- 3,796
- 16,104
- 159
MEGA UPDATE 119
EDHAR
Shikha - dev kaisi baate kar rahe ho tum tum jante ho esska kaya ashar hoga
humari family par
Mai - haa par mai abb gahr nahi jaunga
Shikha - nahi mai tumhe kahi nahi jane dungi akhir mere dil ki halchal sahi
nikali
Mai - joh bhi ho mai bus dur rah kar app sabki suraksha karunga
Shikha - uski bhi jarurat nahi hai mai rakh lungi apni family ka dhyan
Mai - aapp gundo sai bacha sakati ho par black bird jaiso sai bhidhana nahi aata aapko
Shikha - black ho yaa white sabko dekh lege hum mil kar
Mai - hum kon
Shikha - kaya tere pass hi powers hai bus saloni janu devika sabke pass hai
Mai - app samjah nahi rahi ho mai unke liye bhi kahatara ban sakata hu
Shikha - bakwas hai yeh sab
Mai - aisa karo abhi chalo dekh lena jab hoga
Shikha - maine kab mana kiya chalo
Mai unhe lekar nikal pada bich mai kayi jagah par ruke hum petrol bhawaya aur
kuch kaya piya par shikha didi ghusse ke karan ek word bhi nahi boli kaafi lambe safar ke baad hum jaipur pahuche
Maine sir ko call kiya
Mohan - kaha ho tum
Mai - sir jaipur mai hu
Mohan - acha ess wkhat kaha par ho
Maine ek dukan waale sai pucha
Aur phir
Mai - haa sir yeh koi jal mahal hai
Mohan - acha aisa karoo waha sai sitapur ke multispeciality hozpital mai chale jaoo
Mai - par kyu sir
Mohan - arav ki halat kaharb hai humnai usspar shak kiya par woh toh kudh kaid tha par woh un sabko mar kar bhaag aaya hai saath ma dgp ki ladki bhi hai abb unko hifazat sai yaha lana tumhari jimedari
Mai - ok sir app befikar raho
Mohan - ok jaldi report do
Mai - ok sir
Maine phone cut kar diya
Mai - bhagwan nai aapki sun li ab mera darinda nahi jagega
Woh kuch nahi boli
Main hospitap pahucha
Waha recepetion sai pata kiya
Aur arav ke room mai gaya
Arav ko needles lagi hui thi aur pass mai woh bethi thi
Raveena - DGP DAUGHTER
Mai - kaisa hai arav
Raveena nai meri tarf dekha aur meri tarf aa gayi uss nai mujhe marnai ke liye haath uthaya par bich mai shikha didi nai pakad liya
Shikha - tumjari etni himmat
Sweety - yeh insaan ek number kaa dhokhebaaz hai paise essnai churaye aur bhugat arav raha hai dushmani esski bhugat arav raha hai
Shikha - dekho hum sab ek team hai aur yeh humare boss aur boss kuch bhi
faisala le woh humara faisala
Sweety - apne bf ki jada taarif mat karo
Mai - dimag thikane par hai naa
Raveena - kaya payar hai ek ko bolo toh dusara bhadak jata hai toh mere arav ko
kyu dukh de rahe ho
Mai - tumhara arav
Tabhi gate khula
Nurse - tum sab pagal ho yaha
Patient serous hai aur tum
Mai - sorry sis abb nahi hoga
Woh chali gayi
Raveen - kaya lene aaye ho abb yaha mere arav ko toh mar chukee ho
Shikha - stop talking you selfish
Woh aage gayi aur arav ki needles nikal di
Sweety - heey koi hai koi hai yaha par
Maine uska muh band kar diya
Shikha nai pass ke medicine mai kuch liya aur arav ko inject kar diya
Arav hadbada kar uth gaya woh edhar udhar dekhene laga todha saant hua toh
Arav - arre dev yaha
Mai - harmkhor bina baatye gayab ho gaya hai aur aya toh yaha leta hua hai maine Raveena ko chhodate hue kaha
Raveena - yeh tum thik kaise ho gaye
Mai - woh shikha ka kamal hai
Shikha - kaya jaurat thi woh drugs lene ki
Arav - aree nahi leta toh sab mujhe normal nahi samajhete
Raveena - what tum normal nahi ho
Mai - are usske dimag par chhot lagi hai
Raveena - tumhare dimag par lagi hogi chhot
Arav - chup karo Raveena
Mai - yaar teri waali toh laal mirch hai
Raveena shikha ke pass gayi - app kitnai acchi hai mere arav ko ekdum thik kar diya par aapka bf ya boss bhut alag hai
Mai - yaar saari ladkiyo ke dimag mai kachara hai kaya arre meri maa woh meri ...
