Riky007
उड़ते पंछी का ठिकाना, मेरा न कोई जहां...
- 20,571
- 41,295
- 259
Story: Kissa e Mohabbat
Writer: zamam
Story Line: ek romantic kahani, jo ek unkahe pyar ki dastan hai, aur ek nahi balki kai aisi prem kahaniya mil jayengi.
Treatment: writer ne bahut hi sade hue alfazon me ye kahani likhi hai jo padhne walon ko baandh kar rakhti hai. Kahani sadharan si hai.
Positive points: kahani sadharan si hi hai, par lekhak/lekhika ne bahut hi khoobsurati se alfajon ko bandha hai jisse kahani poori flow me chalti hai, aur ant tak log ise padhne par majboor ho jaate hain, jisse lekhak ki gahraiyon ka pata chalta hai.
Negative Points: jaisa pahle se kahta aa raha hoon, sadharan kahani hai, aur saath saath predictable bhi. Aur saath me main ye bhi kahunga ki hero ko jara bewakoof dikhaya hai aapne. Aiman ne ishara kiya par wo samjha nahi.
Suggestion: topic aur achha chuniye, kahani me thode twists lane ki koshish kariye, tabhi iss contest ke level ki kahani aa payegi. Aapme kabiliyat hai.
Rating: 6/10