honi thi tum logo ke ant ke kiye tumhare alawa esske bare mai sab bhul jaayenge
Aur wo gayab ho gaye
Jagpreet ke pair jam gaye the yeh sab dekh sun kar
Arav aur nitika andar aaye aur mujhe blood chada diya unn logo nai
Mai jab utha to subah ho rahi thi sun ki tezz light mere face par pad rahi thi
Maine side mai dekha to sabke sab soo rahe hai koi chair par toh koi soffe par
Masoom mujhe pakad kar soyi hui thi maine dheere sai haath hataya aur bathroom mai chala gaya
Thodi dher baad bhar aagya to masoom kuch dhudh rahi thi
Mai- kaya dhudh rahi ho
Meri aawaj sun kar wo baag kar mere gaale lag gayi
Mai- aare baba tumhe ho kaya gaya hai aur yeh sab esse kyu sooye hue hai
Masoom mera matha chuaa - kal kya hua tumhe pata nahi hai kaya
Mai- kaya hua kaya kah rahi ho kal aate hi mai to soo gaay tha
Masoom khuch soach kar - accha kuch kaahoge
Mai - haa pata nahi kyu bhuk lag rahi hai ekdum joro sai abe tum uthoo be utho
Arav - ha kaya hua kya hua
Mai - galaxy sai taare gir rahe chal uth apna kaam karana hai ki nahi
Arav - woh to ho gaya pura
Mai- kisnai kiya
Shikha uthate hue - woh kal hi unka truk pakad gaya
Mai - yah hu maja aa gaya aab mai dubara chhuti continue kar paaunga
Masoom - tumhe mere sath kashmir jana hai
Mai- kyu
Masoom- kal bataya tha naa
Mai- thik thik hai chalunga
Masoom - aare haa sona koo bhi lete ana aur arav bhai aap apni bhen meri dost janu ko sab saath mai masti karenge
Mai (man mai sochane laga ) - esse aaj hua kaya hai
Mai arav aur shikha ko side mai le gaya
Mai- tum logo nai khuch bataya hai kaya
Arav - na bhai khuch nahi
Mai - janu to esski friend par yeh sona ko kyu bula rahi hai
Arav - abe accha hai naa tuh kyu tention le raha hai tera hi to fayada hai
Mai- ha hai to par
Shikha - chhodo bhi dhekho nasta aa gaya chalo kar lete hai
Hum sab nai nasta kiya aur apne apne ghar chale mai masoom ko bhi ussko le jaane ke liye teliport hona caah par mai whai kahda raha
Mai- yaar yeh kaya ho raha hai
Masoom kafi der asse hi kadhi rahi pae baad mai uss nai kal ki saari baat aur guruji kuch baate bata di
Mai has kar - chalo acha hua abb mai flight ka maza to ke punga aur tum logo ke sath log drive kaa ohh sorry tumhare saath
masoom mujhe dekhti hai
Mai- baby aase ghuro mat bus muh sai nikal gaya
Arav - chal car sai chale abb
Mai- ha chaloo
Maine usske baad masoom ko ghar choda aur arav ke sath car sai harayana ki taraf nikal pada