Hrami manus
Member
- 107
- 384
- 63
Ye sali rajni ne hi aag lagai hogi Pooja ko ye sb sikha kr...k kaamwali rkh lo work load zda hoga tumhara or fir shaq paida kr ri h punit ke man me...bhot bdi khiladi lgti h meko ye.... Waise isme b Pooja or punit ki hi glti h k use apna messenger bna lia instead of aaps me baat krke...well, let's see wt happens nowUpdate - 13
EK FLATE KE BEDROOM ME..........
Bistar par rubina aur rijwaan nange pade huye cigrate ke kas uda rahe the....par sath hi sath dono kisi gambheer soch me doobe huye the.....
Rijwaan(kas maar kar)- ffuuuhh....to kaisi rahi maalik se mulaqaat.....
Rubina(dhua choodte huye)- kuch khaas nhi....wahi purani.....bas kaam ki baat....
Rijwaan- to ab kya chahte hai wo.....
Rubina- yahi....ki ab puneet ko aourat ke chakkar me fasana hi hoga....tabhi puja ka dil tootega....aur wo kuch aisa karegi jisse dono ke rishte khraab hoge....aur fir puneet akela pad jayga....
Rijwaan(cigrate khatm kar ke)- akela kaise.....puja use chhod degi kya....
Rubina(kas maar kar)- haa....puja ko jitna main samjh paai hu....us hisaab se to puja turant chhod degi us puneet ko....bas saboot pakka ho....
Rijwaan- hmm...par main kuch alag soch raha hu....
Rubina(cigrate bujha kar)- ab tum bhi sochne lage....haa....
Rijwaan(gusse se)- kya matlab.....tum sab kya mujhe bewakoof samjhte ho....
Rubina- are nhi mere raja.....main to mazaak kar rahi thi....
Rijwaan(ghoor kar)- sab samjhta hu....
Rubina(rijwaan ka gaal sahla kar)- gussa mat karo...bolo....kya socha hai....
Rijwaan- main soch raha hu ki kyo na puja ki bahno ko bhi is khel me shaamil kar lu....
Rubina- usse kya hoga....aur pahle ye bolo...ki wo shamil kaise hogi....nhi manegi....adiyal hai saali....bilkul apni maa ki tarah.....
Rijwaan- itni bhi adiyal nhi hai....na hi unki maa.....samjhi...
Rubina- theek hai....par wo manegi.....mujhe to nhi lagta ki wo puneet aur puja ke sath khade hona bhi pasand karegi....
Rijwaan- ye to main bhi janta hu...ki unhe puneet aur puja se nafrat hai....
Rubina- to fir kaise hoga....mere khyaal se ye idea sochna bhi fijool hai....
Rijwaan- nhi....ye best hoga....bas hume thodi samjhdaari se kaam karna hoga....
Rubina- par tum ye karna hi kyo chahte ho....puneet aur puja to humare plan ke hisaab se alag ho hi jayge...
Rijwaan- janta hu....par usse fayda kise hoga....sirf maalik ko.....hume kya milega...
Rubina- kya matlab.....are hum ye sab unhi ke liye to kar rahe hai....aur tum bhoolo mat....maalik nhi hote to hum kaha hote...
Rijwaan(joor se)- aur tum bhi mat bhoolo ki humare sath jo hua....uski wajah maaalik hi hai....agar wo na hota...to hum apni jindagi na khote....samjhi....
Rubina(soch kar)- baat to tumhari bhi sahi hai....maalik ki wajah se hi aaj hum yaha hai.....is haal me....nhi to....
Rijwaan(khada ho kar)- beeti baaton me waqt jaya mat karo...aage dekho....aur socho....ki agar hume kuch accha haaasil karna hai....to humare paas kuch aisa hona jaroori hai...jis se maalik humara kuch na bigaad sake.....kyoki ho sakta hai...ki apna kaam hote hi wo hume hata de....
Rubina- hume kyo...hum to uska sath de rahe hai na.....
Rijwaan- haa...par hum dono ye bhi jante hai ki sacchai kya hai....aur kaam hone ke baad bhi maalik ko ye khouff to rahega hi...ki kahi humare jariye puja ko sach ka pata na chal jaaye.....
