Update #10
Scene #03
Jabbar jo puri tarah se ladkhada raha tha qki uski peet se khoon nikal raha tha.. wo es samay kisi k kheton k beeche dard se tarap raha tha
"Madarchod.. ye Maalti bhi Kundan jaisi hi hai, yakin nahi hota ek aurat.. Chiiii chullu bhar paani main dub k mar jana chahiye mujhe"
Jabbar apni jaib se daru ki ek choti si seesi nikalta hai aur use jameen pe rakh k apni kameez jo utar k ek kinare faik deta hai.. Jabbar ki nazar uski kameez pe jaati hai jo puri tarah khoon se laptap ho chuki thi
Jabbar khud ko dhikkarate hue daru ki seesi uthata hai aur use khol k apne hath se apni peeth k us jakm pe dalne lagta hai
Jabbar dard se tarap uthata hai par kiya majal ki uske munh se ek cheekh bhi nikli ho.. par uska pura chehra laal ho chuka tha
Apne jakhmon pe daru dalne k baad bachi hui daru peete hue.. Jabbar khud se kehta hai
"Aaj se 20 saal pehle usi sandook k karan maine 'Kundan' ko pehli baar dekhta tha..
Aur aaj aisa lag raha hai jaise us rand Maalti se bhi pehli baar mila hu
Yakin nahi hota wo rand mera ye haal kar sakti hai.. ek baar phir se aaj wo sandook mere hath aate aate reh gayi"
Jabbar bachi hui daru ka aakhiri ghoot gale se neeche utarte hue.. seesi ko ek taraf fek deta hai aur uper asman main chamakte hue chand ko dekhte hue maano 20 saal pehle k samay main jane lagta hai
Hum bhi Jabbar k sath sath chalte hai..
waise Maalti or Jabbar k beech kiya hua tha, ye eske baad janne ko milega
Aaj k 20 saal pehle...
Mumbai jaise bade sehar k bare main kaha jata hai ki ye Sehar kabhi sota nahi.. par andhera yaha bhi hota hai, aur jaha kala andhera ho waha gunah na ho aisa sambhav nahi ho sakta.. waise bhi ye toh Mumbai hai
Sapno aur gunah ki duniya.. Mumbai, yani tab ki Bambai
Mumbai k ek sunsaan sadak pe jaha es samay dur dur tak koi nahi tha, aise main ek 55 saal ka aadmi jiske sar se khoon ris raha tha wo paaglon ki tarah bhaaga ja raha tha.. par wo reh reh k peeche bhi dekh raha tha
Uske chehre pe nazar aata dar dekh k aisa lag raha tha maano uske peeche maut padi ho.. aur sayad aisa hi tha qki uske peeche 2 nahi apitu 4 kadmo ki aawaz bhi thi jo dhire dhire uske nazdeek aa rahi thi
"Bachao.. bachao... koi hai na..."
apni jaan aur us cheez ko jise usne apne seene se laga raha tha bachane k liye wo es umar main bhi kisi jawan ladke ki tarah puri himmat karke bhaaga raha tha
Usne seene se lagi wo cheez kisi sandook jaisi dikh rahi thi.. ek chote sandook jaisi, aur jis prakar se usne use apne seene se chipka raha tha aisa lag raha tha maano use apni jaan se jada us cheez ki parwah ho
wo aadmi bhaagte bhaagte haafne laga tha.. uski saanse ukhadne lagi thi, sayad esiliye uski raftaar kuch kam pad rahi thi.. ki tabhi
"Bhaag saale aur kaha tak bhagega.. chupchap wo sandook hume de de"
Buddha jo puri tarah thak chuka tha.. apne peeche se aayi es aawaz ki wajah se peeche dekhne pe majdur ho jata hai
Jaha use apne peeche 2 aadmi aate hue nazar aate hai, dono hi jawan par kaale bhujang naag jaise pratit ho rahe thay
Buddha peeche dekhte hue bhaagna band nahi karta.. jis karanwas uska pair ladkhada jata hai aur wo bhaagte hue gir padta hai, par sach main use es samay apni tanik bhi parwah nahi thi qki girne ki wajah se uske chehre aur hath pairon main chaut aa gayi thi uske mukh se dard ki aah bhi nikal padi thi
"aaaahahhhhh.. Maaaaa..."
