- 642
- 4,553
- 124
JADUI PARIVAAR
Main Chuddakad
Main Chuddakad
I NDEX
Last edited:
I NDEX
Bro 13 din ho gaye haiBhai log me kal se likh raha hu, ye ghor ke scene is update me khatam ho jayenge, jyada badi nahi hai update lekin confusing lagegi isiliye usme kuch Kami hai samjh nahi aa rahi kal subah daal dunga agar samjh nahi paaya to.
bhai rahne do yarr mat do update waise bhi 10 12 din me ek update aata aur usme bhi abhi nahi aayega update ..............3 din se bol rahe ho sunday ko aayega , monday ko ayega, aaj to tuesday ho gaya yrr aaj bhi nahi aayega ...........Bhai log me kal se likh raha hu, ye ghor ke scene is update me khatam ho jayenge, jyada badi nahi hai update lekin confusing lagegi isiliye usme kuch Kami hai samjh nahi aa rahi kal subah daal dunga agar samjh nahi paaya to.
Saandaar update
Behad khubsurat or jabardast update waiting for next
Bahut hi badhiya update diya hai hemya bhai....
Nice and beautiful update....
Badhiya update bhai
Chahe jamal ki dukhdari kahani ho ya sabhay or shama ka natkhat romance sab badhiya tha
Kamal ke ghar me jahan shital ab sudharne lagi ha apne bete ka paksh lene lagi ha lekin dusri taraf sab gharwale kamal ke khilaf ha jahan vishal or sunil bhi koi moka nahi chhod rahe ab bhi kamal ko nicha dikhane ka
Meena ne jab bataya ki amrita or ashu dono kamal se pyar karti ha to bhai sab gharwale bhadke hue han or nanaji kya kah rahe the ki kamal kahin ka raja ha kya ab to jab sachhai pata padegi to inka reaction dekhte han ki kya hota ha or vishal ka ye kahna ki kamal is pariwar ke layak nahi ha to ab inka kala chitha pariwar ke samne aa jana chhahiye taki jo kamal ko befaltu me saja mili ha uska kuchh to pachhtawa ho uske pariwar ko
Or jo ye ladki amrita or kamal ke pichhe pahunch gayi ha ye kon ha dekhte han jo bhi ha kamal ke pariwar me se hona chhahiye taki use surprise mil sake
Nice and fantastic update bhai keep posting
Bhai jabardast update
Awesome update bro
Shandar jabardast update
Bhai abhi kitne update ka wait karna padega jaha parivar ko Kamal ki asliyat ka pata chalega
Beautiful update Bhai
Bahut hi mazedar update
Waiting for next update bro
Awesome update
Amazing update
Kya baat bhai Lajawab update
Waiting for update
nice update
intezaar rahega....
Bro jldi se next update do..
Nice update
Update please
Waiting for new update hemya bro
intezaar rahega hemya bhai....
UPDATEDBhai ek din nikal gaya aur kitna late karoge
Nice and superb update....UPDATE 36
Kamal apne taraf dekh rahe sabhi chehro ko dekh raha tha. Kuch logo ki aasha to koi man me shanka liye Uski taraf dekh raha tha.
Jamal uski taraf ghruna liye dekha. Vo kuch saathiyo ke saath Ghor tapuki us taraf jaane laga, shaitani machhli ko Fusla ke yaha laane ke liye.
Karan kuch jahaj liye Tapu se dur Saamne se aa rahe dhuve ki taraf badhne laga. Uske sath Kamal , Amrita, Mathew aur shanti bhi the, saakhoo, Abby aur Sabhay kuch sainiko ke sath tapu ke kinare par the.
Shama ne Sabhay ko dekhte hue apne shastr liye khadi thi.
Kamal ke kandhe par hath rakhte hue Amrita ne uski taraf dekha. Jaise usne samjh liya ki Kamal ko kaisa mahsoos ho raha hai.