Raveena - wife hai
Mai - haat saala yaha rukana hi nahi
mai gate khol kar bhar chala gaya
Arav - Raveena tumnai ussai gussa diya
Raveena - kaisa boos yaa dost hai arav tumhara apni biwi ke baare mai aacha sun ke bahar chala gaya
Arav - chhup karo shikha hai yeh usski sister
Raveena - opps sorry didi maaf karana galti ho gayi
Shikha - koi baat nahi par arav yeh Raveena kaha sai aa gayi
Arav - woh hum bhaut pehale sai ek dusre ko payaar karte hai dev sai milene sai pehale humara breakup ho gaya tha par ess hadsai nai hum mila diya
Raveena - jis mai mere dad nahi rahe ...
Woh ronne lagi shikha didi nai aage bhadh kar usse chup karaya
Shikha - nahi rotte nahi
Raveena - maaf karana didi par apka bhai dosto ki kadar nahi janata hai warana woh arav ko bacha ne aata par par acha hi hua mera arav hero hai hero hosh mai aate hi dhul ki tarah uda diya maine toh socha ki jis boss ke liye etnai ladyi hui saayd woh takawar hoga par mere arav ke saamnai woh kuch nahi hai
Shikha didi nai essaro sai sai arav sai pucha kaya esse kuch nahi pata
Arav nai palake jhuka kar haa mai jawab diya
Shikha - toh abb chale waha sab nai tumhe hi mudere saabit kar diya hai
Raveena apne aasu pochate hui - mera satement hi saabit kar dega ki arav nai kuch nahi kiya
Shikha - chalo humme jaldi hai
Arav - chalo
Woh tenno bhar aaye waha ek hawaldar khada tha mai uss sai baate kar raha tha
Raveena - arav tum order do ki hum jaa rahe hai
Arav - sunno yaha hawaldar nai meri tarf dekha
Raveena - udhar kaha dekh rahe ho woh honge kisi private egency ke boss par logo ko mar kar anne waale yaha hai
Hawaldar - par naye dpg sir toh yeh hai
Raveena - what how they do that this is radiculous
Maine arav ko esshara kiya
Arav - arre chalo raste mai baat kar lenge
Phir bina kuch bole hum bhar aaye aur humare jane ki puri tayari ki thi maine
bike wahi chhodi aur nikal pada unnhe lekar car mai
Jab tak hum sehar sai bhat nahi aa gaye koi kuch nahi bola aakhir woh boli jise
mai sunana nahi cahata tha
Raveena - arav muderer aur tum dgp police waalo ka dimag kaharab ho gaya hai
Arav - Raveena bus bhi karo tum baar baar usse kyu irritate kar rahi ho
Raveena - kyu naa karu jab sai kidnap kiya hai uss kutte shashank nai tab sai ennki bus ...
