• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

★☆★ Xforum | Ultimate Story Contest 2025 ~ Reviews Thread ★☆★

vakharia

Supreme
5,590
15,733
174
Positives: Sambhog katha ko pavitrata ke sath dikhane me ye kahani safal rahi, jo baat itni sadharan nahi hai. Iska shrey lekhak ki bhasha shaili par jaata hai. Is kahani me prachinta aur bhavyata hai jo ki iske liye phir se Sankrit ke shabdo ka satik upyog ke vajah se milta hai. Aakhir me ye ek erotic story hone ke nate iska mahatvpurn bhaag jo ki sex, jiska kahani me maine aaj tak itne achhe se upyog nahi dikha.

Negatives: Kahani Rahasya sthapit karne me thodi pichhe rah gayi.

Suggestion: yah mujhe lagta hai ki Vakya ki rachna kahi jagah chhoti ho sakti thi jisase kahani me ek lay aata.

Aur ye kahani winner hona vishay ko dekhke kathin hai. kyuki mujhe pasand aayi, Jis tarah se naya prayog is kahani ne erotica hokar bhi kiya hai us hisab se. Creativity lagti hai aisi kahani me.
प्रिय Anatole जी,

कहानी की इतनी बारीकी से समीक्षा करने के लिए बहोत बहोत शुक्रिया। आपका विवेचन और प्रतिक्रिया, लेखन को सुधारने में काफी मदद करेगी।

सादर

वखारिया
 
  • Like
  • Love
Reactions: Shetan and Anatole

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
41,060
58,251
304
Futuristic thriller, Memory, entertainment,etc.

Positives: har baar ki tarah ye kahani ka lekhan bhi ati uttam hai, angreji hokar bhi saralta aur pacing najar aati hai. Ham har ek line me vo tension feel kar sakte hai. Phir se great world building. Adirshi bhai ne bahut kamal ka likha.

Negatives : is tarah ki kahani me emotional payoff thoda important mahsus hota hai. Jo ki is yaha pe nahi tha yaa phir itna achhe se mahsoos nahi hua. Kyuki Meera ke liye ye thoda personal victory jaisa hona chaiye tha, jo writer is baar miss kar gaye.

Overall, kuch khamiyo ke baad bhi kahani achhi hai. Aap ise shuru karne par chodonge nahi.
galti hogi mujhe pata tha as english me kabhi story likh ke dala nahi hu maine iske pehle, USC apne liye experiment ka platform hai, agli baar jo jo miss hua theek kar lenge :D
Thank you for this superb review bhai :dost: :thanks:
 
  • Like
  • Love
Reactions: Shetan and Anatole

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
41,060
58,251
304
बंदिश
writer
: Adirshi

Kahani me ek aur jaha amit aur varsha ek doosre se pyar karte hain, wahi doosri aur varsha ki shadi vivek namak aadmi se ho jaati hai, jo ki varsha ko bohot chahta hai, aur varsha bhi apne patni dharm ka palan karte hue, uska sath nibhaane ka poore tan mann se koshis karti hai, ab jab 2-3 saal nikal jaate hain, aur kuch na banta dekh amit dhokhe se varsha ko paane ke liye Vivek ka khoon kar deta hai, aur lash ko apne hi garden me chupa deta hai:verysad: Udar varsha in sabse anjaan thi, bwchaari 5 year tak intzaar karti rahi,
Well story ki theme, uska plot aur writing ✍️ teeno hi kaafi achi hain
Awesome 👌🏻 Adirshi bhai :applause::applause::applause:
Thank you for the awesome review bhai :dost: :thanks:
 

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
41,060
58,251
304
Story: A glitch in Memory
Writer: Adirshi

Story Line: a science fiction based on too much interference of tech in human life, to make it simpler or ruined.

Treatment: Nice descriptive writing, writes whole story in a flow, though with some hickups here and there, but ignorable. Idea is so impressive that Many times feels like we are going to witness something like matrix or 1984.

Positive points: very professional approch, nice descriptive writing and well connect with readers.

Negative Points: there are some hickups, but very few.

Sugesstion: again what can I suggest to a legend :bow:

And again to see an highly promising story to be non competitive.
Thank you for such good review bhai :dost:
baki rahe hickups to wo next time sudhar lenge, ye to english ki pehli story hai apni :D
:thanks:
 
  • Like
  • Love
Reactions: Shetan and Riky007

Anatole

⏳CLOCKWORK HEART
Prime
207
914
94
Thank you so so much for the review bhai :dost:
aapko kahani badhiya lagi jaan ke accha laga, I'll take this review as appreciation post :D baki varsha ke dil me amit ke liye kya tha ye to main pehle hi bol diya tha, dono purane premi the, bhale varsha vivek ke rang me rang gayi thi lekin amit ko puri tarah nahi bhuli thi.. :D
Thank you again for the review bhai :thanks:
Appreciation post hi tha.:applause:
Baaki varsha vaala negative point nahi kah sakte bas meri personal complain samajh lo ki main aur janana chahta tha ki Varsha Amit ke baare me aur kya sochti hai.
 