Saamne se dhuvaa paas aane laga. Saamne samundar aag se chamkne laga. Jaise ek shahar jitni badi-aag ki ulka samundar me girne vaali ho, us sena ka ant aankho se dekha nahi Jaa sakta tha. Usi ka pratibimb Ek suraj ki tarah dikh raha tha.
jaise jaise vo chitra badhta gaya sabki dhadkane badhti gayi, Lekin Karan ke chehre par koi shikan nahi thi. Vo kuch sainiko ke saath Kuch bhediyo ko lekar ek jahaj par tha . Vahi Kamal, Amrita aur Mathew ke sath ek jahaj par tha baaki jahaj uske pichhe lagi hui thi , puri tarah kinare tak dhakte hue jahaje khadi thi.
Kyuki ozoro ko harana hai to samundar me aasan hoga. Kamal ne apni charo taraf dekha use jaise har ek vyakti dhadkan sunayi de rahi thi saamne se aa rahe ozoro ki bhi.
Usne tabhi apni taraf Mathew ko dekhte hue paya.
Aur achanak Kamal ki ko kuch dikhne laga....
"Pritam, ab ham kya karenge." Saamne se aati ozors ki Sena dekh Mathew bol pada.
Uske sath khadi Amrita, Pritam ki taraf dekhti gayi. Un sab ke jahaj ek tapu ki aur badh rahe the. Jadui Insaano ke virudhh ozoro ki ladai ka netrutva pritam kar rha tha.
Apne kuch saathiyo ke sath lakho saalo se hote aa rahe atyacharo ke viruddh ek nayi kranti Pritam laa raha tha. Is baar sab ek the.
Pritam ne ek tarah se chalti aag me jalte hue us tapu ko dekha aur us taraf apni talwar dikhakar sab ko aagah kiya.
Sab logo ne apne apne jaadu pe dhyan lagana shuru Kiya.
Tabhi Pritam ne ek ozor ki taraf dekha. Vo koi sadharan ozor nahi tha, uski vo Andheri aankhe aur vo gussa jaise Suraj par dag ho us tarah se dikh raha tha.
Vo benaam shaks koi sadharan ozor nahi balki sabse bada ozir tha. Apni talwar me dhakdhakti talwar ko lekar Vo saamne aaya sab log uske ishare ki taraf dekh rahe the. Unme kuch dhanush,bhaal aur tauf the.
Us jangal me lag rahi aag jaise Pritam ko sanket de rahe thi bagavat karne par zor unka llJo hai, vo bhi jala denge aur ek Naya Suraj banayenge jispar sirf Ozor honge.
Tabhi saari jahaje Pritam ke sath sabhi tath par pahunchi, samundar se nikal rahi lapato ke sath sabhi us aag se jal rahi Jamin par hamla karne lage.
Aag se jal rahe ped samundar ki taraf udne Lage. Dhua har taraf hone laga. Paani kinaare par lava ki tarah tap raha tha. Lekin vo bhi dono taraf ke Josh se thanda hi tha.
Pal bhar me koi hava me udne laga. koi ozoro ko hava me udane laga. Talwaro ki aavaj Bina taal Sur ke bajne lagi. Jisase aag ke chhite udne Lage. Koi kisi ko hava me utha ke fekne laga. Kisi ko Jamin me gaadne laga. Koi apne sharir ke tukdo ke sath do me baatane laga lekin usi vakt phir se katate jaane laga. Koi apne Lund se uthakar kisiko fekne laga.
Kuch hi kshano me so se hajar hajar se das hajar lashe banane lagi. Jyada tr usme lashe ozoro ki hi thi. Pritam apni najar us ho rahe yuddha me ozoro ke sath ladhte hue Us benaam shaks ko dhundne laga. Vo shaks ko harakar Vo pure ozoro ka manobal girana chahta tha. Us bhid me aag se bani laasho se bachkar sabhi jadui insaan unse ladh rahe the.
Jab Pritam ko vo dikhaa to chalaang lagakar uske upar waar Kiya. Vo bachte hue bhagne laga.
Pritam usase ladh pata tab tak gayab ho gaye.