Rubina(hairani se)- to wo hume bhi maar dega....taki sachhai hamesha ke liye dafan ho jaaye.....
Rijwaan- bilkul.....wo sala apne faayde ke liye kuch bhi kar sakta hai....kuch bhi....
Rubina- ye to mujhe bhi pata hai....par puja ki bahno se hume kya fayda hoga....matlab maalik ko apne hath me lene ka plan....main kuch samjh nhi pa rahi....
Rijwaan- tum socho thoda...meri har baat samjh jaogi....socho.....ki maalik ki jaan ko apne kaabu me kaise kar sakte hai....soch meri jaan....thoda dimaag lagao...mujhe yakeen hai ki tum jaisi khurapati aourat meri baato ka matlab samjh jaygi...socho....
Rubina(cigrate jala kar)- saayad cigrate madad kare....fffuuuhhh.....
Aur fir rubina ne cigrate ke kas maarne suru kar diye....aur kas maarte huye hi uski aankho me chamak aa gai aur hontho par muskaan khil gai.....
Rijwaan(muskura kar)- ab samjhi.....
Rubina- ha yaar...maan gaye tere dimaag ko....kya socha hai....are agar aisa hua na....to humari to life set hai....
Rijwaan - wahi to....fir hume us maalik ki gulaami nhi karni padegi.....hum jaise chahe waise jee sakte hai...full aish ke sath....
Rubina- hmm...to fir tay raha....ab plan maalik banayga....par hum wo karege....jo hum chahte hai...theek....
Rijwaan- ha meri jaan.....ab wahi hoga...jo hum chahte hai.....
Rubina- aur suruwat kal hi hogi....kal se hi main puja ki bahno ka intzaam karti hu.....aur tum dekhna....kuch hi dino me wo humare isaare par nachegi.....
Rijwaan- ye hui na meri jaan wali baat....chal...isi baat par ek baar aur....
Rubina(cigrate bujha kar)- ek baar kya....puri raat....aao mere sartaaj....
Aur fir dekhte hi dekhte rubina aur rijwaan ke do jishm ek jaan ban kar raat ki aagosh me kho kar.....masti ke samundaar me dubki lagane lage.......
=======================
NOW THE STORY CONTINUE FROM PUNEET POINT OF VIEW.....
( AAGE KI KAHANI PUNEET KE NAJARIYE SE.....)
Us raat puneet aur puja ke beech ke saare matbhed khatm huye aur dono ne ek-dusre ko jee bgar kar pyaar kiya.....
Aisa kagi dino baad hua tha....jab puneet aur puja ne bistar par ek hi raat me 2 round pyaar kiya tha.....
Aur is se dono hi bahut khush the....isliye saari raat wo dono ek-dusre ki baahon me hi sote rahe.....
Agli subah puja aur puneet ne bilkul pahle ki tarah pyaar se sath me baith kar chai-nasta kiya aur fir puneet lunch box le kar office nikal gaya......
Aur puneet ki ye khushi usje kaam me bhi dikhi.....aaj wo jyada focus ke sath kaam kar raha tha.....aur kaam jyada hone ke baad bhi uske maathe par tention ki ek sikan nhi thi.....
Well....sach hi kahte hai log ki agar insaan dil se khush ho to use kusi bhi baat ki tentiin nhi hoti.....aur wo khushi-khushi saari problem solve kar leta hai...
Aur puneet ko itna khush dekh kar puneet ke sathi....khas kar teena bhi khush thi....isliye lunch hote hi wo puneet ke paas aa gai....
Teena- kya baat hai sir....aaj to kafi khush dikh rahe hai...koi khaas baat....
Puneet- are nhi... at sa to kuch nhi....par haa...aaj khush hu....kafi din baad sabkuch accha lag raha hai...
Teena- wo to main dekh hi rahi hu....par is khushi ki wajah kya hai.....puja ji...haa...
Puneet(muskura kar)- udke siwa aur koun ho sakta hai....wahi meri khushi ki wajah hai...wahi dukh ki....are wo to meri jindagi ki wajah hai.....