  • Like
Reactions: Shetan and Adirshi

THE ACRONYM

MENS ARE BRAVE
Supreme
210
2,979
124
Adirshi story– बंदिश

कहानी शुरुआत में रोमांस genre की प्रतीत होती है पर समापन के समय एक अलग ही मोड़ पकड़ लेती है ।

वर्षा और अमित बचपन के दोस्त और प्रेमी होते है पर वर्षा की शादी विवेक से तय कर दी जाती हैं , और दोनों ही शादी हो जाती है और अमित जो कि वर्षा से इश्क करता था उसने विवेक को मार दिया। वर्षा भी विवेक से शादी करके खुश थी ।

आखिर मैं जब अमित की सच्चाई पता चली कि “ये तोह विलेन”है|
पर वर्षा को पांच साल सहना पड़ा।


कहानी में कविता अच्छी लिखी है।
कहानी के शब्दो का जो संगम बैठाया वह मन को आनंदित करता।
शब्दो में बोल और जो आस का वातावरण को describe किया है वह कहानी को एकदम ध्यान से पढ़ने पर केंद्रित करता है।



Its a awesome story
Adirshi romance genre ke king ho lagta hai contest ki second story ke बावजूद (bawjud) bohat badhiya likha hai
 
  • Love
  • Like
Reactions: Shetan and Adirshi

vakharia

Supreme
5,590
15,733
174
Adbhut kahani hai jisme pisachni ka kirdar kahani ko atyant rochak bna rha hai.Ma aur putr ka sambhog pisachni ke lavade mein kuch bhi anuchit nhi lag raha.A new plot with very nicely written sex between Shakini & Raja kaamshashtar.
The best story
Marks 10 out of 10
Thanks a lot Raji bhabhi, for taking the time to review the story ♥️
 
  • Like
Reactions: Shetan

THE ACRONYM

MENS ARE BRAVE
Supreme
210
2,979
124
Thank you so much for this superb review THE ACRONYM bhai this review means a lot :dost:
baki rahi winning contender ki baat to being a staff member I am not contesting this contest to main pehle hi race se baahar hu isiliye meri sabhi stories non contesting hai :D
baki I sports jeetne ke baad ab best reader ki race me aapko dekh badhiya laga bhai :hug: but khal reader nahi banna story bhi padhni hai aapki contest me :D
thank you again :thanks:
Sabhi ki story padh kar ek idea create kar raha hu phir likhu ga kese, wording ho kaisa describtion ho, narration ka flow kaisa rakhu ek contest ke hisab se
Contest mein staff winner kyo nahi judges toh shayad Koi aur hota hai
Aur staff bhi agar winner ho toh competition aur acha hoga
 
  • Like
Reactions: Shetan

zamam

Member
109
74
43
Negatives: is kahani me kuch sangharsh hona chahiye tha. Kahani ka jo mudda hai usme vajan najar aata. Udaharan ke taur par jab use Hania ki shadi ke bare me pata chala to saadne easily is baat ko maan liya, jis vajah se vo khat ka mahatva kam ho gaya. Yaato us khat me Hania ki baaju achhe se likhi honi chaiye thi.
Kahani ka mudda he ye tha ke dono taraf se kisi ne koshish he nahi ki aur andar he andar dusre ke kuch krne ka intezar karte rahe ab agar kuch dikhata to kahani uske mudde se hat jani thi aur main khush hu kisi ne to meri kahani parhi wrna mjhe to lg raha tha ke koi parhne he nahi wala
 
  • Like
Reactions: Shetan

Anatole

⏳CLOCKWORK HEART
Prime
207
914
94
Kahani ka mudda he ye tha ke dono taraf se kisi ne koshish he nahi ki aur andar he andar dusre ke kuch krne ka intezar karte rahe ab agar kuch dikhata to kahani uske mudde se hat jani thi aur main khush hu kisi ne to meri kahani parhi wrna mjhe to lg raha tha ke koi parhne he nahi wala
Achha, ye msg achha tha. Par shayad aapne Hania ki baju aur achhe se dikhayi hoti vo kis paristhiti me thi/hai to uska impact hota.
Jaane do vaise Story aapki padhenge uski chinta mat karo, hai padhne vaale bahut, jo har ek kahani padhte hai contest ki.
 
  • Like
Reactions: Shetan
Top