• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance मोक्ष : तृष्णा से तुष्टि तक .......

रागिनी की कहानी के बाद आप इनमें से कौन सा फ़्लैशबैक पहले पढ़ना चाहते हैं

  • Total voters
    42

Dear Neelam

Tumhare Liye..
661
1,752
123
ragini didi to apne nati-pote khila rahi hain.........
aur mein......... mein biwi bachchon mein hi fansa hoon

likhta hoon update 😫
kam dhandhe ke plan mein fansa hua tha.............
isliye kuchh mood nahin ban raha tha

aur ek baat......................
kej***wal ki delhi mein to mein gaya tha
lekin dharne ka virus ap logon ko kaise lag gaya :confused:
Dharne wala virus aapki hi vajah se lag gaya hai kamdev ji :hehe:
 
Dear Neelam

Tumhare Liye..
661
1,752
123
aap serious kyon ho rahe hain.............. mein to majaak kar raha tha............

mujhe aap sabki baat bahut achchhe se aur gahrai se samajh aati hai
aur apni galtiyan bhi...........
mein bhi other writers ko pressurise karta hoon next update ke liye........... lekin apni hi kahani ka update nahin de pa raha
wajah bijli, time ya other kisi bhi tarah ki nahi........... lekin pichhle kuchh dinon se pariwarik mahaul aisa ho gaya hai ki
pahle to mood hi nahin banta kuchh likhne ka........ aur jab likhne baithta hoon to khud hi satisfy nahin ho pata........ writer's block ise hi kahte hain shayad
dusre........ pichhle dedh saal se gaon me hi pada hoon..... bahut raees baap ka beta tha ..... lekin bahut sangharsh se jivan jiya bachpan se aur bas kisi tarah pariwar paal raha hoon............. naa kheti, na business aur naukri kabhi ki nahin........... jamin jaydad bhi pitaji apne sath le gaye...... sirf ek akl hai apne pas.......aur jimmedariyan
to .......... bahut kuch sochkar dobara sangharsh karna shuru kiya hai............ usi mein dimaag busy rahta hai..... kya, kaise, kab aur kahan karoon
mata-pita, bhai-bahan, chacha-bua sabke liye karta raha ........... lekin aaj jab mere bachchon ka samay aya hai to akela hi khada hoon....khaali haath

ajkal man ashant hai......... dil ki baat kisi se kahne ka man kiya........ ghar mein to kisse kahun..... ap sab se hi kah diya
ise seriously .......dil par mat lena....... kyonki mein hi kabhi kuchh dil mein nahin rakhta........... dimag mein rakhta hoon....
............... vaise ye sab apko padhne ko milega.......... isi atmkatha mein

mein jindgi ka sath nibhata chala gaya,
har fikr ko dhuyein mein udata chala gaya,

jo mil gaya usi ko mukaddar samajh liya,
jo kho gaya mein usko bhulata chala gaya

barbadion ko shok manana fijool tha,
mein barbadiyon ka jashn manata chala gaya

yahi hai .........मोक्ष : सारी तृष्णाओं को तुष्टि तक ले जाने वाला मार्ग

जल्द ही मिलते हैं......................एक बार फिर
Last me jo song likha aapne wo pasand aaya aur jo upar likha aapne uske bar me itna hi kahugi ki itna sa update hi de dete aap to shayad ragini didi vida ho kar apne sasural chali jati. Ham sabki tarah unhe bhi baitha rakha hai aapne. Ye achi baat nahi hai kamdev ji. :hehe:
 
kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
8,656
35,060
219

raginii didi ki vidayi se hi to wo mahaul bana hai jo ye kahani likhne ka man hua mera........... bahut kuchh badal gaya..........
bas usi ko likhne ke liye man bana raha hoon................. ki kaise likhoon................
update thoda bada rahega....... ho sakta hai kai bhag mein ho.................... kyonki uske baad mein apni jindgi ka safarnama ...... apna flashback likhunga.........
abhi bhi delhi se wapas ana pada kyonki me apne gaon ke Govt. School ki magaging committee ka adhyaksh chuna gaya hu 8vi baar....
ab kal desh bhar mein 25000 points par kisan meeting organise ki gai hain ........me apne gaon me agriculture deptt. ki or se kisan sahayak
ki jimmedari dekh raha hoon............mujhe apni gram panchayat ke 5 gaon ke kisano ko lekar wahan shamil hona hai........
to usmein shamil hokar 26 ko delhi pahunchoonga......... tab shuru karta hoon........daily updates

