First of all... welcome back
Unique star ji.... aapko phir se yaha dekh badi khushi huyi....
so hum aate hai sameeksha pe - -
Kabhi kabhi Kuch ek aisi anchaahi ghatanaye jindagi ghat jaati hai apno ke bich hi ki uske agle hi pal Jaise us ghatana ke chalte un apno se hi baat karne ke jhijhak si ho...
yahan Ajay aur soundarya ke bich bhi wohi anchaahi ghatanaye ghati hai... well shayad dono, khas Kar ajay apne jawani ki aag ko sambhal nahi paya... isliye apni hi didi ke sath..........
Waise gaur talab baat ye bhi hai ki soundarya bhi behak gayi thi kayi baar....
Well ab jo bhi ho.... Lekin jab soundarya ko hosh aaya ki ye sab galat hai to usne apne bhai ko rokne ki koshish ki lekin ajay to Ajay hai... Laaton ka bhoot... baaton se thodi na maan'ne wala tha.. isliye laga di thappad soundarya ne... Lekin yahan pe ek galti kar di usne... ye sab hone se pehle hi rokna chahiye tha..
Khair....... Lekin ye sab jab ho raha tha indono ke bich.... tab ek Ajay dwara ek bahot badi galti ho gayi thi.....
Shaadi biyah hai, log nachte gaate hai.. koi badi baat nahi,, lekin apni Bahan ko chhote kapdo mein nachte huye dekhne ke chakkar mein wo jo mask pehenko di apni Bahan ko.... usiki chakkar aaj ye din dekhne ko mil raha dono bhai bahan ko... warna manoj ya uske gunde kabhi pata nahi laga paate ki pinki ko bachane wale wo dono koun the.. aur aaj soundarya sahi salamat college se ghar aa jaa sakti thi....
Par is Ajay ke hawas ke chalte soundarya fansh gayi
chaahe directly ho ya indirectly,, aaj soundarya ka jo dayaniya haal hai iski wajah sirf aur sirf ajay hai
is Ajay ki to aisi ki taisi
Manoj..... ab is Kirdaar ke baare mein Kya hi likhu......
pinki ke sath jo kiya, phir ab jo soundarya sath karne wala hai, lage ki kya Sikh mili hai ishe apne ma baap se... shayad ye sab karne ke liye manoj ki maa ne hi manoj ko sikh diye ho
actually galti is Manoj ki nahi hai...
galti to iski parwarish ki hai...
agar ye Manoj aisa kamina hai to iske maa baap kaise honge
Are ye Manoj aisa hai to iska pura khanadan kaisa hoga
yaar... really aisa hawasi insaan manoj uske aise ghatiya ma baap ,uske aise kamine khandaan ko gaon mein rehne hai kyun de rahe the gaonwale.... kahi Gaon wale bhi to mile huye nahi..
.. wo kehte hai na... naam bade darshan chhote....
isse pehle in gaon walo par jo shaq hai wo yakin mein badle usse pehle gaon wale khud ko achha aur sachha dikhane ke liye agle hi update mein manoj, uske maa baap aur uske pure khandaan ko bich chaurahe pe laake manoj sahit pure khandaan ka kissa khatam kar de gaon se hi nahi balki story se hi... wo bhi hamesha hamesha ke liye
so Ajay ne padak hi liya us aadmi ko... aur wo aadmi nikla bhi Koun.... usike ghar kaam karne wala naukar ramu ...
jis ghar mein kaam mila, khana mila usi ghar ki ijjat ko kidnapping karne ke liye un darindo ka sath diya...
Ajay saari jaankari nikal le raamu se aur hope ki jald hi soundarya tak bhi pahunch jaaye..
Waise Ajay ko jo bhi karne hai jaldi karna hoga warna kahi Der na ho jaaye.
....
Btw.. shaandar update, shaandar lekhni shaandar shabdon ka chayan....... .
Kayi mamlo mein ye update ummda aur dilchasp hai.... kuch aham jaankari aur sikh bhi de gaya hai update..
Shayad mein Ajay aur manoj ke bich virant dekhne ko mile...
ek paathak ke liye sab se badi khushi ki baat yahin hoti hai ki aise update padhne ko mile ..
.. The narration and the dialogues were perfect fit for the atmosphere of the update.
let's see what happens next...
Btw brilliant update with awesome writing skills