Shahrukh
Well-Known Member
- 5,213
- 14,403
- 188
Awesome update bhai keep posting
Superb updateUPDATE 33
Agle din jab AK darbar hall me baitha keshav kaka aur karan ke sath rojmara ke kaamo pe najar rakh raha tha tabhi us ilaake ke DM ke aane ki suchna aayi to usne unhe apne office room me bula liya.
DM – good morning sir, kaise hain aap.
AK – fine, aap kaise hain. Aaj yahan ka rasta kaise bhool gayi.
DM – ji mai bhi theek hu. Darasal aaj mai aapko invite karne aaya hu.
AK – invite kis liye.
DM – sir xxxx city (distt headquarter) me govt ka ek bahut bada project start hone ja raha hai. Hum chahte hain ki iska innaugration aapke shubh hatho se ho.
AK – mai kaun sa koi neta ya mantri hu jo ye innaugration wagerah me bula rahe ho.
DM – sir please mana mat kijiye.
AK – ok , agar aapki yahi marji hai to mujhe koi etraaj nahi. Kab hai innaugration.
DM – sir 4 din baad Monday ko, theek hai sir ab ijajat dijiye hum aapka intjaar karenge,
DM vida leke chala jata hai.
Tabhi bheema andar aata hai.
Bheema – maalik aapse milne bade malik thakur bhairav singh ji aaye hain. (ak ke papa ke chacha ji)
AK – le aao unhe.
AK thakur bhairav singh ya thakur adhiraj singh ko jyada bhaav nahi deta tha kyoki unke man ka gaddi hathiyane ka lalach wo pehle hi bhanp chukka tha. AK ke rukhe vyavhar ke karan wo log bhi kam hi aate they.
Unke aane par unka yathochit abhivadan karne ke baad AK unhe apne paas bithata hai aur fir poochta hai.
AK – kya baat aap logo ne aaj bahut din baad darshan diye.
Jahan thakur adhiraj ne muh bna ke koi jawab nahi diya wahi thakur bhairav singh ek nakli muskan ke sath bole.
Bhairav – are beta bas kisi kaam se bahar gaye hue they. Jaise hi samay mila milne chale aaye. Par bahar rehkar bhi teri saari khabar rakhta tha. bahut achha laga ye dekhkar ki tumne arjun bête ke kaan aur naam ko nayi bulandiyo tak pahuchaya hai.
AK – achha kiya aapne jo milne aaye. Mai vaise bhi aapse kuch jaruri baate karna chahta tha.
Bhairav – bolo beta.
AK – aisa hai ke ilaake ke kuch kisano ki shikayat hai ki adhiraj uncle ne karja den eke naam par kore kagaj par angootha lagwa kar unki kuch jamine hadap li.
Adhiraj (bhadak kar) – kis haramjade ki maut aayi hai jo hamare khilaaf bolne ki himmat rakhta hai.
AK – UNCLE… is darbar me sabko bolne ka barabar haq hai aur is gaddi ke saamne sab barabar hain. Mere purkho ne is ilaake me aaj tak sabko nyay diya hai aur ye aage bhi kayam rahega, bhale hi fir doshi mere khandaan se hi kyo na ho. Isliye meri salah hai ki in mamlo ko tareeke se nipta lo agar ab mere aage koi fariyaad aayi to mujhe sakht action lena padega.
Adhiraj – kismat se ye gaddi kya mil gayi tu mujhe dhamki dega. Mai tujhe….
Adhiraj ke ye tevar dekh ke bheema aage badhne laga to AK ne ishare se rok diya, Tabhi beech me hi thakur bhairav ne baat samhal li aur bole, are beta adhiraj kyo bekar ki behas kar rahe ho. Ye koi itna bada masla nahi hai, chinta mat karo AK mai khud ye sab dekh loonga.
Adhiraj gusse se daant pista hua hall se bahar nikal kar apni gaadi me jaake baith gaya. AK ne use andekha kar diya. Kuch idhar udhar ki aur baate karne ke baad thakur bhairav singh bhi wahan se nikal gaye.
Keshav kaka ne AK se kahan, maalik kya aapko lagta hai ye log aapki baat manege. Inhone to kabhi aapke pita thakur arjun singh ji ki bhi baat par kaan nahi dhara.
AK – kaka wo rishte me mere bade hain, mai sidha unpar apna hukm nahi thop sakta. Pehle baat hi karni padegi nahi jami to fir mulakaat bhi hogi.
Bheema – fir bhi malik aaj tak koi bhi is darbar me khada hoke aisi unchi awaj me nahi bol saka. Wo to aapke ishare par mai ruk gaya nahi to aaj….
Ak – garmi bhi dikhayenge hum par waqt aane par
Udhar car me
Adhiraj gusse se –sathiya gaye ho papa aap bhi, aapne kyo roka mujhe. Mai dekh loonga us kal ke launde ko jo mujhe dhamki de raha tha, Thakur Adhiraj singh ko.
Bhairav – thande dimag se kaam le, uski takat din dooni raat chauguni badh rahi hai. Usne sarkari amle me bhi bade bade logo se jaan pehchan bana li hai. Usse sidhe bhidna sher ke muh me hath dalne ke barabar hai. Filhal to us kamine ko dhoond jo hamari shikayat lekar uske paas gaya.
Adhiraj – huhh… chhodunga nahi mai use bhi.
Idhar shaam ko saare kaam nipta ke jab AK haweli par pahucha to disha aur amrita ne use gher liya.
amrita – bhai aap hame jara bhi pyaar nahi karte
AK – arrree aise kaise laga tume ki mai apni behno ko pyaar nahi karta.
Amrita – to fir aapne abhi tak apna wada poora kyo nahi kiya.
Ak – maine… kaun sa wada ….
Amrita – muh fulate hue – dekha na bhool bhi gaye ki aapne hame ghumane aur shopping karwane ka wada kiya tha
Ak – to wo kaun sa badi baat hai, hum is satarday chalte hain aur raat shehar me hi rukenge aur sunday wapasi, aise tum logo ki padhai bhi kharab nahi hogi. Ab khush
Amrita /disha – YEAH!!!!!
Shraddha aur Chitra bhi unki ye masti dekhkar muskara uthi.
Fir satarday ke dincollege se jaldi aane ke baad AK sabko lekar shehar nikal gaya. Dadi ki dekhbhal ke liye titli ki duty laga di. Aur security keshav kaka aur ranga ke hawale ki.
Jahan AK ki gaadi me teeno behne aur chitra thi wahi aage wali gaadi me karan ke sath 4 log aur piche ki gaadi me bheema ke sath 4 log they. Wo log masti majak karte hue shaam tak city pahuche jahan AK unhe ek bade mall me le gaya.
Disha – bhai pehle movie dekhenge.
AK – par usme kahi late na ho jao fir shopping kaun karega.
Amrita – bhai kal hum dobara bhi to aa sakte hai na.
Ak muskra kar bola ok jaisa tum logo ki marji
Thank you kehkar disha ne wahi use hug kiya aur gaal par ek kiss bhi kar diya.
Sab ke wahan maujood hone ke karan AK thoda hadbada gaya par disha to amrita ko le kar aage bhi badh gayi.
Movie dekhkar jab wo nikle to shuru hui shopping. Sabhi behne ek ek dress AK ko dikha kar select karwa rahi thi.
Ye kal ka likha hua update hai baaki aaj bhi likhunga………….
Super broUPDATE 33

Fantastic updateUPDATE 33

Nice update bhaiUPDATE 33