Par wo apna santulan wapas bana leta hai aur turant uth khada hota hai par sayad uske ghutno main bhi chaut aayi thi qki ab usse bhaaga nahi ja raha tha, jiska pura fayda uske peeche aate aadmiyon ko mil raha tha
Uske peeche aate dono aadmiyon main se ek haste hue
"Lo Heera Bhaiya.. ab ye Buddha aur na bhaag payega marega saala aaj"
Dusra
"Sahi kaha Chote.. Saale ne bahut bhagaya hai"
ji ha ye dono aur koi nahi balki Heera Panna hai.. wahi jise Bhanu ne apne Gaon bulane ka pura intizam kar liya hai aur ye wahi hai jinhone Maalti k bade Bhai k Patni ki Chut ka chaubara bana diya tha
55 saal ka wo Buddha us Sandook ko apne seene se lagaye hue ab sadak pe bhaagte hue aisi jagah aa chuka tha jaha road kinare majdur jaise kuch log so rahe tha
Buddha unhe dekhte hi.. puri taqat laga k chillate hue kehta hai
"bachao mujhe.. bacha lo, warna ye mujhe maar denge.. bacha lo"
Buddha bhaagte hue road kinare sote un 5-6 aadmiyon ko jagana suru kar deta hai.. wo unhe jhinjhorna suru kar deta hai
"Bachao.. bachao mujhe"
jis karanvas un sabhi ki neend khul jaati hai.. unmain se ek
"are kiya hua seth ji.. kiya hua"
Buddha- (Apni saanso ko sambhalte hue) mujhe.. mujhe bacha lo un dono se
Buddha ye kehte hue apne peeche aate un dono ki taraf eshara karta hai, wo buri taraf haaf raha tha.. uska pura jism kaanp raha tha
wo sabhi aadmi jo Gaon k lag rahe thay.. wo buddha ko dekh k uth k khade ho jate hai aur unmain se ek chilla k
"Q saalon Seth ko kahe pareshan kar raha ho be ?"
Heera Panna ab tak Buddhe k pass aa chuke thay aur wo dono apne samne Gaon k 5-6 aadmiyon ko dekh k tanik bhi nahi darte bus dono bhai apne paint main peeche chupaye hue dhaar daar chaku nikal lete hai jo kuch jada hi bade hai
Panna- (Chaku ki dhaar pe ungli firate hue) kise banna hai hero.. hmm.. batao.. batao ?
Heera bhi apne chaku ko apne jeebh pe firate hue has padta hai
Gaon k wo sabhi seedhe sadhe majdur jaise log dono bhaiyon ko dekh k samajh jate hai ki wo koi bhale log nahi hai.. esliye unmain se jiski umar sabse jada thi
"Kuc.. kuch nahi bhaiya.. wo..wo toh hum yaha se kahi aur ja rahe hai.. yaha neend nahi aa rahi na.. chal.. chall Jabbar edhar se.. jaldi chal"
Jabbar naam ab naya toh hai nahi hum sabhi k liye.. Heera Panna ki tarah hi Jabbar bhi apni jawani k dino main tha
Jabbar- (Apne Gaon k sayane ki taraf dekhte hue) Par Dada wo.. hum Seth ji ko aise..