Mai - ek ek minute kaya kaha tumnai
shasahnk
Raveena - haa woh baar baar usse hi boss kah rahe the
Arav - par maine aisa kuch nhi sunna
Raveena - jab tum bhesoh the pure 10 ghante tab ki baat hai
Mai - yaar maine toh socha hi BLACK BIRD kaa kaam hoga yeh sab bhi
Arav - yaar saayad teri vajah sai usski position chali gayi essi liye kyui usske
baad jadatar field opration tune kiye usse chhote motte hi milate
Shikha - sayad tum sahi kah rahe ho dev nai usse pehale din mar mar kar bheshosh kar diya tha saayad apni bezati samajh li
Mai - par woh gaadari kyu karega
Arav - yaar kaya pata laalach mai
Raveena - ek baat puch sakati hu
Arav - pucho
Raveena - yeh kon hai
Arav - abb tum sai chupana thik nahi mai raw agent hu
Raveena - what ra.....aa.w agent
Arav - haa aur yeh humara boss kum dost tumnai "Joker gang " ka naam sunna hoga naa
Raveena ki awwaj ab ekdum normal ho gayi thi - haa par kyu
Arav - humara hi gang hai aur yeh hai aur yeh hai joker hai hainaa dev
Maine piche mudh kar kehane hi wala tha ki
Raveena - aahhh
Aur woh bheshosh ho gayi
Mai - arre bhabhi ji ko kaya hua
Arav - bhabhi ke bache apna mask hata meri Raveena ko dara diya Raveena Raveena
..........woh usse uthane laga
Mai man mai hasa abb shaanti mili jab sai bak bak bak
Edhar mere ghar par matalb payal didi ke ghar par
Payal - are maa dev kha hai etna time ho gaya hai nazar nahi aaya
Mausi - are gaya hoga kaam sai pareshan mat ho
Payal - agar meri shaadi ke din aisa kiya naa toh chhodungi nahi
Neha - are nahi didi bhaiya sehar sai bhar gaye hue hai aa jayene kal tak
Tabhi mere ghar ke bhar cars ka ek kafila ruka aur uss mai sai 30 - 40 adami
nikale aur purre elake ko ghair liya aur usmai sai sandy aur shiva bhar
nikale
Aur ghar mai gaye
Mousa - kon ho tum sab aur yaha kaise
Shiva - jaldi yaha sai nikaliye bahar mai dev bhai ka dost hu
Dad - arre aase kaise hum kaise maan le
Pari - mai jannti hu dad hume ennki baat manani hogi
Sandy - jaldi bahar uss nai ghadi mai time dekha
Sab bhar aa gaye ghar sai
Sandy nai sabko cars mai bethaya aur bhaga di gaadi
Jasse hi woh dur pahuche ghar blast ho gaya aas paass ke ghar dur the aur
piche khet the toh aur kissi ko koi nuksan nahi hua par humare ghar ke ek ek eet udd gayi thi dhamakae mai mere gahar waalo ka pasina mai bura haal ho
gaya
Edar
Arav nai Raveena ko uthaya ki tabhi mera phone baja
Mai - hello
Shasahank - ha ha ha tuh apne dosto ko bachata reh jayega aur yaha tera pura
pariwar uda diya maine acha hua tuh ghar chhod kar chala gaya janwar saale
Mai - kaya kuute mai tujhe nahi chhodunga kaat daluga tujhe jamin sai nikal kar marunga kyu yahi soch raha hai naa tuh toh sun behanchod tuh kaya sochata hai ki mai assi hi joker hu ab joh mai bolunga dyaan sai sunn
Flash back
Jab neha mujhe room mai laayi
Neha nai mujhe bed par lita diya aur mera haath pakad kar beth gayi
Mera shair toda normal hua
Tabhi meri nazar saame ki ghadi par gayi jismai camera laga hua tha mai samajh gaya koi hum sab par nazar rakh raha hai mera dimag tezzi sai dodani laga aur maine kuch socha
Mai - neha abb mujhe yaha sai jana hoga mai kahatra bn gaya hu tum logo ke liye
