- 658
- 4,694
- 124
JADUI PARIVAAR
Main Chuddakad
Main Chuddakad
I NDEX
Last edited:
I NDEX
Read through 10 chapters today—a solid foundation for a revenge story. The buildup was impressive.
But honestly I’m getting a bit tired of the typical weak-to-OP main character arcs these days (apologies if that sounds harsh). That said your story still stands out because it has all the other elements I love—fantasy, powers, elemental magic and a truly badass villain. Though introducing the villain this early? Hmm, an interesting choice.
On another note I hope you focus on the xxx part a little more but don’t go overboard by making seduction a central theme for every character. Trust me you’ll feel the story stretching too thin if you try that. Keep it limited to key characters like the mom sister and maybe one or two others. For the rest develop unique, engaging arcs like you did with Sulochana. She genuinely felt more like a real mom to me, moregrounded and relatable.
I haven’t read far enough to comment more but so far great job.
Lastly Welcome back and lookin forward to where you take this next!
Very good update or Haan sex sabhi ke saath hona chahiye waiting for next
Badhiya update bhai
Kamal ne vishal ko dhokar maja chakha diya sare pariwar wale bhi dekhte rah gaye use ki akhir kya ho gaya in pariwarwalon ko vishal or sunil ki sachai kab pata padegi ki vo jo kamal ko bura samjhte han asal me usme hath in dono bhaiyon ka ha warana to sab kamal ko hi bura samjhte rahenge jaise ki abhi shital kamal ko hi bura samjh rahi ha jabki galat vishal ha or idhar ashu pregnant ho gayi ha or ye nirmala yse bacha girane ke liye kah rahi ha kitni buri bat ha ye ab kamal ka character aisa hi hona chahiye nidar ir danger type in gharwalon se to na dare wo
welcome back
Bha
Bhai ye bua fufa ko sacchai batao chae kisi ko batao ya na batao or vishal or sunil ko to uski behno ke samne naga karke marvao maza aeyga next part me
Shandaar
Nice update
awesome update hai bhai,
Nice update you are welcome back in your form
Ab Kamal vapas apne Pritam roop me ane vala hai
Dada Dadi ko bhi sayad sacchai pta lag gaye
Anshu bhi preganent hai
Double ho gyi Trouble
Welcome back
Beautiful update Bhai
Kahani ke naam me hi Chudakad hai to sex to hona jaruri hai
Jbardast update yrr, jst read urs
Nice and fantastic update
Welcome back bhai
Ekdum jabardast update Bhai
To kamal ne apni power ka use gharwalo ke samne kar liya jisse sab shock me rah gaye
Or sayad dada dadi ko kamal ki sachai ka pata chal gaya ki kamal hi pritam hai
Or ashu bhi pregnent ho gayi hai
Dekte hai ab aage kya hota hai
Wese sabhi female ke saath sex ki jaroorat to nahi j,isse story thodi effective ho sakti h,unhi ke saath sex krwao jiske sath sahi rahega, aur ye badi age ki female h unke saath na ke barabar sex karwao, ye Jo kamal ke age ki h unhi ke saath,wo bhi jiske sath thik rahe
Happy new year all' friend s
nice update
Story ka update mind blowing hai bhai
Bahut khoob
Bus ek scene ka besabri ka wait kar raha ho bhai jab Kamal ka samna apni Maa se ho to ab kya kregi uski Maa wapas Kamal ko paane ke leye kaise sath degi aakhir
Waiting
Shaandar jabardast Dhanshu update
Waiting for next update bro
Mast
Tofani story he Maza agya read kr ka ab agay wait hai update ka 1 din me hi full read Mari fantastic yara
UPDATEDKab ayega update
Bhai kam se kam nirmala bua ko to sach bata doUPDATE 39"Kya soch rahe ho?" Amrita Kamal ke pass khadi thi , use gaadi par baithe sochta dekh boli.
"Main unhe kabhi maaf nahi kar sakta, jo sab unhone mere sath kiya hai uske baad to bilkul nahi." Kamal ne kaha.
"Maaf karne ko kisne kaha bas Ashu ke liye unke aaspass to rahna hi padega."
"Tumhari baat to thik hai, lekin mujhme jo bhi burai hai unki vajah se maine jitna bhi dard saha hai unki vajah se, main har baar khudko kisi kabil nahi samajhta sirf unhi ki vajah se, aur jindagi ek khushi unhone nshi di. Unpe kaise vishwas kar lu kaise unhe sah lu fir se." Kamal ko is tarah dard me baate karta Amrita sirf jab vo uske parivar ke bare me baat karta tabhi dekhti thi.
"Ab main kya kahu, main nahi chahungi kuch bhi tum tumhare man ke khilaf karo."
