- 79,765
- 117,168
- 354
Bilkul sahi kaha madam, sache pyar ne jalan nahi hoti lekin aaj ke yug me sachcha pyar dikhta kaha hai?? Aaj kal to logo ke andar agar kuch rah gaya hai to wo yahi hai "Jalan". Khair bahut bahut shukriya is khubsurat sameeksha ke liye,,,,TheBlackBlood
Mere aesa manna hai ki "Badla" sabse buri bala hai, log drugs sharab ke nashe se to ubhar jaye par badla dimag par chha jaye to shayad hi koi sambhal pata hai.
Isi baat ko apne kahani me apne kahani me acche se samjhaya hai, kayi Inspirational speakers ko kehte suna hai maine ke sacche pyar me "jalan" ki koi jagah nahi hoti halanki aese pyar karne wale se kabhi mulaqat nahi huyi, to is mamle me Vansh bilkul realistic charecter laga.
Par usne jo kadam uthaye, wo bade hi khatarnak hai. Ab badla koi seedhi rekha to nahi. Ki teer ki tarah kaman se nikle aur virodhi ki seene me jaa lage, badla tedhe medhe raaste se guzar kar najane kitni zindegiyon ko hani pohnchati hai. Aur Vansh khud hi apne badle ka shikar ho gaya.
Itni acchi kahani prastut karne ka shukria![]()
Kya fark padta hai??Bas ek sawal.... Prefix "Fantasy" kyun rakha hai![]()
Yunhi puch liyaBilkul sahi kaha madam, sache pyar ne jalan nahi hoti lekin aaj ke yug me sachcha pyar dikhta kaha hai?? Aaj kal to logo ke andar agar kuch rah gaya hai to wo yahi hai "Jalan". Khair bahut bahut shukriya is khubsurat sameeksha ke liye,,,,
Kya fark padta hai??![]()
Kahaniya lekhak ki kalpna hi hoti hain. Bas yahi soch kar maine is kahani ka prefix fantasy rakh diya tha. Baaki koi khaas baat nahi thi,,,,Yunhi puch liyamatlab apne dala hoga to kuch soch kar hi... Wahi janna tha bas
![]()
Ab to khush ho Shubham bhai..... Koi kami to nahiKeerti ne ek kachchi umr ke naujawan student se sex relation banakar jis aag se khelna shuru kiya usme uska daaman hi nahi... Uski jindgi hi jal gayi
Vansh jisne ek aurat ke pahle ahsas ko jism se bhi jyada dil se mehsus kiya.... Aur usko paane se jyada khone ke dar se pagal hokar sabkuchh mita baitha.... Ye pagalpan pyar ki gehrai ya umr ki wajah se nahi.... Gair-jimmedari ki wajah se paida hua
Agar kajal se shadi karne wala uska baap nahi hota tab bhi to usne apne aur apne baap ke bhavishya ko ek khooni bankar khatm hi kar dena tha
Vansh ke gair-jimmedar hone ki wajah bahut kuchh uske baap ka pyar bhi tha.... Ek college jane wale naujawan ke liye agar naukri par jane se pahle baap naashta banakar de raha hai...
To. .... Beta part-time kaam karke baap ko sahara dena apni jimmedari kaise samajhega....
Baap ke pyar ne ghar ya kaam ki jimmedari baantne se bete ki padhai ke nuksan ko prathmikta to de di.... Lekin bete ne us azadi ko ek aurat ke pyar aur hawas ki bhent chadhate huye naa padhayi ke nuksan ko ahmiyat di aur na baap ki jimmedariyo ko
Aksar jyada pyar se paale gaye bachche.... Jiddi, gussail, sanaki aur gair-jimmedar hi hote hain....
Aur unka aksar aisa hi anjaam hota hai.... Andhkarmay bhavishya
Shukriya bade bhaiya ji is khubsurat sameeksha ke liye,,,,Keerti ne ek kachchi umr ke naujawan student se sex relation banakar jis aag se khelna shuru kiya usme uska daaman hi nahi... Uski jindgi hi jal gayi
Vansh jisne ek aurat ke pahle ahsas ko jism se bhi jyada dil se mehsus kiya.... Aur usko paane se jyada khone ke dar se pagal hokar sabkuchh mita baitha.... Ye pagalpan pyar ki gehrai ya umr ki wajah se nahi.... Gair-jimmedari ki wajah se paida hua
Agar kajal se shadi karne wala uska baap nahi hota tab bhi to usne apne aur apne baap ke bhavishya ko ek khooni bankar khatm hi kar dena tha
Vansh ke gair-jimmedar hone ki wajah bahut kuchh uske baap ka pyar bhi tha.... Ek college jane wale naujawan ke liye agar naukri par jane se pahle baap naashta banakar de raha hai...
To. .... Beta part-time kaam karke baap ko sahara dena apni jimmedari kaise samajhega....
Baap ke pyar ne ghar ya kaam ki jimmedari baantne se bete ki padhai ke nuksan ko prathmikta to de di.... Lekin bete ne us azadi ko ek aurat ke pyar aur hawas ki bhent chadhate huye naa padhayi ke nuksan ko ahmiyat di aur na baap ki jimmedariyo ko
Aksar jyada pyar se paale gaye bachche.... Jiddi, gussail, sanaki aur gair-jimmedar hi hote hain....
Aur unka aksar aisa hi anjaam hota hai.... Andhkarmay bhavishya
Kis baat ki khushi,,,,Ab to khush ho Shubham bhai..... Koi kami to nahi![]()
Jab tak Ragini didi ki suhagrat complete nahi hogi tab tak khushi nahi hogiAb to khush ho Shubham bhai..... Koi kami to nahi![]()
Jab tak kahani ka naam मोक्ष rahega tab tak Ragini didi ko kaha se sansarik sukhon ki prapti hogi !Jab tak Ragini didi ki suhagrat complete nahi hogi tab tak khushi nahi hogi
SANJU ( V. R. ) Bhaiya dekh rahe hain in mahanubhaav ko, Ragini didi ko itne lbe samay se suhagraat ke parmanand se vanchit kar rakha hai inhone![]()