- 658
- 4,748
- 124
JADUI PARIVAAR
Main Chuddakad
Main Chuddakad
I NDEX
Last edited:
I NDEX
Mast update bhai
Kamal ne sahi Kiya Meena ke sath aise logo ke sath aisa hi kerna chahiye , aur Bhai ek baat aur kahunga kamal ko aise emotional me aakar apne pariwar waalo ko maaf nhi kerwana itna asaani se ,thoda aur tadpao khaas ker maa aur bahno ko ,
Fantastic update Bhai
Nice
Shandar Update Diyaa Hee
️
Interzar Aglaa Update Kaa
![]()
Nice and superb update....
Shandar update
Nice update
Nice update...
Bahot jabardast update tha bhai ekdamm lallantop bhai. Bahot jada maja aaya. Next update ka intajaar rahegaa bhai![]()
Bahut hi badhiya update diya hai hemya bhai...
Nice and beautiful update....
Meena ab Kamal ke bistar me nangi hogi. Maja aayega
Nice update hemya bhai
Shandaar update![]()
Waiting for next update bro
Waiting for next update bhai
Ek update de do fir 15 din ya ek mahine ki chhutti sahi hai bhai
intezaar rahega hemya bhai....
Waiting
UPDATEDUpdate please
Thanks Bhai ,Mast update bhai
Kamal ne sahi Kiya Meena ke sath aise logo ke sath aisa hi kerna chahiye , aur Bhai ek baat aur kahunga kamal ko aise emotional me aakar apne pariwar waalo ko maaf nhi kerwana itna asaani se ,thoda aur tadpao khaas ker maa aur bahno ko ,
Mast update bhaiUPDATE 22
" Meena tum ye kya baat kar rahi ho , Kamal is tarah ki chij kabhi bhi nahi kah sakta " Meena ne jab use Kamal ne kya kaha bataya to Rupali ko bharosa nahi ho raha tha.
" Nahi Didi main bilkul sahi kah rahi hu, Use jab maine kaha ki main uski kya madat kar sakti hu in sab to usne sidhe mujhe bahut ajib najar se tada aur mujhe kapde utarne ko bola ."
" Kyu? Aisa kyu karega vo , Tum uske Bhai se shadi karogi bachpan se ham ek parivar hai vo aisa soch bhi kaise sakta hai, jarur kuch bure kaam vo kar raha hai us din vo jis insaan ke sath tha dekha nahi kis tarah se usne Yiti ki jaan li."
" Haa main isiliye to Darr rahi hu , kahi hamare hath se naa nikal jaaye ."
" Haa , vo ham sab se baat bhi nahi karna chahta ,itni nafrat kaise kar sakta hai koi upar se Shital mami ki halat bhi bahot kharad hai Kab se bass roye Jaa Rahi hai aur khud ko koss rahi hai ."
" Haa Meena baat sahi hai , lekin ham is tarah use chhod bhi nahi sakte kuch to jarur sochna padega."
" In sab me shayad hamari madat sulochna ji hi kar sakti hai Kamal unko maanta bhi hai ."
" Lekin vo bhi to hamse thik se baat nahi karti "
" Vo baat hamse Is liye nahi karti kyuki Kamal ne ham sab ke baare me galat salat unhe bataya ki ham uske sath bura vyavahar karte hai ."
_____
Tripti yaani atit ki Samiksha samandar ki laharon me Badi si jahaj me baith dekh rahi thi.
" Tripti kya soch rahi ho?"
Achanak Aavaj sun vo us taraf mudi vaha par Sujaan khada tha.
Vo pass aakar tripti ke pass baith gaya.
" Kya baat hai Tripti , phir se apni Jaan dene kaa irada to nahi hai naa ."
Tripti ne sujaan ki baat par nakli hasi dikhakar.
" Ab tum marne thodi doge , us din tumne mujhe bachakar galti ki kitni himmat se apno aap ko khatam karne vaali thi ."
Tripti ke chehre dukh saaf najar aa raha tha.
" Lekin kyu ? Tumhare sath jo bhi hua galat hua lekin tum badal nahi sakti in sabko Tumhe un sab ko bhoolkar nayi jindagi shuru karni chahiye "
Ye kahte hue Sujaan ne apna sar Tripti ki aur badhaya .