"Jaane do vo sab, vaise Mathew ne mujhe ek job offer kiya hai uska private musuem hai, historical artifact ka bass use sambhalana hai. Soch raha hu le lu, kuch to karna padega. Un sab se vaise paise apne kaamo ke liye lena achha nahi lagega. Bhalehi vo kitna bhi bada mante ho hame."
"To aap shadi kar rahe ho Ashu se." Amrita ne halke se puchha.
"Ab kya karu?" Itna kahkar usne Amrita ki taraf dekha vo itna to jaanta tha bhalehi Amrita kitni bhi samajhdar ho uske man me vo use sirf apna dekhti thi. Itna soch kar Kamal ke chehre par muskan aa gayi.
__________________
Ek kamre me ek aurat ro rahi thi ye koi nahi balki Shital thi. Apne pass koi aata dekh vo aur rone lagi.
"Ye sab meri vajah se ho raha hai."
"Maa, isme aapki kya galti? Kamal to pata hai naa aapko kitna ghatiya insaan hai bachpan se." Apni beti Payal ke muh se ye sunkar Shital ekdam se sar naa me ghumane lagi.
"Nahi, use maine hi aisa banaya hai, vo to masum tha, ye sab ki jimmedar main hu."
Payal ke man me Kamal ke liye koi chinta nahi thi. Use apni maa ko is tarah Kamal ke liye chintit dekh samajh nahi paa rahi thi.
"Vo to bachpan se hi aisa hai, aur uski chinta karke rone me koi fayda nahi vo bhi itna sab hone ke baad." Payal to jaise in sab me maanti hi thi ki uske sath bura bartav karna koi nayi baat nahi hai. Jis tarah se Vishal Kamal ke sath bartav karta tha vo bhi vaisa hi bartav karti thi bhale hi usase chhoti ho. To uske liye Kamal koi khass maayne nahi rakhta tha.
Payal ki is baat par Shital rote hue bolne lagi. uske man gussa tha lekin sabse jyada khudki taraf.
"Vo nahi hai vaisa main jaanti hu, bhalehi main ek achhi maa nahi hu lekin ek maa hu, uski chamkti aankhe jab koi bhi pahli baar dekhta to use kisi chand ki tarah rakhta lekin maine us par dhyan hi diya balki maine un aankho ki chamak chhin ki hai. Usme pyaar ke badle is ghar ke liye nafrat bhar di hai. Vo aisa bilkul nahi karta jo usne Ashu ke sath kiya hai lekin Usase maine karvaya hai uski hamare parivar ke khilaf nafrat ne karvya hai. Hamne jo bhi bura bartav Kamal ke sath kiya hai ye sab uska natija hai."
Shital ko is tarah svaglaani me dubara dekh payal chauk gayi. Kya uski maa Ashu ki is halat ka jimmedar hame maanti hai. Agar ham sab uske sath achha bartav karte to vo is tarah bartav nahi karta.
Un sab ki najar me Kamal Amrita ki vajah se Ashu ki jindagi barbad kar raha hai aisa lag raha tha.
______________
"In sab shaktiyo ka kya fayada phir." Kamal ne kaha.
Uski baat par Abby shant ho gayi. Kamal itni shaktiya hone par in sab ki mauton ko taal nahi paaya.
Vo yaha par agle yuddha ki tayyari ke liye gaya tha.
Abbyne apni laal ankhe jo ro ro kar laal ho chuki thi usase ek baar Kamal ko dekha.
Jaise uske pass iska koi jawab naa ho.
Phir adhuri muskan se vo boli.
"Shama abhi bhi dukh me hai, kyu? Kyuki uska pati mar chuka hai, main dukhi hu kyuki mera bhai mar chuka hai.lekin usi tarah bahut se log yaaha dukhi hai unhone bhi kuch khoya hai."
Abby itna kahte hue ek saans lekar meri taraf Phirse dekhne lagi aur boli.
"Tumhe pata hai mere pitaji yaha hote to kya kahte, aaj bahut si jaane gayi hai lekin unki vajah se bahut si jaane bachi bhi hai. Ye baate shayad meri samajh me nahi aati kyuki kaise mere liye mera bhai, meri bahan jaisi bhabhi ka sabkuch kaise bachhi hui jaano se kam hoga. Kon sahi hai aur kon nahi in sab se mujhe to nahi farak padta."
Abby ki baat par kya kahe mujhe samajh nahi aaya. Usne bahut kuch khoya tha apne pita aur bhai ko lekin shayad use ummid baakiyon ki tarah mujse nahi thi vo karan se thi.
Tabhi Karan vaha par aaya. Usne Abby ko gale lagaya aur bola.
