isliye kehte hai.. waqt ek jaisa nahi hota... kabhi khushiya hi khushiya, dosti, apno ka pyar, paise sauharat, ijjat aapki jholi mein aa gire toh kabhi dukh, dard, gam, vishvasghat...
Par inse na dar kar ya na haar maanke samashyao se samna kar, inse jujhke aage badhe apni manjil ki aurr.... aur akhir mein joh aapko fal milta hai anmol hota hai...
Khair..... yeh ho kya raha hai
maana ki harsh dhokhebaz, dagabaaz, kutta, kamina, bhagoda, kayar hai par iski saza menka ko kyun?
aur menka.... aur jaa ishq ladane aade gere nathu khere se... us badjaat ke mohabbat mein gir aaj yeh gat bana li hai khud ki ....
are bhool jao ushe aur aage badho jindagi mein...
aur kabhi samne woh kamina aaye toh eent se eent baja dena uski...
aur yeh menka ke gharwale even uski maa aur woh nakul... Kam se kam inlogo se yeh ummid na thi... khaskar nakul se..
in sab ki bhi aisi ki taisi
Yeh sab ush hawas ki pujaran, tharki, kamini, dhokhebaz, dagabaaz Prachi ki wajah se ho raha... Jarur ushi ne kuch kiya hoga... meri maane toh menka pehle ushe hi sabak sikhaye... aisi saza de ushe ki saat puste yaad rakhe
us tharki Prachi ki toh aisi ki taisi
saara mood kharab kar diya is tharki Prachi ne...
Khair let's see what happens next
Menka ko us library wale uncle ki baatein maan ke khud apni raah tay kar leni chahiye....
Brilliant update with awesome writing skill