• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance भंवर (पूर्ण)

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
Super fantastic update bhai ????
Sachhai aur andhera ki yudh ka sankhnad hochaka hai dekhte hain ki koun bhari padta hai
Mahabharat sa hi chhoda hai ... Dharm par adharm ki ladai ... Dekhiye ab kya hota hai...
 
  • Like
Reactions: Nevil singh

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
Iski maa ka bharosa .......sala ye chandrabhan to bahut bada harami tha ....aur sasura mai ye samjh raha tha ki aaj story wrap up ho jayegi abhi to ek yudh baki h .....ab dekhte h aage kya dekhne ko milta h
:D .. Control uday control ... Chandrbhan ki maa bechare apasyu ki dadi hui :D ... Yess abhi ek lambi ladai baki hain... Dekhiye ab kya hona hai
 

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
Bhai ye anupriya inki maa abhi bhi jinda hai?
To wo apne hi bachcho se dur kyo rahi?
Itani jyada kameeni hai wo aur abhi wo kaha hai aur kya kar rahi hai?
Chintu bhai kitna confuse hote ho .. aap update 136, 137 aur 138 update dobara padhiye warna aap ke sawal se main suside kar lunga aur kahani adhuri rah gayi to log aapko gali denge ...
 

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
10 update pahle lagta tha ki kahani antim padwa par hai ab lag raha hai ki kahani ab suru hua hai
Fabulous update bhai

Ji shukriya black bhai ... Mujhe b laga jis kahani ko aap logon ne itna saraha hai ... Usse aasani se kaise khatm kar dun.. to ek leg badha diya :D
 

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
Itne update ke sath aaj suraj kider se nikal gaya aakir aarav aur appasu ne apni majil ki treaf chal diye aur 2nd last siddi tak pauch gaye sab update ek se bad kar ek te fir vo fight seen ho yha sab ka aapas me hasi majak sab dhamakedar ta
Suraj paschim se nikla tha ... Aur main soya hua tha tab :D... Ji sab dhamakedar raha uske liye aap ne mujhe jo thanks kaha man hi man me .. uska welcome man hi man me
 
Top