Teena- oh ho....aap to shayar type baaten karne lage....lagta hai kal raat acchi gujri.....hehehe....
Puneet(jhijhak kar)- are...tum bhi....chalo khana khate hai....
Teena- ok....samjh gai....accha ye to bataiye.....aaj puja ji job par gai ki nhi....
Puneet- ha...office me hi hogi.....main khane ke baad call karne hi wala hu....usse bhi puch lu....ki khana to time se kha rahi ki nhi...
Teena- bilkul.....aur ab aap bhi dailly time se khate rahiye....ab tention mat lena...ok...
Puneet- ok madam....ab khana kaaye....
Teena- ji...
Aur fir puneet ne teena ke sath mil kar lunch khatm kiya....aur fir puja ko call kar diya.....
Aur fir puneet ne kuch time tak puja se normal baaten ki aur call khatm kar ke bapis apne kaam par lag gaya.....
Well....fir aise hi puneet ke din gujarne lage.....wo khysh rahta tha...isliye apne kaam par jyada focus karne laga tha...bilkul pahle ki tarah...
Aur uski wajah thi puja ka pyaar...jo puneet ko barabar mil raha tha....aur use kya chahiye tha....puja ka pyaar aur apni job hi to puneet ka sansaar thi....
Aur fir aise hi time gujarta raha....puneet ke kaam se khush ho kar uske boss ne bapis se puneet ki salary pahle jaise kar di thi......
Aur ab puneet ne soch liya tha...ki wo puja ko job nhi karne dega.....aur use wo sara sach bata dega.....jo uske sath pichhle kuch mahino me hua tha....
Par jab puneet ne puja ko job ke liye mana kiya....to puja ne saaf mana kar diya...ki wo job nhi chhod sakti....
Puneet- par kyo.....aakhir tumhe job karne ki jaroorat kya hai....main kya paryaapt nhi kamata....
Puja- aisi koi baat nhi hai punni.....but main abhi to ye job nhi chhodne wali....plz....
Puneet- par kyo....aakhir baat kya hai....
Puja- baat kya hogi....meri job me mere uper koi jimmedaari hai....rajesh ne bada trust kar ke mujhe wo jimmedaari di thi...to achanak se job chhod kar uska trust kaise tod du....haa....
Puneet- par rajesh to hume acche se janta hai....wo hume samjhega....aur mujhe bharosha hai ki wo maan bhi jayga....
Puja- bilkul maan jaayga....par kya uska trust todna sahi hoga....tum hi batao....kya tum kisi ke bharose ko achanak tod kar khush rahoge....haa...
Puneet- nhi....main samjh sakta hu.....kyoki main bhi to apni job me wahi karta hu......
Puja- to fir abhi mujhe job karne do.....bas ek baar meri jimmedaari kam ho jaane do....main khud rajesh se baat karoogi....aur job chhod dugi....theek hai...
Puneet- theek hai....(man me)- to abhi puja ko meri job ka sach batana theek nhi hoga.....bekaar me hi paresaan hogi....
Puja- kya soch rahe ho....gussa ho.......
Puneet- are nhi yaar....apni jaan se gussa ho sakta hu....wo bhi itni di baat par....ulta mujhe to proud feel ho raha hai...ki meri pujji kisi ke trust ka kitna khyaal rakhti hai.....
Puja- accha.....to ab tum mujhe job chhodne ka mat bolna.....kyoki mujhe tumhe na bolna sahi nhi lagta......isliye jab mujhe sahi lagega....tab main khud job chhod dugi....bas tum mat bolna....hmm..
Puneet- theek hai.....
Aur fir ye baat tay ho gai...ki puja apni job jaari rakhegi...aur puneet use kabhi bhi job karne se nhi rokega.....
Aur ye decision sirf puja ka hi nhi tha.....puneet ka bhi tha...kyoki puneet ye kabhi nhi chahta tha...ki uske kisi bhi kadam se dusre ka nuksaan ho...ya uska bharosha toote....
Isliye puneet ne rajesh ke bharoshe ki khatir puja ko job karne ki khuli chhoot de di....ki wo jab tak chaahe....job kar sakti hai....