Lekin yuddh chalata Gaya. Niche aag faili hui thi, bahuto ke gale darr se sukh Gaye the, lekin Unke ozir ko bhagta dekh Josh Kam nahi ho paya.
Dekhte hi dekhte Ozor dhvast ho gaye.
Mathew ka kata sar niche latka hua tha. Uske sar ko uthakar Pritam ne apne hath me liya.
"Ab mahino tak main tumhare koi kaam nahi aaunga." Mathew ka vo sar bola.
Pritam ko is baat se koi dikkat nahi hui kyuki Mathew ka kabhi naa marna ek majak ban chuka tha. Uske sar se nikal raha khun rokte hue use kapdo se Pritam ne bandh liya.
Amrita lasho ko achhe se thikane lagane ke baad Pritam ke pass aayi.
Pritam ke prati uska pyaar use har baar dekhte hue badhte jaa raha tha.
Tabhi Sukaant vaha pe khada gahri soch me un sab lasho ki taraf dekh raha tha.
Ye baat dekh Pritam ishara Amrita ko karte hue Sukant ki taraf hua.
Amrita ne baat ko samajh kar sar hilaya, vo jaanti thi ki Pritam Sukaant ko kitna maanta tha. Isiliye Pritam ko us taraf jaane Diya aur phir unme se kin-kin logo ki jaan gayi hai ye dekhne lagi. Aur unke chahne vaalo se milne chali gayi. Use pata tha ki Pritam unse baad me mil lega.
Pritam Sukaant ke pass khada hua, Sukaant ek adhure jale hue Bhediye ki taraf dekh raha tha. Vo behad Dara hua tha.
Pritam is baat ko samajh nahi paya.
Sukant ne Pritam ki taraf dekhte hue kaha.
"Yahi is duniya ka niyam hai, yaha par hum unhe nasht nahi kar sakte."
"Aap kah rahe hai ki ham Ozoro ko khatam nahi kar sakte."
"Haa , unka ansh is duniya me rahega hi hum kuch bhi kar le."
"Main samjha nahi." Pritam apne sar ko hilate hue bola.
"Ye duniya jab tayyari hui, jaise har duniya ki ek param-chetana hoti hai,vo bhi usi ke sath nirman hui. Aur usne Ozoro ko banaya."
" Kya? To aap kah rahe hai ki Ozor is duniya ke mulnivasi hai."
"Haa, Aur Shayad vo us param-chetana ki sabse badi galti thi. Kyuki unme insaaniyat nahi thi."
Pritam Sukaant ki taraf sawaliya najaro se dekhne laga.
"Har ek prajati me kaisi insaaniyat hogi vo us duniya ki param-chetana tay karti hai, shayad is duniya ki chetana ko usase farak nahi pada. Lekin..."
" Lekin kya?" Pritam bola . Vo Sukant ki baat ko samjhne ki koshish kar raha tha aur use aage dikh rahe chitra se jodne ki koshish kar raha tha.
"Lekin unme se kuch logo ke pass duniya se jyada shaktiyan aur ichhaye de di. Unme vasana insaano se jyada, jisase hua ye ki ye Ozor insaani duniyan me jaakar vaha se insaano ko uthane lage, unhe gayab hone ko insaan samajh nahi paye, aur ozoro ki takat vaha jyada tik nahi paati thi isi liye vo bhi chalaki se unhe yaha se unhe uthakar yaha le aakar unhe istemal karne lage, apni vasna aur ichhao ki den hamare jaise insaano ka janm hua."
" Phir kya hua?" Pritam bola.
"Is nayi bani duniya me jaha par hamare jaise insan ozoro ki darindgi ki se darne lage, ye baat koi sadharan baat nahi thi, isase ishwar ke shashan par bahut jyada sawal uthe, phir ishwar is duniya ki param-chetana par gussa hue....
