• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Erotica जोरू का गुलाम उर्फ़ जे के जी

motaalund

Well-Known Member
9,760
22,397
173
Lo mitting to ho gai. Vo Mumbai darshan karte hue pahoch gae Mumbai gymkhana

Delhi se mumbai gymkhana kuchh alag lag raha hai. Lagta hai vaha sab ko entey nahi milti. Kisi vishes celebrity jese cricketer ya fimlstar vagera ke lie hi. Ye ab ek nai chunoti aa gai.

Gymkhana ke varnan tarif lagta hai bahot amezing hoga. Par unke lie special table book hai. Wow.

Wow CB to unka junior nikla. Bangalore IIm ka. Amezing. Ab to filar hi kya hai. Yaha to bahot badi help ho gai. Chalo uski company unke lie market me sare bechegi. Sath bahot kuchh gide kar diya. Amezing maza aa gaya.

Sath sath bahot sari information bhi mil gai. Kon he jo market ko girane ki kosis kar raha hai. Sangi bull. Bear me. Dono ne milkar list bana li hai. Wow...

Bat to sahi hai. Semi unki file khangalega. Jab tak legal process cort ke jariye jaenge. Wakt nikal jaega. Dusra take over vale dushra shartiya file bhi rakhenge. Unhe semi sambhal lega. Tal kar. Wow

Ye bhi sahi hai. Puru tarah se to dost problem solve nahi kar sakta. Leakage apni hi company se ho raha hai to use pahele dhudhna chahite.


Wow agar samne majority share hona jaruri hai. Dusri company share acquire karne ki kosis karenge. Ab dekhte hai bord director miting me kya feshla aata hai.

IMG-20250203-134240 IMG-20250203-134229 IMG-20250203-134217
free image hosting
किसी लेखक ने लिखा था. कि..
हालात सुधरने से पहले बिगड़ना जरुरी है...
तभी तो बाद में हालात सुधरेंगे...
 
  • Like
Reactions: Sutradhar

motaalund

Well-Known Member
9,760
22,397
173
Is bar to apne sock me dal diya. Sabse pahele to information ke lie kya sahi jagah chuni hai. Mumbai local. Aur lal phone ka consent to amezing idea tha. Par ye nai bulbul le aae mrs dirdh lingam. Vo bhi kanya ras aur nashe ki sokhin. Pahele bhi use raste se hatane ki kosis hui. Par purana chawal hai.
Lekin uski beti sujata. Use fasakar dirdh ligam ko hatane ka plan hai. Ab bad me pata chalega ki vo unke lie dost hai ya villain.


230356bf0ab12fd35240023d6facb173
विरोधियों ने भी तगड़ी प्लानिंग कर रखी है...
 
  • Like
Reactions: Sutradhar

motaalund

Well-Known Member
9,760
22,397
173
Amezing komalji. Vese to commercial business ki bate mere palle ki to nahi hai. Magar thoda bahot idea aap ke in update ke karan lag raha hai.
Unko mittting ke douran bas main banda pakadna hai. Jo decision maker hai. Baki to alag alag koi hostile kar raha hai to koi bas bat nikalva ne ki kosis me hai. Magar main banda shant rahega. Unhe bas American counsellor ke pahochne tak intjar karna hai.
In sab ke bich vo starting vaha mazak mast dala. Bhale chhota ho. Nonveg vala amezing.

143529b37b18505606f26cb4aea162bc
थोड़ा गूगल करने की आवश्यकता है...
 
  • Like
Reactions: Sutradhar

motaalund

Well-Known Member
9,760
22,397
173
Mahol ko kis se kalpna kare. Jese nilami aur cort room ho. Dirdligam hi hai jo naiya par karwa sakti hai. Use rone ke lie bahot sadyantra hue. Par vo hi leed karne vali hai. Amezing.

f268053937593e5ce0b9c6db39d0a6d9
शतरंज में हरेक मोहरा .. कोई ना कोई अपना काम कर जाता है...
 