Par ye decision use kuch hi hafto ke baad bhaari padne laga....kyoki puja ka kaam bad chuka tha....wo subah jaldi office jane lagi aur bapus bhi kafi late aane lagi....
Aur isi wajah se puja aur puneet ki nirmal jindagi kuch gadbadane lagi thi....jisse puneet thoda paresaan bhi tha....par puja ki khatir wo chuppi saadhe huye tha....
Asal me kafi din aisa hua....ki puja ke jaldi jane ki wajah se wo kabhi-kabhi puneet ko chai-nasta bhi nhi bana pati thi....aur banati bhi thi...to puneet ke ready hone tak wo thanda ho jata tha.....
Halaki puja ghar se nikalne ke pahle puneet ka chai-nasta aur uska tifin ready kar ke jati thi....par itni jaldbaji me...ki kai baar kafi kuch khraab ho jata tha....
Wahi raat ko bhi puja kafi baar jyada kate ho jati thi....aur fir ghar aa kar dinber banaba....aur baki ke kaam use thaka dete the....
Is wajah se puja ka khana-pina bhi gadbad ho raha tha.....aisa puneet ko lagta tha....aur sath me uska bhi....
Aur usi wajah se dono ke beech hafto me 1-2 din chhod kar theek se baat bhi nhi ho pati thi....aur pyaar to bhool hi jao......kyoki puja itni thaki hui hoti thi...ki bed par padte hi gahri beed me kho jati thi.....
Aur ye sab dekh-dekh kar puneet ko kafi bura lagta tha....gussa bhi aata tha...but wo puja ko job ke liye na nhi bol pa raha tha....
Isliye puneet ne us baare me rajni se baat ki....ki rajni puja ko samjhaaye ki job ke sath ghar aur apne aap ki fikr bhi theek se kare.....
Aur fir rajni ne puneet ko promis kiya...ki wo jaldi hi puja ko samjhaygi....aur uski paresaani door kar degi.....
Aur fir ek sunday ke din puneet ke ghar ki bell baji....aur gate khulte hi ek mast gadraai hui aourat ghar me aa gai.....
Puneet- aap....
Aourat- main deepa....
Puneet- ok....kis se milna hai aapko...
Deepa- puja madam se.....mujhe kaam ke liye bulaya hai unhone....
Puja(bedroom me aate huye)- ha deepa.....aa gai tum...aao-aao....
Puneet(mud kar)- inhe tumne bulaya....
Puja- ha.....ghar me kaam karne ke liye....
Puneet- kya....par kyo....hum 2 lig hi to hai ghar me....to inki jaroorat hi kya hai....
Puja- haroorat nhi hoti to bulati kya.....tum ruko.....deepa.....wo raha kichen....tum ja jar dekh lo....aur ye 2 room hai....aur hall...bas itna hi....
Deepa- ji madam.....to aaj se hi kaam suru kar du....
Puja- theek hai....tum abhi chai bana do....baki baad me batati hu....
Deepa- ji...
Fir jaise hi deepa kichen me gai to puneet puja ko le kar bedroom me aa gaya....
Puja- kya hai...
Puneet- wahi to main puchh raga hu....kya hai ye sab....ye kaamwaali kyo....
Puja- kyo matlab....kaam karne ko....ye ghar ke saare kaam karegi...chai, nasta, khana, jaadu, pochha, kapde...
Puneet(beech me)- janta hu ki ye log kya karti hai....main ye puchh raha hu ki iski jaroorat kya hai....
Puja- jaroorat kyo nhi.....dekho.....is job ki wajah se main thak jati hu.....theek se kaaam nhi hota....aur der bhi ho jati hai.....isliye ye jaroori hai....
Puneet- to tum kaam thoda kam kar do.....usme kya....kaho to main rajesh se baat karu......
Puja- bilkul nhi....aur tumhe kaamwaali se paresaani kya hai.....uski salary ki fikr hai kya....to nain de dugi.....main itna kanati hu....tumse nhi maagne wali....
