Hellohoney
Well-Known Member
- 3,435
- 8,425
- 159
Fantastic Awesome fabulous update"bohut bada boxer banunga" karan bola
"huh jab ban Jaana tab shaadi ke liye pooch lena" sally boli
"wow kya punch tha karan" Tyson bola
"dekha tune??" karan excited tha
"kya tum usse shaadi karogi sally" Tyson ne Sally se poocha
"hah wo jab jab wo world champion banega" sally boli
"mai bhi world champion banunga tab shaadi karogi??" Tyson ne poocha
"Haan jo champion banega mai usse shaadi karungi" sally haste hue boli
Tyson dekhta raha karan ko, karan jisne sally ko cheena hai Tyson se, aur gusse se aankhen laal ho gayi
"karan...."
FLASHBACK se bahar a gayi sally
Kingshuk a chuka tha, Sally daud kar lipat gayi kingshuk se
"a gaya??" feeki si smile ke saath karan bola
Kingshuk daud kar karan ke paas gaya
"please aap jaiyye patient ko problem ho rahi hai" nurse boli
"tere parents??" kingshuk ne poocha to karan chup raha
"sally, karan ke parents???...." kingshuk ne poocha
"maa Baap ka divorce jo chuka hai kingshuk, mere sapne mere Armaan.... Sab...." karan ke smile ke saath uske aansu bej nikle
"mere Paas zyada time nahi hai doctor, aakhiri Waqt in logo ke saath bitana Chahta hoon" karan bola
"karan..." Daniel bhi ro raha tha
"mai to nahi rahunga dost lekin Baaki logo ko kuch hone na dena, wada kar.... Kisi ko kuch nahi hoga" karan bola
"mai wada karta hoon karan" kingshuk bola
"boxing chootne ke baad mai apni insecurities ko chupane sakht rehta tha kingshuk, Taaki mere adiyal rawaiyye se log mera mazak na udaye. Lekin tab tum mile jisne mujhe takkar dekar meri dosti jeet li, sally ko mere kareeb laaya aur daniel aur gopal ke saath time kaise beet gaya pata nahi chala "karan bola lekin uski saansein tez ho rahi thi
" please karan stop it "sally aankh band karte hue boli
" nahi Sally, aaj bolne do, aakhiri baar bolne do, kingshuk gopal ka mera aur Dan ka ye haal jisne bhi kiya hai na, use aur us wajah ko khatam kar dena, kyunki aur koi un darindo ke haath chadna nahi chahiye "karan ne kingshuk ko dekh dheere se bola
" sally?? "isharon me sally ko bulaya
Rote hue Sally gayi karan ke paas
" wada karo ki mere baad aage badhogi life me"karan bola
"ka.... Ran...." sally foot foot kar rone lagi
Dan bhi ro raha tha, aur kingshuk bas statue bana raha
"dekha??? Kanoon par bharosa karne ka, adarsh banne ka aur un logo se na nipatne ka natija, agar aaj un logo ko khatam kiya hota to aaj karan ki ye haalat na hoti" awaz boli aur karan ne muthhi kas li
"I love you.... Sally....." karan itna hi bol paaya kyunki uske aage uski Jaan nahi rahi
"karan??" inspector santosh a gaye the apne team ke saath
"sorry kingshuk" bol inspector santosh ne haath rakha lekin kingshuk ke kandha jhatak diya aur karan ke paas gaya
"karan.... Kasam hai mujhe sally ke aansuon ki aur teri, sabko chun chunkar khatam karunga dost, chahe mujhe uske liye kuch bhi kyun na karna pade" kingshuk rote hue Sally ke baalon ko sehla kar Dan ko lekar jaane laga, thoda ruka aur inspector ki aur dekh kar bola
"karan nahi raha inspector, hope ab be matlab ke post mortem kar natak nahi karenge aap log" bol chala gaya rote sally ko aur hamesha ke liye so rahe karan ko chod kar
----------------------------------------------------------------
"sorry pair permanently damage ho chuka hai" doctors ne bol diya
Akshay chup tha lekin gusse se uske aankhon se aansu behte hi ja rahe the
"sab theek ho jaega akshay" apna haath akshay ke haath me rakha jahnvi ne
"mai kisi ko nahi chodunga jahnvi, kingshuk mere haathon khatam hoga, mere pair ke badle uske haath pair" kaampte hue bola akshay ne
"akshay kya bol rahe ho, fir wo badla lega fir tum, aisa hi chalta rahega. Be mature akshay" jahnvi boli
"badi khatir dari ho rahi hai, kya baat hai?? uske liye pyaar jag raha hai kya??" haste hue akshay ne poocha
"huh tum..." uth khadi hui jahnvi aur jaane lagi
"yani mujhe ditch kar rahi ho tum??" akshay ne poocha
Kuch nahi boli bas kamre se bahar chali gayi jahnvi
Shamshan ghaat par bas do log the, aur unme se ek aag de raha tha karan ke body ko
aankhen nam thi dan ki aur kingshuk ki. Lekin is dhadakte aag me bohut kuch badal diya kingshuk ka
Uski insecurities, uske Armaan, uske sapne aur uske aadarsh
Wo log ganda khel kar chale gaye aur karan ko cheen liya gaya, jise na maa ka Pyaar mila na baap ka
"ab kya kingshuk??" Daniel ne poocha
"school ka captain banne ke liye kya karna hoga Daniel??" kingshuk ne poocha
"matlab??" Dan ne poocha
"kya karna hoga??"
Dan chup tha, use pata tha kingshuk ke dil me kya chal raha hai, lekin achanak se school ka captain....
Chal kya raha hai uske dimag me
"tumhe har section me jaakar un sections ke sabse taqatwar ladko ko haryana hoga, aur taqatwar ka matlab har tarike se taqatwar, karan ne bhi ek baar try kiya tha lekin..." dan chup ho gaya
"sally toot gayi hai dan" kingshuk bola
"pata hai kingshuk, lekin shayad wo bhi chahti hai ki karan ko maarne wale ko saza mile, iske liye hame sab kuch calculated karna hoga" dan bola
"gopal ko bachana hoga sabse pehle" kingshuk bola
"uske liye..."
"ishita ne lead diya hai, sab theek ho jaega" kingshuk bola
"fir kis section se start karna chahta hai??" Dan ne poocha
"section b??" kingshuk bola
"yuvraj??" Dan bola
"wo koun hai??" kingshuk ne poocha
"sabse khatarnaak ladka, karan se bhi zyada lekin group se zyada lagaav nahi hai, akela rehna chahta hai hamesha" Dan bola
"let's challenge him first" kingshuk bola
"teri marzi bhai" Dan bola
Kingshuk sochne laga, ek Saath gopal ko bachana hai aur yuvraj Naam ke ladke se bhi ulajhna hai, Sally ko bhi sambhalna hai..
"sab theek ho jaega kingshuk, leaders aise nahi toot jaate tumhe duniya par raaj karna hai" fir wahi awaz
"shut up" kingshuk bola to hasne ki Awaaz aayi uske dimag se
Wahi kahin door
"s s s s s s sir...." Charles kaampte hue bola
"ek mamooli sa ladka khatarnaak ho raha hai us karan ke marne ki wajah se, next time pooch lena" awaz aayi doosri aur se
"OK sir" Charles bola
"yaad rakhna agar tumhe upar utha sakta hoon to zamin par gira bhi sakta hoon" ke saath phone kat gaya
Sandar jandar update hai bhai"bohut bada boxer banunga" karan bola

Update achha hai, lekin ye per day ke hisab wala update hai, fortnightly wala nahi."bohut bada boxer banunga" karan bola