• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller पागल वैज्ञानिक

Guffy

Well-Known Member
2,065
2,174
159
Ab yeh bank wala kya bolta hai dekhna hai
Yeh toh aise bol raha hai Dr jaise 10 Cr na 10 rs hona isko
bhai size bada karo update
Waiting next
 
Mayaviguru

Active Member
1,090
2,483
159
Due to finishing of lot of pending personal works..i am very tired..and hence i cant give updates today...The Monday most expectedly will present a mega update..
Hope you guys wont mind and will understand my issue.
 
Mayaviguru

Active Member
1,090
2,483
159
Megaupdate
Update no 7
Aap to jante hi hai..America ,Russia, France,Britain..inke badle hum apne desh ko hi le le to weapons ke production mai na jatne kitne millions kharch ho rahe hai....Space research mai govt na jane kitne crore kharch kar ke satellite ka production and testing karti hai to fir bio science ko hi kyu aisi facility nhi di ja rahi...dekhiye mai to bhavnao mai behkar subject se hi hat gya ,budha ho gya hu na..kher mai to aapse 10 Cr ka lone chahta hu..Rai ne sidhe point par aate hue kha..
Manager apni chair par sambhal kar baith gya...wah samajh gya tha ye uske examination ki ghadi hai....
Usne bade hi nape tule sabdo mai kha..Bilkul sahi farmaya Aapne dr Rai..hmari govt keval projects start krna janti hai..uspar kam ho rha hai ya nhi is bat ko najar andaj kar deti hai....Mujhe yad Hai jab aapka institute National Research of Bioscience Russia ki madat se bna tha to Russia ne 50Cr ki financial help ki thi aur itna hi Indian govt ne bhi kiya tha...
Rai- Ji ha Mr Shukla Lekin mai sochta hu ki is waqt pure institute mai kul 1Cr ka bhi saman nhi hai...to btaiye aapne kya decision liya
Manager-Hum loan dene ke liye ready hai...
Thank you Manager Thank you very much.. Dr ne emotional hokar kha ..
Lekin Dr Rai iske liye aapko security deposit krna hoga jo ki important hai..yha ka rule hai hum bina security ke 100Rs ka bhi loan nhi de sakte...Dr sahab aap bura mat manana kyoki hmari country mai aise logo ki koi kami nhi jo loan mai liye paiso ko lekar rafu chakkar ho jate hai...Aap khud hi sochiye aisi halat mai hum kya karenge......hum jo loan dete hai wo paisa bhi to public ka hi hota hai...Manager ne Dr ke face ko bdi hi carefully read krte hue bdi savdhani se words ka use krte hue kha
Dr ke chehre par tension ki lakire aa gyi ..wah manager ke baat mai chupe hue matlab ko samajhne ka prayas kar rha tha..par Dr to tha hi intelligent.. Usne Duniya dari dekhi thi..use Manager ki bat mai point dikha ...Manager mai kiski security laau..usne nirasha bhare shabdo mai kha
Manager-Kisi ki bhi jo 10Cr ki property rakhta ho ya fir aapne institute ki govt bhi security de sakti hai. Aap secretariat se consult kar sakte ...thank you Manager Dr ne uthte hue kha...vah janta tha ki Research Institute uski help krne se rha..aur kisi 10 Cr ki property wale ko to vah thik trah se janta bhi nhi tha.. Reason bhi tha nahi janane ka ..student life se av tak usne apne subject ko chod kisi se friendship ki ho aisa use yad nahi..aaj usko apne par gussa aa rha tha..ki kyo usne kbhi bde logo se dosti nhi ki..vicharo mai magn vah apni bike ki aur badh rha tha...

Vahi dusri traf...