Puneet ko puja ki ye baat seedha dil par lagi.....use dukh to bahut hua....par wo abhi baat ko badana nhi chahta tha....isliye chup raha....
Puja- ab aise mat dekho.....tum samjho na.....isse humari life acchi hogi....ok...
Puneet- wo mana...par mujhe to tumhare hath ka khana hi pasand hai...isliye bola tha....
Puja- ohh....uski fikr mat karo....tumhara tifin meri jimmedaari....aur raat ka khana bhi....ab khush....
Puneet- hmm...
Puja- chalo...mujhe ready honl kar jana hai.....
Puneet- par aaj to sunday hai....kaha jana hai....
Puja- wo....asal me kuch client aa rahe hai baahar se.....to meeting hai......
Puneet- par chutti ke din kyo...
Puja- ab client ko kaise bol sakte hai.....
Puneet- par aaj to hume ghoomne jana tha.....yaad hai na....
Puja- oh haa......koi baat nhi....shaam ko chalege.....main shaam tak aa jaugi na.....
Puneet- par meeting me itna time....ki shaam tak....ye kaisi meeting hai...
Puja- ab har jagah tumhari field ke jaisa jaam to nhi hota na....rajesh ka kaam iacting se jyda hai....to usi tarah ki meeting hoti hai.....wo shaam tak hi khatm hogi.......ab mujhe ready hone do....fir tumhara nasta bhi banana hai....
Ye bol kar puja bathroom me ghys gai....par puneet udaaas ho gaya....kyoki wo aaj puja ke sath kafi time baad acvha time bitane ki soch raha tha......
Well.....kuch der baad puja ne nasta banaya aur ready ho kar ghar se nikal gai.....par puneet ne jab puja ko jate huye dekha....to usje dinaag me kuch anchaage sawaal jaag gaye...
Aur isliye aaj pahli baar puneet ne apni puja ki jasoosi karne ka tay kiya...aur iske liye usne rajni ko call kar diya.....
( CALL PAR )
Rajni- ha puneet....
Puneet- hello....kya ho raha tha....
Rajni- kya hoga....ghar ke kaam kar rahi hu....
Puneet- kyo...tum office nhi gai....
Rajni- hehehe....aaj sunday hai puneet.....aaj kaisa office....
Puneet- par puja to abhi nikli....bol rahi thi ki koi meeting hai....client aaya hai koi....
Rajni- kya....par aisa to kuch nhi hai...matlab mujhe to is baare me koi khabar nhi...
Puneet- ho sakta hai ki tumhara kaam na ho....rajesh ko to pata hoga na....
Rajni- nhi puneet....agar aisa kuch hota to rajesh mujhe batata....
Puneet- to abhi puchho.....saayad bhool gaya hoga....
Rajni- abhi kaise pucchu....wo to ghar se nikal gaya hai...mujhe to laga ki saayad apne friend ke sath ghoomne ja raha hog....to kuch puchha hi nhi.......
Puneet- wo meeting me hi gaya hoga.......puja ne meeting ka bola hai....meeting hi hogi....
Rajni- may be.....par mujhe is baare me kuch nhi pata.....par haa...mere paas kuch hai...jo tumhe pata hona chahiye.....
Puneet- kya....bolo...
Rajni- dekho puneet....mujhe galat mat samjhna....par aaj-kal puja aur rajesh kaafi time sath me bitate hai.....
Puneet- usme kya.....main bhi office me kai logo ke sath kafi time nikalta hu....ye to job me hota hai.....
Rajni- sahi kaha.....par mujhe aisa lag raha hai...ki puja kuch badal si gai hai....
Puneet- matlab....
Rajni- ab kaise kahu.....tum ye samjh lo....ki puja ab bindaas si ho gai hai....uske liye office jyada jaroori ho gaya hai....aur ghar baad me.....saayad wo ek houswife ban kar bore ho gai hai....
Puneet- par tumhe aisa kyo laga...mujhe to kuch nhi samjh aaya.....
Rajni- ho sakta hai ki mujhe gaatfahmmi hui ho....par wahi bol rahi thi...ki ab usse ghar ka kaam nhi hota.....wo noukrani lagana chahti hai......taki use aaraam mile....