  • Like
Reactions: Sutradhar

motaalund

Well-Known Member
9,760
22,397
173
Bahot hi shandar update konalji. Company ke sare ke dam khud se hi girakar kharidne ka plan hai. Matlab to puri company hadapne ka plan hai. Amezing...

1a28b6231e173ce7b24dfc16a5259ba4
कई बार कदम पीछे हटाकर .. आगे बढ़ाने में ज्यादा फायदा हो सकता है..
 
  • Like
Reactions: Sutradhar

motaalund

Well-Known Member
9,760
22,397
173
धन्य हो कोमल मैम

कंपनी और शेयर बाजार की इतनी जानकारी !!!

ये कमाल आप ही कर सकती हैं ।

इतनी बारीक जानकारी और रणनीति का तानाबाना, कोई आसान काम नहीं है लेकिन आपने तो समां बांध दिया। थोड़ी देर को तो ऐसा लगा कि कंपनी अफेयर की कोई क्लास चल रही है।

सच में आप धन्य हैं और हम जैसों का अहोभाग्य कि आपके लेखन की इस विधा से परिचित हो रहे हैं।

सब कुछ तो समझ नहीं आया लेकिन वर्णन ऐसा कि लग रहा है कि ज्ञान की गंगा बह रही है और हम जैसे पैर लटकाएं बैठे हो।

हार्दिक आभार।


सादर
दिमाग की चूलें हिला दे...
ऐसा प्रसंग कोमल जी के वश की हीं बात है..
और यही विशेषता तो कोमल जी की कहानियों को नया आयाम देती है...
 
  • Like
Reactions: Sutradhar

motaalund

Well-Known Member
9,760
22,397
173
Jo share aur company ke bare me aapne likha hai na wo sar ke uper se ja raha hai. but itna to samjh aata hai ki story ka part hai aur jaruri hai. 2nd thing, Aap badi pahunchi hui chij ho, normal writer ni ho ki tharak me likh diya. Aapko bahut chijo ke bare me bahut kuch pata hai. isliye to I am you fan. Story achchi chal rahi hai. thoda scene inki mother aur inke beech ice break ka bhi karwa do.
यही तो कोमल जी की खासियत है..
"फागुन के दिन चार" में भी शिप से संबंधित बातों के लिए गूगल सर्च किया..
तब जाके उसका मर्म समझ आया...
हाँ.. यह बात सच है कि लिखती कमाल की हैं..
 
  • Like
Reactions: Sutradhar

motaalund

Well-Known Member
9,760
22,397
173
Aapki ek story thi, barsan lagi badariya uska end aage badh sakta tha aapne adhura chhoda esa laga, 2nd solva savan me Ravindra ke bhog ka pura scene hona chahiye tha. mohe rang de me bhi aapne adhura chhoda yeh bol kar ki Banaras ka Ras 2nd part hoga but ni hua. Madam ji thoda dhyan do.
इस पर तो मेरा भी आग्रह दर्ज कर लें...
 
  • Like
Reactions: Sutradhar

motaalund

Well-Known Member
9,760
22,397
173
I have come to this story after a very long time and have completely lost track of what's going on..
However, what i can say (or comment) on your update is that..this one (& maybe most of your updates) has its ears completely on the ground..the way you relate the happenings of the story with real life situations and places (like local trains, BSE, SEBI, etc) is unique in its own way...even though your story is fictional, the way you relate to day to day incidents and places is outstanding..
Great going!! Keep it up!!

komaalrani
कहानी में शहर विशेष का वर्णन.. और क्षेत्रीय transport कहानी को वास्तविकता का पुट देते हैं...
 
  • Like
Reactions: Sutradhar

motaalund

Well-Known Member
9,760
22,397
173
Me puri kosis karti hu apne favourite writer ke har topic ko samazne ki. Aap jo apni skill me alag alag variation la rahe ho to padhne me bahot maza aa raha hai. Bas padhne ko time bahot kam mil pa raha hai.

22dc02e46a8a98132d79922a26e7954c
यही विविधता तो रोमांचक बनाती है...
 
  • Like
Reactions: Sutradhar
Top