Gaon ki us tukdi main sabse badi umar ka wo aadmi
"Munh band kar apna.. ye bambi hai apna Gaon nahi, yaha humne jada bola toh maar k kisi naale main fek diye jayenge aur kisi ko pata tak nahi chalega"
Jabbar sayad waha rukna cha raha tha par jab dekhta hai uski tholi ka ek bhi aadmi waha us Seth ki madad karne ko tayyar nahi toh wo bhi samajh jata hai ki use bhi apni jaan bachani chahiye.. waise itne samay main uski nazar kai baar us Buddhe Seth k seene se lage us sandook pe jarur gayi thi
Seth- ye.. ye kiya keh rahe ho.. are wo sirf 2 hi log hai aur tum sab itne.. mujhe bacha lo aisa na karo.. bacha lo mujhe
Seth un sabhi gaon waalon k aage bheekh si maagne lagta hai par es samay unhe sirf apni jaan ki parwah thi.. esliye koi bhi waha rukta nahi hai
Heera- (Saitan ki tarah jor jor se haste hue) aaj teri koi madad nahi karega.. jaise tere bete aur bahu ko maara hai waise hi ab teri baari hai, sirf es ek sandook k liye apne pure pariwar ko marwa diya.. kaise inshan hai re tu.. kitna lalchi hai
Buddha Seth- Mujhe pata hai tumhe kisne bheja hai.. par jab tak main zinda hu es amanat ko kabhi bhi kisi galat main hath nahi lagne dunga
Panna- (Pehle us Sandook aur phir apne bade Bhai ki taraf dekhte hue) Bhaiya.. waise es choti si sandook main hai kiya ?
Heera- pata nahi.. par jise ye chaiye wo hume itne paise de raha hai ki hum puri zindagi milkar bhi wo paise khatam nahi kar payenge, esliye hamara kaam sirf ek sandook ko us aadmi tak pahuchana hai
Buddha- (Dhire dhire peeche khisakte hue) Main janta hu ye kise chahiye.. par mere rehte ye kabhi bhi uske hath nahi lagega qki agar ye uske hath lag gaya toh wo aisi taqat pe kabu pa lega jiske bare main tum dono ko andaja bhi nahi
Panna- bak bak bak.. band kar apna munh aur chup chap wo sandook hume de q budhape main marna chahta hai
Buddha jo dhire dhire peeche hat raha tha wo phir se bhaagna suru kar deta hai par es baar use kuch samajh nahi aa raha tha esliye wo wahi pass main ek purani building jo abhi abhi banni hi suru hui thi uski taraf bhaag pada tha
Heera Panna dono bhi ek sath haste hue
"Ab toh ye khud hi fas gaya.. koi nahi, jaise eska beta aur bahu mare hai waise hi ye saala bhi marega"
Panna- waise eska pota bach gaya..
Heera- (Haste hue) wo doodh Peeta bacha hamara kiya bigad lega?
wo Buddha seth jisne sayad aaj hi apne Bete bahu ko khoya hai wo us builing k uper chadne lagta hai jo ek k baad ek floor pe chadta chala hata hai
Aur jaldi hi wo sidiyon se uper chatt pe aa chuka tha aur ab uske pass jane k liye koi jagah nahi thi
Buddha uper asman ki taraf dekhte hue
"Ye tera kaisa nyay hai.. es sandook aur eske andar k us khanjar ko bachane k liye aaj mera pura pariwar khatam ho gaya, par tune kuch nahi kiya
Teri es duniya main Paap ko badne se bachane k liye aaj mere pure pariwar ne apni jaan de di.. par itna sab hone k baad bhi sayad aaj main es khanjar ki raksha nahi kar paunga"
"Pagal ho gaya hai kiya re buddhe"
ye baat Panna ne kahi thi.. Heera panna bhi haste hue uper aa chuke tha aur buddhe ko asman ki taraf chillate hue dekh k has rahe thay
Heera- Agar hamare kehne pe tune wo sandook pehle hi hume de di hoti toh aaj tera pariwar marta nahi
Buddha- (Maano ro sa pada tha.. par pura dum laga k chillate hue) pata bhi hai es sandook k andar jo khanjar hai wo aise yakshon ko kabu kar sakta hai jo paap aur sarvanash la sakte hai
Heera aur Panna joro se has padte hai aur Heera apne daat pesste hue kehta hai
"Ye Buddha sathiya gaya hai.. aaj k samay main ye sab bakwas karke hume chutiya banana chahata hai
Panna khatam kar saale ko bahut time khoti kar diya buddhe ne.. ye sandook us aadmi ko aaj subha ki pehli kiran nikalne k pehle chahiye"
Buddha- ha qki 20-25 varso main sirf ek baar aisa yog banta hai jab es khanjar se un saitani yakshon ko kabu kiya ja sakta hai.. main hath jodta hai aisa paap na karo
Panna- (Aage badte hue apne chaku ko buddhe ki taraf kar deta hai) Bahut hui teri bakwas.. aaaaahhhhhhhhhh..... Behenchod... Maarrrrr gaya reeeee........