Puneet- haa...ye baat to hai...aaj hi humare ghar ek kaamwaali aai hai....par usme kya...puja sahi hai....wo kafi thak jati hai....maine dekha hai....
Rajni- wo to hai....par iske alawa bhi kuch hai....
Puneet- wo kya....
Rajni- sorry puneet....tumhe batate huye accha to nhi lag raha....par mujhe lagta hai ki puja aur rajesh.....tum samjh rahe ho na.....
Puneet- fir wahi baat.....tum aisa soch bhi kaise sakti ho....meri puja aisi nhi hai....wo aisa soch bhi nhi sakti.....
Rajni- saayad tum sahi ho....par mujhe shaq hai......
Puneet- aur us shaq ki wajah.....
Rajni- wo....asal me kai baar aisa hua hai...ki mujhe dono eksath ya to rajesh ke cabin me milte hai....ya puja ke....aur kai baar to...
Puneet- ruk kyo gai....bolo rajni...mujhe saaf-saaf batao....
Rajni- wo dono kai baar ghanto baahar rahte hai.....aur puchho to kisi na kisi meeting ka hi bolte hai...
Puneet- par ye to ho sakta hai na....puja ne mujhe bataya tha....ki kai baar use client ke paas bhi jana hota hai meeting ko....finanancial deal me wahi to help karti hai na.....ho sakta hai ki aaj bhi koi meeting ho......
Rajni- ho sakta hai....saayad main hi kuch galat soch rahi hu.....aur iski ek hi wajah hai....ki sunday ko koi kaam nhi hota na.....
Puneet- par ye jaroori bhi nhi ki sunday ko kaam na ho....ye koi sarkaari job to hai nhi....
Rajni- sahi kaha.....waise rajesh bhi taiyaar ho kar gaya hai....but mujhe laga tha ki wo saayad ghoomne ke mood me ho....isliye puchha hi nhi....sorry...
Puneet- sorry ki koi baat nhi....main puja se hi puchh luga.....waise bhi mujhe puja par apne aapse jyada bharosha hai....
Rajni- hmm...sahi kaha....puja ausi nhi hai....wo to main isliye bol padi...ki aaj rajesh dailly ki tarah taiyaar nhi tha.....wo to aise taiyaar tha jaise ki kahi ghoomne ja raha ho...bas isliye....sorry....accha batao...tumhara nasta ho gaya...
Puneet- hmm....chalo baad me baat karta hu....bye...
Rajni- bye...
Fir puneet ne call to cut kar diya....par rajni ki baaton ne puneet ke dimaag me bhi shaq ki chingaari daal di....aur wo sochbe laga.....ki kya sach me puja meeting ko gai hai....ya fir kuch aur hi baat hai....
Puneet(man me)- puja bhi aaj kuch jyada hi taiyaar thi...hamesha se alag dikh rahi thi......to kya sach me puja aur rajesh....nhi....ye main kya sochne laga...nhi....meri ouja aisi nhi hai....bilkul nhi.....
Puneet ka dil bhale hi apni puja ko sahi bol raha tha....par uska dimaag kahi na kahi shaq ki aag me fasne kaga tha.....
Aur ab puneet wo sab clear karna chahta tha...jo ki rajni ne use bola tha....par sawaal ye tha....ki puneet ko sach batayga koun.....kya use sach ka pata chalega....ya fir ye shaq ki chingaari badi aag ban kar kuch bada nuksaan karegi......
SHAQ.......YE WO BEEMAARI HAI JISKA KOI ILAAJ NHI.....
AUR WO SHAQ HI HAI....JO EK PATI-PATNI KE BEECH KI DOORI IS HAD TAK BADA SAKTE HAI.....KI UNKA RISHTA KHAAK HO JATA HAI....
TO AGAR KABHI SHAQ HO....TO PATI-PATNI KO CHAHIYE KI WO AAPAS ME BAAT KAR KE US SHAQ KO DOOR KARE.....WARNA UNKA RISHTA KHATE ME AA SAKTA HAI........
""HAPPY FRNDSHP DAY""