bear with me ......... a little bit ....more
 
Dark Soul

Member
214
925
93

अध्यक्ष जी को हार्दिक बधाईयाँ.. :applause: :applause: :applause: :applause:
 
kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
8,656
35,060
219
अध्यक्ष जी को हार्दिक बधाईयाँ.. :applause: :applause: :applause: :applause:
bhai badhai ke liye nahi prerna ke liye diya hai meine............ 20 saal purana sarkari school jo band pada rahta tha, 10 saal pahle gaon mein akar meine khud free me padhakar chalu karwaya....fir deptt. se teachers mangwaye....... aur ab tak use ek public school ki tarah proper way me chalwa raha hoon....... isliye mein har bar uska adhyaksh chuna jata hoon...... wahan parents-teachers sabko mera support chahiye
varna to log sarkari school, sarkari hospital ko bekaar batakar..........sarkar aur sarkari karmchariyon ko dosh dekar ......palla jhaad lete hain
khud aage badhkar....... apna tan, man ya dhan dekar vyavastha ko sudharne ke liye kuchh nahin karte

apne gaon mein har sarkari vibhag ko mein represent karta hu....... education, horticulture, agriculture, panchayatraj, BLO, lekhpal, MNREGA ...... kyonki jo kuchh karne ki yogyata rakhte hain wo gaon chhodkar town, city mein bas gaye...... jo yahan hain...... wo naa to kuchh jante hain aur na kuchh karte hain......siway apni pareshani ke liye dusron ko dosh dene ke
 
वाह .. बहुत बढ़िया... ऐसे ही परोपकार करते रहें. परिवार व समाज को दिशा देते रहिए.

ऐसे काम हर किसी के बस की बात नहीं होती है. मन में हौसला और विश्वास बनाए रखें. ईश्वर आपका भला करे.

(और तनिक हमारे ओर भी ध्यान दें... अपडेट दे कर कृतार्थ करें. :)
 
  • Love
Reactions: kamdev99008

VIKRANT

Active Member
1,486
3,377
159
bhai badhai ke liye nahi prerna ke liye diya hai meine............ 20 saal purana sarkari school jo band pada rahta tha, 10 saal pahle gaon mein akar meine khud free me padhakar chalu karwaya....fir deptt. se teachers mangwaye....... aur ab tak use ek public school ki tarah proper way me chalwa raha hoon....... isliye mein har bar uska adhyaksh chuna jata hoon...... wahan parents-teachers sabko mera support chahiye
varna to log sarkari school, sarkari hospital ko bekaar batakar..........sarkar aur sarkari karmchariyon ko dosh dekar ......palla jhaad lete hain
khud aage badhkar....... apna tan, man ya dhan dekar vyavastha ko sudharne ke liye kuchh nahin karte

apne gaon mein har sarkari vibhag ko mein represent karta hu....... education, horticulture, agriculture, panchayatraj, BLO, lekhpal, MNREGA ...... kyonki jo kuchh karne ki yogyata rakhte hain wo gaon chhodkar town, city mein bas gaye...... jo yahan hain...... wo naa to kuchh jante hain aur na kuchh karte hain......siway apni pareshani ke liye dusron ko dosh dene ke
अध्यक्ष जी :congrats:
Aap jaise insan har village me hona chahiye jisse village and village walo ko moksh milta rahe. Ye baat main majak me nahi kah raha hu balki dil se kah raha hu. Hindustan ne bhale hi itni tarakki kar li ho but abhi bhi bahut kuch karna and sochna baki hai. Anyways let's see kya hota hai aane wale time me. :coffee1:

And update ka intjaar hai. Mujhe is baat ki bahut khushi hai ki ragini didi ki life me achhe din aa gaye. Is story me sabse jyada mujhe ragini didi se hi sahanubhuti thi but aapne unko mandap par baitha kar latka rakha hai is baat se mujhe aap par gussa bhi hai. Pls don't mind. :coffee1:
 
Top