Tabhi Kamal ko dhyan aaya. Usne apne aas pass dekha, Saamne ozoro ki sena pass aa gayi thi, Sab log apne hatiyar se un par dur se vaar karne ki koshish kar rahe the tabhi usne vo chehra dekha jo usi benaam Ozor kaa tha. Usne apna sar Kamal ki taraf kiya jaise vo use hi dhund raha ho.
Kamal saamne aa rahi itni badi sena se hairaan tha, ye usne dekha usase jyada thi itne pass ho kar bhi uska ant dekhna uske liye naamumkin tha.
Samndar ka paani baaaf ban raha tha, jaise abhi barish hogi is tarah ka vatavaran ban chuka tha. Aasmaan me kaale badal chhaye hue the.
Bahut se Vishalkaay jahaj unke taraf aate hue dikh rahe the. Ek ek jahaj unke jahaj se das guna bada tha jis par lagbhag hajar se jyada Ozor the jisase vo jahaj kaala pada hua tha. Vaise 73 jahaj vaha par the.
Is andhere me Ab sabhi insaan dare hue the. unhe pata nahi tha ki inhe kaise haraye, Kisi ke pass koi jadu nahi tha vo sadharan Ghor nivasi the sivay Mathew ,shanti , Bhediye , Kamal aur...
Koi dekh paata, usi vakt ek jahaj apne aap hilne laga. Jahaj tedha ho gaya. Amrita Hava me udhte hue ek pure ke pure jahaj ko apni shaktiyo se hilaane lagi. Uski aankhe puri tarah se nili ho kar chamak rahi thi. Jahaj bhi jo ab tak aag ki tarah laal thi vo usi roshni ki tarah chamak rahi thi.
Ye dekh sabhi thakk rah gaye . Lekin Vo Sabse bada ozir gussa ho Gaya. Usne phir ishara Kiya aur Bahut saare Ozor hava me kud pade, un par dhyan jaise hi Amrita ka gaya, jahaj sidhi ho gayi.
Ab vo unse ladhti tab Tak sabhi jahaje aage aa gayi.
Ghor vaasiyo ki jahaj ko chit karte hue kuch jahaje aage jaane lagi, Kamal Ozor ban un par hamla karne laga lekin ye kaafi nahi tha.
Karan apni kshamata ke upar pura jor lagate hue ladhne laga.
Vahi dusri taraf Ek ladki ye sab manjar dekh pedo ki bich me Darr kar chhip rahi thi. Vo bhagte hue samundar ke us taraf bhaag gayi.
Vaha par Jamal ek choti si jahaj lekar Us jadui machhli ki khoj karne laga.
Vo kuch aage Gaye hi the ki unhe paani me jhanjor Dene vaali aavaj sunai di jisase pure paani me tarange tayar Hui. Vah drushya bhayavah tha lekin sath hi mein Divya tha.
Vo machhli lag bhag unke jahaj itni chaudi thi saath hi main saap ki tarah 10 15 jahaj se upar lambi thi.
Jamal aur uske sath Sanjay aur baaki sathi apni dhadkane thaame hue the. Us machhli ne Aaj Tak bahut si jaane li thi shayad usase jyada bachai thi. Lekin vo ek bhuka jaanvar thi.
Uska sharir paani me dhire dhire upar upar aane laga, uske kaach jaise bhure sharir se vo paani fisalne laga.
Usne sar kuch kshan ke liye upar Kiya apni lambi saans lene ke liye.
Jamal aur uske saathiyo ko pata tha ki yahi unka aankhari rasta tha us vishal sena ke khilaf.
Jamal ne himmat dikhakar ek baan us jaanvar ki taraf chalaya.
Tabhi use jangal me kisi ki ahat hui aur nishana chuk gaya. Nishana jaakar us jaanvar ke pass girne ki jagah uske sharir par lag gaya.
Vo Jamal ke sath sabhi ki dhadkane band ho gayi. Jamal ne gaaliya dete hue jangal ki taraf dekha vaha par ek ladki khadi thi jo ki yaha ki najar nahi aa rahi thi.
