- 633
- 1,958
- 124
Raman ke bare me Rustom ki rai aur uske behavior ko dekhte hue Rahim Khan use apne ghar me PG rakhne ke liye ready ho gaya tha. Raman dil se ab bhi ready nahi tha kyuki use Hiral ki choot marne ko mil rahi thi.
Rahim use ghar dikhane ke liye bol raha tha, par Raman ne use kal ke liye taal diya. Rahim chahta tha ke woh next tour se pahle kisi jimmedar shaqs ko ghar me laaye. Aur Raman uski nazar me fit baith raha tha. Raman aur Rahim baate karte hue car tak aa gaye jaha Shahzaad pahle se khada tha.
Are Raman ye h hamare noore jigar hamare waris. Shahzaad Khan. Aapke class me hi h yeh. Aap jaante h na inhe - Rahim Khan
Raman ne use dekha tha par jaanta nahi tha. Raman ne unse kaha accha to ye aapke bete h.
Ji haa. Inhone hi bataya aapke bare me ke aapko ghar chahiye aur mujhe yaha aana pada. - Rahim Khan
Are abbu aap bhi na kuch bhi bol rahe h. - Shahzaad
Are bata ne do. Raman me chahta hoo tum mere bete ko apni tarah banao. Tumhari tarah tameezdar, aala dimaag aur hasiyat aur haa most wanted bachelor bilkul tumhari tarah fit aur healthy.
Are aap ye kya kah rahe h. Shahzaad ko meri tatah banne ki zaroorat nahi. - Raman
Raman, me chahta hoo ke uske liye bhi wo ijjat aur tareef dusro ke mooh se nikle jo thodi der pahle tumhare liye Rustom ke mooh se nikal rahi thi. - Rahim
Arey woh ab main kya kahoo. Waise bataiye main aapki kya madad kar sakta hoo isme - Raman
Tumhe PG rakh ke maine woh kaam aasan kar diya h. Isme meri khudgarzi h. Par main chahoonga ke tum uske Aala ban jao aur use sab seekhao. Shahzaad tumhari har baat maanega aur agar usne nahi maani toh mai use apni jaaydaad se bedakhal kar doonga. - Rahim
Ye baat sunkar Shahzaad ke tote ud gaye ke ye abbu use kaha fasa rahe hain. Par woh khush tha ke use Raman Sir ke saath apne ghar me rahne ko milega. Wahi Raman apni image banaye rakhne ke liye Rahim ko na bhi nahi bol pa raha tha.
Khair Rahim ne use kal ghar aane ko kaha aur Shahzaad ko Raman ke saath hi rahne ko kaha. Aur woh gaadi me baith kar chal diye.
Shahzaad khush tha wahi Raman Shahzaad jaise langoor ko saath rakhne ke khayaal se pareshaan.
Par Raman ye nahi janta tha ke Shahzaad woh seedhi h jo use jannat ka woh maja dene wala h jo shayad use ab tak nahi mila.
Padhte rahiye...

Last edited: