Ass_hish
Elite
- 4,209
- 3,599
- 158
Main to apne dosto ke sath gaya tha bhangarh wo bhi raat ne puri raat ruke the kuch na Hua na kuch sunai diyaApun bhi ruka tha waha ek baar 7.30 ko hi baga diya apun ko![]()
Main to apne dosto ke sath gaya tha bhangarh wo bhi raat ne puri raat ruke the kuch na Hua na kuch sunai diyaApun bhi ruka tha waha ek baar 7.30 ko hi baga diya apun ko![]()
Apun kiya hai exam ke time bahut baarBloody mary try kiye ho kya kabhi![]()

Na ye nahi kiya kabhiwo bc video mein batate aisa hoga waisa hoga kuch naa hota hai.....
ju ne astral physics wala try kiya hai kabhi...
uske liye yognindra karna hota pahle
bhootMain to apne dosto ke sath gaya tha bhangarh wo bhi raat ne puri raat ruke the kuch na Hua na kuch sunai diya

apan kar raha tha ek baar....thoda sa laga ki ho raha hai...phir apan so gaya tha....utha to raat ho rahi thi....Na ye nahi kiya kabhi

Waha koi bhut nahi hai bas negative energy jyada hai waha kyuki kile me suraj ki roshni na pahuchne se andhera rehta hai din me bhi isiliye man ghabrata hai waha par apne ko jake try karna hai ek baarMain to apne dosto ke sath gaya tha bhangarh wo bhi raat ne puri raat ruke the kuch na Hua na kuch sunai diya
Mere gaon me kissa hai ek bole raat ko 12-1 ke baad gaon me aane walo ko ek fakir baba ka bhut dikhta hai safed wala aur main BC aksar 12 baje aata tha meko aaj tak na dikhaapan kar raha tha ek baar....thoda sa laga ki ho raha hai...phir apan so gaya tha....utha to raat ho rahi thi....![]()

Mumbai highcourt jane ka kabhiWaha koi bhut nahi hai bas negative energy jyada hai waha kyuki kile me suraj ki roshni na pahuchne se andhera rehta hai din me bhi isiliye man ghabrata hai waha par apne ko jake try karna hai ek baar