Neha - nahi bhaiya mai hu naa
Phir usske baad neha nai mujhe kata aur maine sone kaa naatak kiya aur jab
utha toh phone sai baat karke neha ko baato mai lagaya aur phone lekar bathroom mai gaya aur bathroom check kiya yaha koi camera nahi tha maine ek shield banayai (apni power sai ) jismai naa mujhe koi tarck kar skata hai naa mere phone koo
Mai - haa hello sir
Mohan - kaya hua
Mai - shar raw ke jitne agents ke phone yaa koi bhi device unhe di gayi ho tap
kariye jab mjjhe phone aaye tab joh kuch bhi ho aap sunn kar action lenna aur abhi todhi der baad phone karkae kahana ki mai rajesthan jaau yaha sa
i
Mohan - ok jaisa tum kaho par baat kaya hai
Mai - sir saayad koi hai raw mai joh humari jasusi bhaut dino sai kar raha hai aur wahi gadar hai
Mohan - par kaya woh tummhe phone karnai ki galti karega
Mai - sur kushi sab karwa deti hai ok bye
Phir maine shikha didi ko msg mai sab likh kar bata diya ki unhe mere saath
jaane ke liye natak karana hai kyuki hum par nazar rakhi jaa rahi hai
Aur phir maine sandy aur shiva ko msg karke sab samajha diya aur apne ghar
par nazar rakhani ko kaha
Present
Shashank - par yeh kaise ho sakata hai maine teri har ek chiz par nazar rakhi
phir kaise
Mai - saayad tuh bhol gaya hai ki main tera bhi baap hu
Tabhi shashak ke room kaa gate tota aur waha kayi saar
Agent ghusse aur uss par gun laga di
Mai - bye bye fudu Agent
Maine phone cut kar diya
Aur saamane ke mirror sai camera nikala
Shikha - kaya yaha bhi
Mai - pata nahi aur kaha kaha lagaye hai saale nai agar maine yeh bug dector naa pehana hota toh saayad pata nahi chalata
Arav - kaya toh pehane hue tha tabsai
Mai - haa saale nai har ek chiz par nazar rakhi thi par mujhe lag gaya tha ki yeh kissi agent kaa kaam hai warna humari offical jankari toh hume bhi yaad nahi rehati kabhi kabhi
Arav - waha yaar kaya solid daaw khele hai ek hi jahtake mai sab dher
Mai - kaya karu kitnae dino sai pareshan kar rakha hai abb khayega jel ki hawa par man toh tha jaan sai maar du
Shikha - nahi yahi sahi hai
Mai car aage bhada di aur udhar shiva sandy sabko lekar mere naaye ghar
pahucha aur sabko andar le gaya
Sab sadamai mai the par jaise hi ghar mai gaaye sabka muh khula kaa khula raha gaya
Dad - yeh kiska ghar hai
Shiva - appka hai sir
Dad - yeh toh yeh toh
Sanady - haa swarg jaisa hai
Ho bhi kyu naa dev bhai kaa joh hai
Sab jaise bhul hi jaye the bomb attack ko par bua nahi
Kiran - par woh dhamaka aur ghar
Shiva - woh aap sabko marnai ki saajish thi taki dev bhai tut jaaye .......aur ussnai sabko bataya
Payal - par woh hai kaha
Shiva - aa jayenge kuch ghanato mai yeh loo msg bhi gaya
Payal didi nai phone le liya aur call kar di
Payal - hello ke bache ghar aa mai teri jaan le lungi
Mai - aare maine aapki jaan baachayi aur app mujh mar dogi
Payal - kaha naa abhi aa kuch bhi
power use kar yaa kuch bhi par abhi cahiye yaha tuh
Mai phone side kiya - arav babhi ji ki aakhe band kar de
Raveena - kyu mai abb nahi darungi tumsai
Mai - ok fine
Maine haath caar sai bhar nikala aur ek portal banaya joh mere naye ghar ke parking mai khule
Aur caar ko ussmai ghusa diya