... thanks for the update ... and the moral lesson ... par kahani ki raftar bhadni chahiye ... updates ki baat nahi kar raha houn ... but kahani ki ... kuch action ho ... kuch events ho ... koi kuch kare ... koi react kare ... scenes repititive lag rahe hain ... suspense aur dischaspi tab bhadti hai jab reader ko yeh na lage ki writer jaan bhooj kar details nahi bata raha ... befajool ka suspence banane ke liye ... reader ko lagna chahiye ki usse sab jaankaari mil rahi hai ... jaise jaise events ho rahe hon ... usse lage ki usse sab samjh aa raha hai ... par writer ka dimaag chupke se kuch aur hi kar raha ho ... reader ko lage story follow kar raha hai ... aur achanak kuch aisa ho jaye jo woh expect na kar raha ho ... somthing that does not fit the reader's understanding of the story till then ... tabhi to aapki baat sach hogi ki ... jo dikhta hai wo hota nahi aur jo hota hai wo dikhta nahi ...
... yahan to Malik, Mahira, Rubina aur Rijhwaan ke dialog aur soch se jabardasti ka suspence banya ja raha hai ... nobody can understand what they are thinking or what they are talking about ... too many unexplained plot references ... sab dhundhla dhundhla hai ... yeh kahan ka suspence ... yeh to jabardasti ka suspense hua ... jab sab adhi adhuri pahelion me bolenge aur sochenge ...
... Puneet, Puja, Karan, Rajni, Rajesh aur woh office wali ladki ki soch aur boli me to clarity hai ... they may be plotting too and most probably are, but atleast we don't get to read jabardasti ke riddles and a constant barrage of unknown/unexplained plot references from them like we see with Malik, Mahir, Rizwan and Rubina ... these 4 characters are not being handled properly. Sorry for this critique, but this is how I see it till now.
Aur ... dekh rahe ho na Vinod ... kaise Puja ne abhi tak uss lunch ke baare me Puneet ko kuch nahi bataya ... aise hi log apni chita tayyar karte hain ...