Panna jaise hi apna chaku us Buddhe seth k pait main ghusane hi wala tha ki tabhi kahi se ek lohe ki sariya hawa main rehrati hui aayi aur Panna k hath main ghusti chali gayi.. jisse uske hath main thama chaku chhut gaya
Heera Panna k sath sath wo buddha bhi usi taraf dekhta hai jaha usi chatt pe ek taraf se ek jawan aadmi jisne es samay sirf ek dhoti pehen rakhi thi aur uper se pura nivastr tha unki taraf chala aa raha tha
uske chehre pe ghussa tha aur aankhein puri laal.. uska ghussa dekh k ek pal k liye toh Heera bhi kaanp utha tha par wo apne aap ko turant sambhal leta hai
"Saale marna hai kiya.. mere Bhai ko chot pahucha k tune apni maut pakki kar li hai"
Wo jawan mard Heera Panna aur us buddhe k beech aake khada ho jata hai aur apni muncho pe taav dete hue muskura padta hai.. aisa lag raha tha maano dar kiya hota hai eski paribhasha use pata hi na ho
Ek lambi si angdai lete hue wo has padta hai aur kehta hai
"Mar gaye Kundan ko marne waale"
Continue...
Haaaay daaaaya......
Aa to pura 80s or 90s ki Kadar Khan or Amit ji ki film jasi ha......
Haaaay....
Mast Lauda bala Kundan...
Ab todaga dono Bhai ki Gand....
Jitna ha uska Lund bada...
Koi na ho saka uska aga khada....
Bara aaya aa dono Bahen ka Lauda....
Monu ka Baap ha tagra Ghoda...
Aab pela ga Panna ko...
Pakad ka apna Lauda....
Heera ka hoga jabbar sutai...
Bhaga ga dono Bhai....
Chilla ka bolaga, Monu ki Baap ha Kasai....
Apni Apni Gand Bachow...
Aaya Kundan Bhai.....
Aab samaj aa raha ha Sanduk ka kissa...
Kasa paucha oh Kundan ka Ghar, or kuw oh Bhadba Jabbar uska picha para ha, oh vi sayad us Sanduk ki kimat jan gaya tha, or Chori ki irada sa Naukar ban gaya Kundan ka....
Seth ji jarur oh sanduk Kundan ko diya hoga, film Movie ma jasa hota ha....
Par aa Jadu tona bala sanduk Kisaya cahiya....
Kahi oh Tyagi to nhi...
Chalo jo vi ho...
Jasa Pati ,wasa Patni....
Dil khus kar diya, Us Namakharam Jabbar ko sabak sikha ka......
Sala ka to Gala hi katna cahiya tha Maalti Mummy ko, sala na Monu ko Coma pauchaya or meri piyari Anokhi Bhabhi ko Mara......
Sala Harami Jabbar ki Gand ma Bamboo dal ka Keth ma Putla bana dena cahiya....
Pakshi bhagana ka liya.....
Bahut hi shandar Update......
Lag raha tha Action Movie chal raha ha, Bollywood ki.....
Updated ka intajar rahaga.....
❤❤❤❤❤❤