"Shantiji aur Mathew kah rahe the ki aage hame kya karna chahiye, uske liye kadam dhire dhire lene hoge, mujhe pata hai ki tum ise jald se jald khatam karna chahte ho, lekin logo me jo ab ummid bani hai, use ham eksath josh me aakar chur nahi hone de sakte. Kyuki Kharad abhi bhi tumse bahot takatvar hai."
"Lekin tumne nahi suna ki vo kis kis tarah ke hathkande apna raha taaki uske khilaf koi bhi naa jaye." Kamal ne kaha.
"Kamal tumhe pata hai, use haramkhor ko mitate mujhse jyada kon nahi dekhna chahta usne mera aur Abby dono ki duniya barbad kar di hai. Lekin uski maut jald hi aayegi. Aur jaisa ki Mathew ne kaha tum apni samsyaye suljhao tab tak ham sab aage kya karna hai sochte hai."
In sab baato se kuch saabit nahi hua tha, Kamal ka man abhi bhi vichlit tha shayad gussa tha isiliye Vo bol pada.
"Lekin ham is tarah se aur logo ko marne nahi de sakte."
"Lekin unhe bachane ke chakkar me ek sath bahuton ki jaan gavana kabhi vaakif nahi hai." Karan ne kaha isi baat par hami bharte hue Abby bhi bol uthi.
"Ham har baar sahi galat ke chakkar me jo hamare pass hai unhe kho nahi sakte. Abhi to ek yuddha hua, unhe ham hamesha ke liye sidhi bhasha me kahe to granted nahi le sakte."
Kamal Abby ki baat par chup ho gaya.
__________
Chandrajit(dada) sabke sath baitha hua tha, vo parivaar ka sabse bada umra me nahi par aude me tha. Unki baat har koi maanta. Lekin aaj Chandrajit badi duvidha me tha. Use jo baate Meena ne batayi vo agar sach hai, to uske pass ummid thi ki jis jahaaan mein vo apna parivar yaani mata-pita dost jo bhi chhod aaya tha, vaha par roshni jarur aayegi, lekin usi karan se uske saamne khade parivaar par andhera chhaya hua tha.
Uske saamne har koi apni baat rakh raha tha yaa kahe to Chandrajit ko koyi bada nirnay lene ke liye majboot kar rha tha.
Tabhi uski beti yaani Nirmala boli.
"Pitaji, aapne khud dekha ki Kis tarah ki harkat kamal kar raha hai. Uske vajah se saara parivaar bikhar chuka hai. Achha hua vo khud chale gaye varna shital bhabhi abhi bhi unhe panah de deti, bhalehi us ladki ki vajah se hame taklif ho rahi ho."
Nirmala ne jab Amrita ka ullekh kiya to dadi aur Meena ne ek dusre ki taraf dekha jaise Nirmala ne koi paap kiya ho.
Chandrajit apni beti ki baat sunta raha kuch nahi bola. Nirmala aage bolti rahi lekin chandrajit asvasth baitha raha. Is tarah kuch naa bolta dekh Pratik ko kuch bura mahsoos hone laga.
Tabhi Dadi bol padi.
"Dekho beti ham dono tumhari baato ko maante hai, lekin in sab ke baare me ham Kamal se baat karne ke baad koi nirnay lenge."
Bass itna hi bolna tha vaha baitha Sunil tilmila utha.
"YEe Sab usine kiya hai, usike vajah se hua hai uski raay kya leni baaki hai."
Meena jo sofe par dadi ke pass baithi thi. Vo uthakar akeli khadi ho kar boli.
"Sunil bhaiya aap samajh nahi rahe hai, Ashu pregnant hai aur vo bachha Kamal ka hai, in sab me usase baat karni jaruri hai."
Ashu ki baat par Sunil ka gussa kam nahi hua.
"To kya hua bachha gira dete hai."
Sunil ki is tarah ki baat sun Dada dadi ne uski taraf sawaliya najaro se dekha. Sunil is tarah se dekhne se muh gusse aur tilmilahat me niche kiya.
Tabhi Sunil ke pita yaani Pratik ne kaha "Achha aap ki baat thik hai lekin Kamal se kya kahenge? Vo hamari baat manega bhalehi ham maaf karde lekin kya vo us ladki ko chhodne ko tayyar hai."
Is baat par Chandrajit ke pass jawab tha lekin use nahi lag raha tha ki ye sab sunne ki halat me hai. Vo is baat par kya pratikriya denge ye to dusra sawal pahle vo Chandrajit ki baat maanenge bhi iska use vishwas nahi tha. Vo sab ko kya aur kaise bataye yahi duvidha me tha. Shayad isi vajah se Meena ne bhi sirf ye baat un dono ko hi batayi thi.