Jamal ne us ladki ki taraf tir taana. Use Sanjay ne rok diya. Jaanvar ki taraf ishara kiya. Us jaanvar ki aankhe laal ho gayi thi, pura paani achanak se kaano raha tha.
*Thud*
Ye aavaj jamin par nahi balki paani me hui, us jaanvar ka jor itna tha ki samandar ka paani hilne laga.
Vo kuch kar paate tabhi vo jaanvar Jamal ki taraf aane lagi, vo ladki puri pasine se bhig chuki thi.
Abby Sabhay ke sath un ozoro ke khilaf samandar ke kinare ladh rahi thi. Har taraf aag lag rahi thi usase jitna hota vo puri koshish kar rahi thi. Sabhay apne aankho ke saamne apna pura gaav khatam hote dekh paa raha tha, kyuki Ozoro ko harana ab naamumkin saa lag raha tha. Apne sathiyo ko marta dekh apne aas pass jal rahi aag ko vo bardasht nahi karpaa raha tha. ye aag vo chij jala rahi thi jo Sukant ke liye sabse jyada pyari thi. Abby ke sath sabhi hatash ho chuke the.
Ozoro ki sabhi jahaje jamin par pahuch gayi thi. Karan aasha kar raha tha ki Jamal in sab me safal ho jaye lekin uski sambhavna bhi kitni Kam hai vo ye jaanta tha.
Vo benaam Ozir Kamal ki taraf badha Kamal ne bhi apni mutthi kas li. Aur gusse se uske upar waar kiya ye hatasha thi jo use khudse ho rahi thi.
Vo us ozir par tut pada. Use ab jalne ki parvah thi Naa hi kisi chij ki.
Vahi shama aur Abby ozoro se ladhte hue thak chuki thi.
Abby ne Karan ko taraf dekha ab vo bhi puri tarah hatash tha.
Use bahut si jakhme ho chuki thi. Uske sharir par jalne ke nishane bani hui thi.
Logo ka bharosa jo bhi kuch Amrita me tha vo Akeli apni shaktiyon se in sab hara nahi sakti thi.
Kamal aur us Ozir ki ladhai ek bahut bura roop le chuki thi.
*Swooshhh*
Kamal jhuk gaya aag se lapti Talwar uske sar ke upar se chali gayi.
*Spssteeech*
Ye talwar dusri thi, jiska waar Kamal par hua.
Talwar sharir se ghus kar aar par ho gayi aur Sabhay ki aankhe band ho gayi.
Sabhay ne Kamal ko bachane ke liye apni Jaan de di, ye dekh Shama bhagkar Sabhay ki taraf daudi tabhi us par hamla hua jisase Abby ne use bacha liya.
Abby aur Shama apne jindagi ka mahatvpurn insaan kho kar rone lagi.
Lekin ye yuddh unhe chain ki saans nahi de raha tha. Apne dard ko sahan naa kar sakne ki vajah se Shama ko ab is yuddh se koi matlab nahi tha.
Tabhi us Ozir ka hamla Kamal par hua, kuch hi kshan me Kamal aur Vo Ozir ek sunsaan retili jagah par aa gaye.
Ye shaktiya us Ozir ki thi jadu se sthanantarit krne ki.
Kamal ne phirse us par hamla kiya.
Kamal kuch samajh pata tab tak vo phir se ek andhere mahal me aa gaye. Is sab se Kamal aor bilbila utha.
Vo Ozir uski taraf dekh muskuraya.
"Pritam tumne mujhse sab kuch chhin liya hai, main bhi tujhse sab kuch chhinunga."
Aur phir vo dono phir se alag jagah sthanantarit hue. Ye vishalkay samandar tha.
Vo Ozir Kamal ki taraf aag ke chehre ke sath muskura raha tha. Uski muskan ab achanak gayab ho gayi.
Vo kuch samajh paata tabhi uske chhittle ud gaye.
Kyuki is baar use sthalantrit Kamal ne kiya tha aur vo bhi Us jaanvar ke pass jaha par Jamal tha.