Tripti ko jab dhyan aaya ki Sujaan kya karne vaala hai . Usne dhakkka de kar use khudse door kiya .
"Sujaan ye kya kar rahe ho?"
" Nayi shuruwat mujhe pata hai ki tum Usase kitni nafrat karti ho , main tumhe yaha se bahot door le jaunga phirse tumhe ek nayi jindagi jine ka mauka milega."
" Sujaan sapne dekhna band karo , aur aage se mere pass bhi mat aana .tum kharad ka naam bhi lene se darte ho aur tum mujhe yaha se bachaoge . tum achhe insaan ho lekin mere jindagi me pyaar naam ki chij khatam ho chuki hai."
Kuch vakt baad jab tripti Kharadke pass pahunchi vo bade se hall me jo jahaj ke andar tha kuch logo ke sath khaana khane baitha hua tha . Laal rang ki saree pahan vaha par Tripti khadi thi .
Tripti ko dekh kharad muskura diya .Tripti bhi jhuti muskan use dikhane me mahir ho gayi thi.
Tripti kharad se thodi door mahman delh baith gayi. Kuch mahmaan the vaha shayad koi bade mahatvpurn log the.
" Tripti yaha aao baitho mere pass ." Kharad ki baat sun tripti muskurate hue mahmano ki taraf dekhne lagi .
" Tripti unki taraf mat dekho sabko pata hai hamare rishte ke baare me, tum god me bhi baithogi to koi kuch nahi bolega " ye bolkar kharad hasne laga sath hi main baaki log bhi hasne lage the.
Kharad Tripti ko naa hilta dekh.
" Tripti lagta hai , tum mujhse in logo ka nuksaan karvana chahti ho" kharad ki baat par uske saamne baitha ek mota insan jhuti muskan ke sath hasne laga. kyuki use bhi pata tha ki kharad ki is baat kya matlab hai.
Vo mota insaan tripti ko aankho se hi vinti karne laga . Tripti phir haar man uthi aur Kharad ke pass baith gayi.
" Dekha koi kuch bola?kuch hua? kuch nahi ."
Tripti ne apna sar niche kar haa me hilaya. Kharad se use khudki jaan ka nahi balki bakiyo ki jaan ka tha . Jise bhi vo Tripti ke liye marta Tripti uska jimmedar khudko maanti jis tarah vo Karan ki maut ka jimmedar khudko maanti thi ki uske liye kharad ne Karan ko maar diya hai.
Tabhi ekdum se sabke upar khun ki chhite ud gayi.
Tripti ne aage dekha vo motha sa aadmi us lohe ki kursi se puri tarah pichak gaya tha.
Kharad ye dekh hasne laga.
'' kya ye har baar isi tarah ki filme kyu dekhti ho?, Hero ne heroine ko bachaya aur pyaar ho gaya."
beti ke hath se remote lete hue Sulochana boli.
" Maa aap bhi naa aapko agar koi chij pasand nahi hai isaka matlab nahi ki aap har chij ko galat bolti jaaye."
Sulochana jise tv serial dekhni thi . Divya ko samjhta hue.
" Jaao dekho tumhe jo dekhna hai , koi achhi serial lagaati to achha hota usme bhi heroine ko ek amir ladka bachata hai."
" Nahi mujhe ye dekhne do serial ka episode kal dopahar ko bhi dekh sakti hai aap ."Sulochana apni beti se Tv channel badlne par jhagda kar rahi thi.
" Vaise maa aapko pata hai, vo Rajat uncle gayab hai mujhe meri dost bata rahi thi jo unke ghar ke pass rahti hai ."
Divya ki baat sun sulochana chinta me chali gayi.usne upar se kitne din hue the Kamal ko tak nahi dekha tha.
" Divya beta Kamal bhaiyya nahi dikhte kya school me ."
" Nahi naa pata nahi Kamal ji ko kya hua ."
" Ye kamal ji kya hai , bhaiyya bola karo bhai hai ."
" Nahi mera bhai sirf sunny hi hai."
Divya ki baat sun Sulochana aankh badi kar dikhane lagi.
" Vo mera dost hai sabse achha , bhai ka bhi to achha dost tha."
Tabhi bahar se aavaj aaya.
" Divya ka bhi dost hai , kon dosti karna chahega aisi chudel se."
