UPDATE – 155
Aghori apni gufa ke aakhri kone me baetha apni sadhna me leen tha. Wo jab se jinn badshah se mil ke aaya tha wapas aa kar apni tapasya me hi leen ho gaya tha kyu ki us ke bas me hi nahi tha ke wo swarn mani ke liye ja sake. Wo apni shaktiyo ko badane me hi laga hua tha. Jisme wo kafi had tak safal hua tha. Tabhi waha aghori ka guru aata hae.
GD - aghori utho
Aghori hath jod kar aankhe khol deta hae– kaese aana hua gurudev?
GD – tum to yaha apni sadhna me ho bahar pata hae kya ho raha hae ya bas yahi karte rahne ka irada hae ?
Aghori – are hua kya? Kyu itna pareshan ho rahe hae aap?
GD – wo log swarn mani lene ke liye ja chuke hae aur ab tak to unke vifal hone ke koi sanket nahi mile iska matlab wo nirantar aage badh rahe hae aur jitna samay unhe gaye hue ho gaya hae us hisab se wo to kafi aage badh chuke hoge.
Aghori – bas itni si baat ye to mujhe bhi pata hae. Ke rudra aur nilam ja chuke hae swarn mani ke liye aur unke saath koi adrashya taqat bhi hae jo ke mujhe najar nahi aa rahi hae.
GD – murkh wo koi adrashya taqat nahi hae janta hae wo kaun hae?
Aghori - are hogi koi taqat. meri jhant bhi nahi ukhad sakti wo.
GD – tum sach me maha murkh hi ho. Are jhant kya usne to teri gaand maar hi li thi jab tune rudra pe hamla kiya tha. bhul gaya kaese tujhe dhool chata di thi usne aur rudra hi nahi us Sali nilam ko bhi wo le gaya. Tujhe janne ka man nahi hua ke aesi kaun si taqat hae?
Aghori – wahi janne ke liye mae sadhna me baetha tha. Kyu ke uski gaand to ab mae maruga hi. Wo mujhe nahi janta.
GD –wo bhi tujhe janta hae aur tu bhi use janta hae. Varna wo tum par adrashya ho kar hamla nahi karta us waqt.
GD – par guru dev aap itna boukhla kyu rahe hae rudra ko swarn mani kabhi nahi mil sakti kyu ki wo to Trikal ki suraksha me hae aur Trikal ne waha ka tilism dev aur poonam ke nam se bandha hae. wahi dev aur poonam Jinhe mae mar chuka hu. Us tak rudra pahuch bhi jaye to bhi swarn mani hasil nahi kar payega. Chahe uske saath koi bhi taqat kyu na ho . dekhna wo Trikal ke paer chhu kar wapas aa jayege apni jaan ki bheekh mang kar. lekin unki jaan fir bhi nahi bachegi. Kyu ke yaha unhe mae mar daluga.
GD – aghori, jis dev aur poonam ki tu bat kar raha hae. Wo dono mare hi nahi the. Bas unka sharer nasht hua tha. Aur unki aatma ko kisi ne apne pas surakshit kar liya tha aur unhe behad shaktishali bana diya aur ab wo log na sirf janam le chuke hae balki unhe sab yaad bhi aa gaya hae. Wahi dono hae is waqt rudra aur nilam ke saath aur bewakoof swarn mani ka tilism unhi ke naam se hae to wo bhala kyu Trikal ke paer pakad ke wapas aayege? mujhe to lagta hae wo swarn mani le kar aayege.
Aghori ke mathe pe bhi ab paseena aa gaya.
Ye aap kya kah rahe hae gurudev? Wo…. Wo …….. kaese jinda ho sakte hae ? aghori bola
Kya dev aur poonam sach me wapas aa chuke hae ?
Ha………
Lekin kab?
Jab tu yaha nilam ko pakadne ke liye jal bichha raha tha tere dushman taiyar ho rahe the. Aur thik us waqt wo taiyar ho chuke the jab rudra ko yaha aana tha. Unhi ki sahayta se rudra aur nilam bach gaye the. Wo adrashya taqat koi aur nahi dev aur poonam hi the.
Aghori ke sare rom chhidra khul gaye aur wo paseene se bheeg gaya.
Iska matlab ab rudra aur nilam इच्छाधारी aur मणिधारी ban chuke hae. Saath hi wo maha nag, इच्छाधारी देव aur tilism ki rani poonam bhi unke saath hae. Aghori ne ghabra ke bola
GD – kyu ab gaand kis ki fat rahi hae?
Aghori - gurudev agar ye baat tumhari jagah kisi aur ne kahi hoti to mae abhi uski gaand me haath dal ke mooh se nikal deta. Mae yaha vyast tha. Lekin tum to nahi . tumne unhe roka kyu nahi . tum bhi to nahi jan paye ke dev aur poonam wapas aa gaye hae. Tumne hi kya ukhad liya? aghori ki ankhe krodh se jalne lagi.