Tabhi darwaje ki bell baji.
Meena ne darwaja khola to ekdam se chauk gayi kyuki bahar Kamal khada tha.
Sabhi najre ab darwaje ki aur thi Kamal ko andar aata dekh shor mach gaya. Sunil uthkar uski taraf jaa hi raha tha ki uske pita ne use rok diya.
Ab baat to unhe bhi Kamal se karni thi lekin Kamal ka is tarah aane se sabhi aascharya chakit the.
Kamal ne sabhi ko shant dekh khud hi bol pada.
"Main Ashu se Milne aaya hu, chahta to aapko bina bataye mil leta lekin vo aapke parivar ka bhi hissa hai aur isiliye sirf Ashu ke liye sabhi gile shikve door rakhne ko tayyar hu."
Tabhi Nimala uthi.
"Is sab ka matlab kya hai? Tum kya kahna chahte ho."
"Yahi ki Main Ashu se shadi karne vaala hu aur chahunga ki isme aap sab ki ichcha ho."
Kamal ki baat par Dadaji ki najar idhar udhar ghumi shayad unhe aascharya hua.
"To Amrita ka kya?" Kamal ki dadi ne jhat se puchha. Unhone ye baat Amrita ye kon hai jaante hui kahi.
"Main soch raha tha uske baare me baad me baat karenge."
"Baad me kyu? Baat jo bhi karni hai usi ke baare me karni hai." Nirmala bua ne kaha.
Kamal kya kahe ye sochte hue us hall ko niharta raha, vaha jitne bhi log khade hai unki taraf dekha. Soch kar to bahut aaya tha lekin ab kaise kahe use samajh nahi aa raha tha.
"Thik hai, To vo baat ekdam alag hai mere hisaab se Amrita ki vajah se Ashu ko koi bhi mushkil nahi hone vaali." Kamal ke muh se itna kahna hi tha ki us par ek thappad Nirmala bua ki taraf se pada.
"Haramkhor tumhari himmat kaisi hui, tu ye sab kahega aur ham sun lenge. Tumhe is parivar ka hissa maan kar galti kar di, tu to kabhi layak hi nahi tha." Kamal ko thappad ka itna asar nahi jo unki baato ka hua.
"Achha aapne mujhe parivaar hissa maana tha, ye baat kis akhbar me chhapi thi mujhe nahi mili. Main to sirf yaha par Ashu ke liye aaya tha." Kamal ki baat sun aankh badi kar gusse se Nirmala bua use dekhne lagi.
"Itni hi aukat ki baat karni hai to ek baat khol kar ab sun lijiye ab main Ashu jab tak aap nahi kahenge tab tak shadi nahi karenge." Kamal ki baat sabhi samajh nahi paye. Sab log ekdusre ki taraf dekhne lage.
Tabhi Sunil bola.
"Ye to achhi baat hai, phir to kabhi shadi nahi hogi."
Sunil ki baat par Kamal muskuraya.
"Mujhe kya hai, main Ashu ke sath bina shadi ke rahunga."
Kamal ki baat samjhte hi is baar Phirse sab ekdusre ki taraf dekhne lage lekin ab chinta me.
"Beta aisa kaise, vo tumhara bachha hai, use bina shadi ke is duniya me laoge to kaise hoga." Dadaji ne samjhate hue kaha.
"Mujhe kya pata, kya hoga? Jo hoga dekha jayega."
"Kutte kamine, tuze kya lagta hai tu hamari samaj me beijjati karvayega, teri aukat kya hai."
Is baar Phirse Nirmala ne thappad marne ko hath uthaya lekin maarne se pahle use rok diya gaya. Koi aur nahi balki Ashu ke dwara.
"Maa bass, aap ne ek aur shabd bhi inke khilaf kaha to aage se aap ki koi beti nahi rahegi. Aapko kya lagta hai, Mere sath Kamal ne koi anyay kiya hai. Nahi balki ham dono ek dusre se pyar karte hai."
Apni beti ki is baat ko Nirmala samajh nahi paayi naahi Pratik.
"Tu pagal ho gayi hai beti, kya bol rahi hai pata bhi hai, uske jindagi ek aur ladki hai ye jaankar bhi t
o pyaar ki bin baja rahi hai."
Ashu gusse me thi, Kamal bhi tha. Tabhi Dadaji bole.
"Bass karo, Agar Ashu ko koi aapatti nahi to hame bhi koi aapatti nahi."
Like maardo, agli update 15 tarikh ke aaspas aayegi.
Shaandar jabardast Romanchak UpdateUPDATE 39"Kya soch rahe ho?" Amrita Kamal ke pass khadi thi , use gaadi par baithe sochta dekh boli.