Achanak Kamal ki aavaj sun Divya bhagkar Kamal ke sine se lag gayi.Kamal ko itni dino baad dekh Sulochana khush hui aur gussa bhi ho gayi lekin itne dino baad Kamal aaya hai soch use bhagana nahi chahti thi.
" Kamal ji ham sab aapke hi baare me baat kar rahe the ."
Kamal ne Divya ke muh se bhaiyya na sunkar muh bana liya .
" Kamalji bhai ko aise naam se thodi bulate hai ."
" Lekin aap mere bhai thodi hai aap to mere dost hai."
" Achha matlab main tumhara Bhai nahi hu."
Divya ko samajh aa gaya ki Kamal ko ye bura laga isiliye vo maafi mangne lagi.
" Nahi Aisi baat nahi hai , main to majak kar rahi thi abhi maa ke sath vahi baat chalu thi isiliye maine aapse majak kar li."
" Ye majak mujhe to bilkul pasand nahi aaya .mere liye tum hi ek lauti bahan ho ."
Tabhi Sulochana boli.
" Achha mahashay ko dukh ho raha hai aur itne dino se gayab the uska kya naa milna naa kuch kaha the ."
" Vo darasal main dusre shahar gaya hua tha."
" To batakar to jaana tha tumhare parivar se bhi log tumhe yaha dekhne aaye the unhe nahi to mujhe to batakar jaate ."
Kamal ne dimag daudakar karan dhundne laga.
" Vo main us din yahi batane aaya tha lekin bata nahi paya."
" Kyu?" Sulochana ke muh se nikalte hi use dhyan aaya ki aakhri baar jab Kamal usase mila tha to kya hua tha.
" Thik hai tum hath per dho lo tumhare liye khana lagati hun aaj tum yahi sovoge ."
Divya achanak kya hua samajh nahi payi.
Jab hath pair dhone bathroom me bahar se sulachana ne aavaj diya . Darwaja kholkar Kamal ne ishare se puchha 'kya hua?'
" Kamal shayad mere bhav dekh us din hamari ye baat rah gayi lekin tum mujhe bina bataye aage se kahi nahi Jaa sakte kahi nahi . Aur bhalehi agar mujhse koi galti hui ho to tum mujhe koi bhi saja do lekin aise kabhi bhi mat jaana."
Sulochana ko is tarah dekh Kamal jhut bolne par pachtava ho raha tha. Lekin vo kaise batata isiliye mood thik karne ke liye majak karte hue bola.
" Nahi , uski koi jarurat nahi hai , is umar me mujhase maar khayegi achha thodi lagega "
" Achha , matlab mujhse galti hui to saja ke taur par marne vaale ho mujhe nahi ."
" Nahi maine aisa thodi kaha main to bass ye kah raha tha ki marna aapko achha nahi lagta ."
" Achha , maar Lena achha dikhne se kya matlab ."
Kamal aur sulochna ekdusre ki baat par phir diye. Sulochana ko Kamal ke muh se aise baate sun ajib to laga lekin vo kuch bolna nahi chahti thi.
Har jagah rakh thi , ghor jal raha tha.
"Oowooooooo"
Bhediyon ki chikhe sunai dene lagi.
Karan puri tarah hatash tha. Usi ke saamne Kharad ne uski jindagi khatam kar di thi.
Khun se lathpath Samiksha niche padi hui thi uska naam lekar Karan ro raha tha.
Sath hi gusse se puri takat ke sath Kharad ki aur badha.
Kharad jo Ab tak kutil muskan liye khada tha. Karan ke muh se Samiksha ka naam sun. Teji se karan ki taraf dauda.
Agle pal Karan kuch Samajh pata Vo ek Anjan jagah par pahoch chuka tha. Phir bhi Apni premika ko pukarata raha.
" Samiksha"
"Samiksha"
"Sami...
Yahi chikhte hue Karan ki nind khuli.
Jab usne apne pass dekha to paya Abby baithi hui thi.
Vo puri tarah se karan par chidi hui thi.
" Karan ye sab kya ho raha hai?"
" Kya ? Main kuch samjha nahi "
" Yahi Tum kya karne vaale ho ,Tumne Yiti ki jaan le li .Tumne kabhi gaav ki raksha ke liye kisiki jaan nahi li lekin ab "
Karan bina kuch bole khada hua . Shirt ke bina Karan ko dekh Abby ka hath apne muh pe chala gaya.