GD – mae manta hu ke mae unhe waqt rahte nahi pahchan paya lekin maene ye ukhada ke waqt se pahle pata laga liya ke koi taqat hae jo ham logo ke khilaf sir uthane wali hae. Isiliye tujhe taiyar kar diya. Hoshiyar kar diya. Aur aaj tu us samay se kahi jyada taqatwar ban chuka hae. agar aaj dev poonam, rudra, nilam pahle se jyada taqatwar ban kar tere samne aane ko taiyar ho chuke hae to tub hi unhe barabar ki takkar dene layak ho chukka hae meri vajah se.Varna tu kar kya raha tha is kanika aur manika ki bur me hi ghusa hua tha na? jab dekho inhe hi pelta rahta tha. Roj inhe pelta rat bhar aur subah tak inhe kuwara kar deta aur kam hi kya kar raha that u. tu to un logo ke marne ki khushi hi mana raha than a kais lo tak. Koi kam koi sadhna kar raha tha kya us waqt? Nahi na. ye meri koshisho ka hi fal hae ke tu aaj itna saksham ho gaya hae. Ke jinn badshah ne teri madad karne ko ha bola hae. varna koi gali ka kutta bhi tuhe nahi poochta aaj. Samjha, isiliye bap ko mat sikha.
Aghori – dekho gurudev is tarah ek duje ko kosne se hame kuchh nahi milega. Mae bas us nilam ko chodna chahta hu aur uski chut se nikalne wale pahle kuware lahu se amarta ki siddhi prapt karna chahta hu. Uske liye kya kare ab ye batao.
GD – itni buri khabro ke baad ab bhi mere pas tere liye do khabre hae ek achhi ek buri bol kya sunna hae pahle?
Aghori – pahle buri hi sunao kyu mood ki maa bahan to hui padi hae thodi aur sahi. uske baad achhi suna dena.
GD – to buri khabar ye hae ke dev ne yaha apne jaese hi char shaktishali yodhha aur taiyar kiye hae jinme ek hae uski hone wali Sali shalaka,halaki wo pahle se hi kai sari khatarnak shaktiyo ki malkin hae. aur dev ke sath bhi pahle se hi thi lekin is janam me bhi wo dev ke saath mil kar chal rahi hae, dusra uska naglok ka mitra Nagarjun uska bhi kuchh aesa hi hae, teesra gurum jo Mumbai namak shahar ka ek mamuli gunda tha lekin ab wo khud bhi mayavi ban chuka hae. aur behad khatarnak bhi Dev ki di hui shaktiyo ke aadhar par. aur chouthi channo naam ki ek ganv ki ladki jo yu to thakur ki rakhael thi lekin thakur to thahra namard. Usse kuchh hua nahi ulta us chhanno ko waqt ke chalta sath mil gaya dev ka aur ab wo us gurum ki hone wali dharma patni hae. Aur ek mayavi bhi ban chuki hae. Ye dono sadharan insan the lekin inhe dev ne asadharan shaktiya de kar is kabil bana diya hae ke ye tujhe maat bhale hi na de sake lekin tujhe aur teri sena ko rokne ka bharpoor dam rakhte hae.
Aghori - ye to bahot buri khabar hae . dev aur poonam ke laut aane se bhi buri . aur kuchh ?
GD – nahi ab koi buri khabar nahi ab achhi khabar hae .
Aghori - aur wo kya hae?
GD - dev, poonam, rudra, aur nilam yaha nahi hae aur dev ka dharti lok ka pariwar yaha akela hae tu unhe apne kabje me kar sakta hae unhe maar sakta hae jisse dev aur uske sathi boukhla jayege unki boukhlahat ka fayda utha kar dev ko uljhaya ja sakta hae. Ye dimag ka khel hoga. aur isi chakravuh me fansa kar dev ko mara ja sakta hae, na bhi maar paye to is bar uski aatma ko hi kaid kar ke rakha ja sakta hae jisse ki sekdo salo ka sunahra waqt tujhe mil jayega. Tu apni manmani kar ke bhagwan bhi ban sakta hae.
Aghori – bat to aapki sahi hae lekin ab kya mae aese tuchhe kam karu ek aghori ho kar mamuli insano ko agwa karne aur unka khoon karne jaese mamuli kam karu?
GD – are tu mat kar lekin koi hae jo ye kam karega use apni shakti ka kuchh ansh de de.
Aghori - aur wo kaun hae?
GD – wo beemar jo teri is gufa me hae. Wo hi hae yaha ka thakur durjan singh. Jise dev ne hi is awastha me pahuchaya hae. Use barbad kiya hae. Uske ghar ki har aurat ko pet se kiya hae. Uske ek bete ko apahij kiya hae aur ek ko jail bhijwaya hae. Halaki ab wo bhi bahar hae.
Tu deva ke pariwar pe hamla kar. Aur wo bhi dohra. Ek taraf se thakur ko unki maut bana ke bhej dusri taraf thakur ke chhote bete ko yaha bula aur uske dwara hamle karwa de. Deva ke yaha ke sathi sambhal nahi payege. Aur agar wo in sab pe bhari padne lage to deva ke sathiyo pe apni pishachi sena se hamla karwa dena. Wo use sambhalne me lag jayege aur tera ye kam ho jayega jab tak rudra aur dev lautege tilism se tab tak unka sansar ujad chuka hoga.
Aghori - mujeh ek bat yad aayi
GD – bol
Aghori - dev ka pariwar hae to poonam aasman se to tapki nahi hogi use paeda karne wali bur kaha hae yani uska pariwar?
GD – ab tu samajhdari se bat kar raha hae. To sun poonam ka yaha ka baap mar chuka hae. Uski maa bhai aur bhabhi hae. Wo bhi dev ke ghar ke pas hi rahte hae.
Aghori - to is bar dev aur poonam nahi unke pariwar hamare nishane pe hae jo hamare samne tinko ke saman hae aur unhe mae ukhad duga unke gam me jab dev duba hoga to dev ka sir dhad se alag kar ke uski aatma ko kaid karuga rudra bhi marega aur unke marne ke baad nilam aur poonam banegi meri randi. Hahahahahahahahahahahah.