Seargent- Father maine suna hai ki America mai ek bandar ka heart ek pocket maar se badal diya gya hai...aur ab bndar pocket marta hai aur wo chor zoo mai uchal kood karta hai...kyi na hum bhi Monty ka dil kisi chor se badal de..to hmare to maje ho jayenge. Hum aram se baithenge aur sala ye bandar ki aulad jasusi krega..sala aj kal bhut aish kar rha hai....
Monti ne ghur kar Sargent ko dekha aur kud kar table par baith gya ..jaise strike par ho..
Monti ki story bhi kaphi intresting hai socha tha uda du par chlo bta hi deta aj kal flashback btane ka time chl rha hai ..to ye rha hai ek ittu sa flashback
Eight years ago...
Ek chutku sa bandar na jane kha se..ghayal halat mai Colonel ke bangle mai aa gya ....waise to Colonel ke bungalow ke liye bhut hi tight security arrangements the phir bhi wah chota bandar ka baccha na jane kha se aa gya...electric fence se touch hone ke karan uski halat jyada kharab ho gyi thi..guards us bandar ke bacche ko colonel ke pass..le aaye colonel ne guards se to kuch nhi kha but us bandar ka treatment apne personal lab mai suru kar diya..colonel ko medical ka itna gyan.tha ki kbhi kbhi to aisa lagta tha mano wah ek qualified Doctor ho...waise Colonel army ki technical wing mai ek enginner tha. ...
Sargent ko bhi dair saber bander ki khabar lagni hi thi aur lag bhi gyi...treatment to bhale hi colonel ne kiya but uski care Sargent ne hi kiya ..Sargent ne hi uska nam Monty rakha. Sargent janta tha ki Colonel ne Monty ke andar colonel ne jarur kuch na kuch genetical aur hormonal changes kiye hai..kyoki monti bdi easily human language samajh leta tha...
Yeh tha flashback av aate hai wapas reality mai..
Colonel- Beta kho to tumhara dil iske dil se badal le iske liye america bhi nhi jana padega operation bhi mai hi kar dunga....
Kya Father operation aur aap
Colonel..Aur ache se suno agar forest department walo ko yadi pta chl gya ki Colonel Nagpal ke assistant ne ek bandar ko bandi bna rakha hai to tumhari kher nhi...to bete ab ache se baitho aur ab kam kro ..ye file padh lo aj subah hi Ministry se aayi hai..
Sargent- Yani ki Musibat..
Colonel- baithe baithe kav tak salary loge.....aur tumhari party kaisi rahi..Silver night club ki
Sargent-Party!!!
Colonel ..ha bhai wahi party jo tum us scientist ki assistant ke sath mna rahe the..nam kya hai uska
Sragent- Julia Father..aap ko kaise pta chla.
Colonel- aise hi socha ki mai bhi ek round maar lu
Sargent- Father aap mujhse mile kyu nhi..
Colonel- Maine socha kawab mai haddi ban ne se kya fayda hai

Halanki sargent janta tha ki colonel asli reason nhi btane wale hai...jarur club mai kuch gadbadi huyi hogi..kya gadbadi ho sakti hai uske aane tak to kuch hua nhi tha nahi newspaper mai kuch tha..ha Arina Jadson ke dance ki tarif jarur hui thi..kahi wo hi to Colonel ke aane ka reason to nhi...sayad usne socha kyoki chehra use bhi jana pehchana lga tha..
Colonel- bete kha kho gye..julia ko yad kar rhe the kya
Sargent - khi nhi father wo to bas aise hi
Colonel- dance mai to mja aaya tha na
Sargent- dance ki to bat hi mat kro kya dance tha kya ada thi kya body thi..
Colonel- bas bhi kro..chlo av kam kro mai chla laboratory mai...
 
Aaj diya hai update mast badhiya da bada wala ab yeh dr kya karta hai dekho aur sargent aur colonel ki jodi kuch jayada gehri hai dekhate hai kya hota hai aage
Waiting Next
 
Subrat 9876

New Member
77
81
33
Nice update bro.
Ab ye dance see kya lena dena hai.
Aur ye colonel kya khichidi paka raha hai.
 
Indian

Member
112
242
43
Bahut hi mast update Pandit ji
Colonel ab kya karne wala hai ,dekhne layak rahega.
Sargent ko colonel ke aane ka reason abhi pata nahi chala.
Waiting next
 
  • Like
Reactions: Mayaviguru

Mayaviguru

Active Member
1,090
2,483
159
Bahut hi mast update Pandit ji
Colonel ab kya karne wala hai ,dekhne layak rahega.
Sargent ko colonel ke aane ka reason abhi pata nahi chala.
Waiting next
Bhai sath bne rahiye aaj ek bhut hi alag twist aayega...ek naya case ya yu khu to is kahani ka asli start ...hoga ...aj....
Thanks for rebu....
 
Mayaviguru

Active Member
1,090
2,483
159
Nice update bro.
Ab ye dance see kya lena dena hai.
Aur ye colonel kya khichidi paka raha hai.
Thanks bhai...
Aj bhi ek bda update dunga...
Aj ek nya twist aayega...
Ya yu khu to aj asli khani start hogi...
Sath bne rahiye
 
Mayaviguru

Active Member
1,090
2,483
159
Agla update bhaiyo thodi hi dair mai post krta hu....apun ka ye update mega update bhi hai and mega shocking bhi...
 
Mayaviguru

Active Member
1,090
2,483
159
Bhai log rebu dene ka kasht kre
 
Top