" Karan ye kya hai?"
Karan ne khud par najar daal kar muskurate hue bola.
" Kuch nahi , bass main hu ."
Abby jo gussa hone aai lekin Karan ki ye halat dekh Dukhi ho gayi.
" Karan Tum in sab ghao ke sath jinda kaise ho?"
" Main jinda hu hi nahi ,main to usi din mar gaya tha bass us kharad ki maut dekh jo bacha hai vo bhi mit jayega."
" Nahi Karan , Main tumhari galtiyo par maaf karti hu lekin tum apni jindagi sirf khun aur badle ke liye nahi ji sakte , tumhari vajah se bhi bahot si jindagi tabah hui hai Lekin "
Abby aage kuch bol naa payi.
" Mere vajah se jo bhi jindagi tabah hui hai usme meri galti nahi thi, agar tumhe lagta hai ki meri galti thi to main ye vichar badlna nahi chahunga ,lekin Main jinda sirf Mera badla lene ke liye hu baaki koi karan nahi hai tum mujhse vo bhi nahi chhin sakti "
Abby Karan ki baat sun shant ho gayi. Jis insaan ko vo chahti thi jiske liye pyaar tha use is tarah dekh nahi paa Rahi thi. Isiliye bhari man se bol padi.
" To kya socha hai ,Main bhi apne pita ki jaan ka badla Lena chahti hu lekin Kharad ko maarna lagbhag naamumkin hai."
" Kharad ko Maarne me hamara sabse bade hathiyar Kamal aur tum hi Abby "
Abby chaukte hue " Main? Kaise?"
" Use maarne ke liye hame sirf use nahi uske samrajya ko nashta karna hoga jisase vo galtiya jarur karega kyuki uske sabse pyaari chhij Uska Ahankar hai "
" Lekin usme main kyaa kaam aaungi? , tum Pritam ke naam par sena bana sakte ho Abhi bhi bahot log hai jo usme maante hai"
"Tum me bhi to kuch log maante hai."
Abby ko jab Karan kya kah raha hai samaj aaya vo gusse me bol padi.
" Tum Ghor gaav ke sochna bhi un logo ne Tumhari galti ki vajah se kitna Saha hai main tumhe aur kuch karne nahi dungi ."
" Jaise ki Kharad phir se kuch gaav vaalo ke sath kuch karne nahi vaala , aas pass ke bahot se gaav ke rajaone usase hath mila liya hai , use agar janta ki najaro me Devta Banna hai to aor bhi Rajao ko apne sath laana padega jisase chhote chhote Rajya par apna niyantran aur bhi majboot kar sake iske liye vo Ghor vaasiyo ko bali ka bakra jarur banayega.
Isiliye Tumhe apna adhikar apne pitake pad par rakhna chahiye "
" Nahi tum pagal ho chuke ho , main apne pita ki jagah kaise le sakti hu Sultan sirf mard ban sakta hai aurat nahi "
Abby ne jo kaha tha vo ekdum sahi tha , us gaav me ladki sultan nahi ban sakti thi jise log puri tarah se maante the.
" Lekin damad to jarur ban sakta hai "
" Kya?" Abby kyu pata nahi thodi khush ho gayi, bhalehi ab paristhithi badal gayi thi lekin Karan usase shadi karega, ye baat usne kitni baar sapno me dekhi thi socha tha bass vahi janti thi.
" Haa , mujhe pata hai ki tumhe main pasand nahi hu is vakt lekin hamari shadi sirf un logo ko dikhane ke liye hogi jisase main Sultan banunga aur ham dono aage kya karna hai kar payenge."
like kardo ,apne apne opinion batao.
Story me konsa character achha laga kon bura hai is baare me batao main jaldi sabko replys dunga. Story aapko dark lag rahi hai aur dark chalega yaa yahi bass batao. Agli Update aap sabko bharosa nahi hoga mujhpe lekin 27 28 tarikh ko aayegi tab main free hu tab aayegi.
Nice update...UPDATE 22

Behtreen update BhaiUPDATE 22

Kamal aur sulochna ekdusre ki baat par phir has diye. Sulochana ko Kamal ke muh se aise baate sun ajib to laga lekin vo kuch bolna nahi chahti thi.