AMULYA TOHFA BY MILAN 2010
sbse phle story ke tiltle ki baat karu amulya ki jiska koi mol nhi hota or keemat nhi hota.dusri story ka plot bilkul different or alag hat ke hai lekin ye hamari zindagi ki vastavikta ko darshati hai. jal hi jeevan hai iske bina hm apni zindagi ki kalpana bhi nhi kr skte jis tarah se insaan apne faiyde ke liye paid paudhe ko nasth kiye ja rha hai uski puri sambhavna h ki aane wle generation ko ye problem face krni apd skti hai.paani ke roop mein agar tablet leni padi ye soch ke hi ajeeb lgta hai.paani or paid paudhe ki mahatwata ke bare mein or iske na hone se havishya mein jeevan kis tarah hoga jo varnan aap ne kiya hai ye aap kilekhni ka kamal hai or is tarah ke topic ko bahtar se deeply describe krna ye har kisi ke bas ki baat nhi ant mein bs itna kahna chahungi itni achi topic wli story contest mein share krne ke liye dhanyavad