Jamal aur Sanjay use yaha dekh chauk gaye. Sath hi main vo ladki bhi Darr gayi.
Tabhi Kamal us shaitani machhli ke saamne khada hua. Aag ke chhithlo ke sath ozor ka khun samandar me faila hua tha.
Vo machhli samandar ke andar thi aur Kamal bhi. Uska sar Kamal ki taraf gusse me badh raha tha.
Kamal ab tak kuch naa karne ki vajah se pachhta raha tha. Bahut se log us par bharosa karte the use kuchh to karna tha. Bhalehi apni jaan de de yaa phir jinda rah kar kamjor hone ki shikayat sunte rahe.
Phir Use Sukant ki aavaj sunayi di. uski aankhe band ho gayi.
"Phir ishwar is duniya ki param-chetana par gussa hue ki usne banayi is behad daravani aur vasanamay Insaniyat ka ant kardo yaaa phir swayam us duniya me ek Insaan bankar us duniya ki raksha kare, aur phir param Chetana ne ek insaani roop dharan kiya aur vo ho tum , Pritam."
Jaise hi aankh khuli Jamal, Sanjay aur baaki Jo bhi Kamal ke pichhe khade the is Kamal ke ajib bartav ko samajh nahi paaye.
Kamal paani ke andar khada tha.
Kamal ki aankh khulne ke baad unhone Kamal ko Us jaanvar ke pass jate paaya. Vo ladki chhillane lagi lekin Meena ki aavaj naa sun Kamalne apna hath us jaanvar ke sar par rakha aur Vo bilbilata samandar ka itna bada jiv shant ho gaya.
Ye dekh Jamal aur uske sathiyo ki aankhe badi ho gayi. Jamal ke liye isase bada kaaran nahi tha manane ke liye Kamal kon hai.
Karan hatash tha aur gussa bhi , Mathew Kamal ke gayab hone par chintit tha. Sabhi log ab lagbhag ladai me haar maan chuke the. Amrita apni ji jaan lagake ladh rahi thi jaise vo vaha akeli hi ho.
Tabhi samandar ke niche se unhone ajib aavaj suni, ye aavaj daravani thi . Samandar ke tat par lagi hui badi badi vishaal jahaje achanak se dhayne lagi.
Jahaje jaise fatne lagi, ye dekh koi samajh nahi paaye. Lekin kuch hi kshano me 73 ke upar dhwasth hone lagi.
Achanak samandar ka paani sabhi jahajo ko andar khichne laga. Yaa yu kahe ki tuti hui jahaje samandar me dubne lagi.
Sabhi ozor uski taraf dekh rahe the. Andhere me vo aag ki roshni me paani samandar ke kinare ke andar aane laga. Aur dekhe hi dekhte ek ek Ozir ko tabah karne laga.
Kuch hi minuto me jyada tr ozoro ki Sena samandar me us jaanvar ke hatho Marne lagi. Ye dekh Karan khush hua use laga ki Jamal ne kar dikhaya.
Phir Paani us jahaj se do guna upar tak hava me uchhlne laga. Ye tufan Ghor vaasiyo ke liye khushi laa raha tha , ozoro ki kam hoti aag ki roshni khatam hone ke sath bhediyo ka andhera badhne laga. Usi paani ki itni uchayiyo par ek roshni najar aane lagi , jaha par us machhli ke upar ek insaan ek baitha hua tha.
Jo koi nahi Kamal tha.
Late ke liye maafi mangata hu, itna sab kuch imagine karna aisa to nahi hai ki mere pass readymade hai mujhe bass copy paste karna hai. Update late aa rahi hai, is baat ko maanta hu lekin meri personal life bhi hai main har roj nahi likh sakta.
Aur mujhe hi bura lagta hai ki time de kar usme Update nahi likhna lekin chhoti si galti ki vajah se me story is tarah se spoil nahi kar sakta jisase main aage likh naa pau.
agli Update jyada tr family problems par focus karegi.
Bahut hi shaandar update diya hai hemya bhai....UPDATE 36