- 2,388
- 1,296
- 159
UPDATE 7
ab aage
vivek car ko gate ke pass lake rokta hai aur vivek bahar aajata hai aur reet ki side wale darwaze pe jake door open karta hai aur reet ki taraf hath badhata hai reet apna hath vivek ke hath me rakhti hai aur car se bahar aati hai... tabhi waha ek aadmi aata hai jo car park karne ke liye waha aaya huwa tha wo vivek aur reet ko namaste karke car ki driver wali seat ki taraf chal deta hai to vivek bolta hai...
vivek: dhyan rakhna medam ki fav. 2 seater hai.... wo aadmi sirf apna sir hilata hai
reet vivek ki bat sunke uski taraf dekhti hai aur khush ho jati hai....(khushi kis bat ki aage padhte rahiye)
vivek aur reet aage chalte rehte hai gate ke pass khade darwan ne use namakar karte huwe gate khola aur reet aur vivek andar dakhil ho jate hai...
andar aate hi dono ko ek khusboo aati hai jiski mahek ko mehsoos karne ke liye dono ek gehri sans lete hai tabhi waha ka maneger aata hai aur bolta hai
maneger: wel come mam, wel come sir aapka table waha pe hai..
(aur ek table jo restaurant ke bich me lekin diwar ki taraf side me tha jaha pe baki sab table par bethe huwe log bhi use dekh sakte the... tabel pe ek flower bucket pada huwa tha ( ek bat to batana bhul gaya..... restaurant pura sajaya huwa tha alag alag flowers se jise dekh kar reet aur vivek ke pehle aane wale sabhi logo ne puchha tha ki aaj koi khas bat hai kya..?... kyuki aaj ki restaurant ki ye khubsurti hi esi thi ki sab puchh hi bethe... tab waha ka staff kehta ki aaj yaha pe ek ladka ek ladki ko propose karne wala hai... aur sab bolte hai kab tak aane wale hai... hum bhi undono ko dekhna chahenge....aur staff wale kehte thodi der aur aate hi honge..... reet aur vivek aagaye hai hum waha chalte hai)
reet aur vivek tabel ki taraf chal dete hai vivek ek chair bahar khichta hai aur reet ki taraf dekhta hai reet waha aakar beth jati hai.... aur vivek samne ki chair pe beth jata hai aur reet ki taraf dekhta rehta hai uski khubsurti ko hi niharne lagta hai reet jab uski taraf dekhti hai to vivek ko apne taraf hi dekhta pakar wo sharma jati hai.. aur uska face pink hone lagta hai... aur fir puri tarah lal ho jata hai.... tabhi waha waiter aake pani serve karta hai.... jiski bajah vivek ka reet ko niharna band ho jata hai....
tabhi vivek ko kuchh masti sujti hai ki chalo reet ko dikhaya jaye
ki aaj kuchh nahi hone wala sir fkhana khane aaye hai... aur vivek apne shaitani dimag se chal chalke bolta hai...
vivek: reet kya lena chahogi tum.... veg. coffee ya non.veg. coffee
reet pehle uski bat sunke thoda hasti hai fir wo bhi bolti hai: me to yaha sirf wo chiz lene aayi hu jo kal tumne mere liye purchase ki hai aur.... coffee to ghar se pikar aayi hu
vivek ko esa jawab sunne ki ummid nahi thi fir bhi haske : thik hai to chalo chalte hai...me wo chiz to ghar hi bhul gaya hu...
samne reet ko bhi esa jawab sunne ki ummid nahi thi lekin wo bhi kam nahi thi: chalo chalte hai...(aur uthne lagti hai)
vivek usko dekhke : tum do minute ruko me washroom jake aata hu.... aur vivek uthke chala jata hai (actually ye sab vivek ka plan tha jisme reet ne anjane me hi pura support kiya huwa tha)
vivek ke jate hi reastaurant me orcestra aajata hai aur wo log thoda set hote hai utni der me vivek bhi aajata hai ye sab sirf do minute me huwa)
vivek jab table ke pass pahocha tab tak waha instrument bajne laga jo thode madhur si aawaz chhod raha tha jise hum romantic kehte hai....vivek table ke pass aake beth jata hai... aur eet ki taraf dekhne lagta hai... jo usi ki taraf dekh rahi thi... thoda aur waqt bitta hai do tin dhun khatam ho jatai hai nayi dhun bajni suru ho jati hai... reet aur vivek dono mese ek bhi wapis jane ki bat nahi kar rhe the kyuki dono mese kisi ko jana hi nahi tha... thode waqt ke bad vivek maneger ki taraf hath utha ke ishara karta hai... aur
reastaurant ki sari lights off ho jati hai sab log apne apne
sathiyo se bat karne lagte hai ki kya huwa tabhi maneger mike pe bolta hai....
maneger : sorry friends aaj aap logo ko shayad thodi taklif ho sakti hai... lekin shayad thodi der bad aapko ye taklif na lage.....(maneger aage bolna jari rakhta hai uski bat suru hote hi sare restaurant me sannata chha gaya tha orcestra bhi band ho gaya tha maneger aage).... friends aap aaj jab aaye to aapko ye place aaj kuchh zyada hi saji huyi lagi thi... ar kahi friends ne to iska karan bhi puchha tha... aur humne kaha tha ki aaj yaha pe kuchh special hone wala hai do dil ek hone wale hai................................................................. lekin
aap sab uska intzar kar rahe the to...... aur kuchh nahi ab me kuchh nahi bolunga.... kyuki mene abhi tak kisi ko propose nahi kya hai aaj sikh leta hu insse......... (fir thoda ruk kar)
...light... ( ye sab kuchh vivek ka plan tha jo usne raat ko jawed ko batay huwa tha usi ke mutabik sab kuchh ho raha tha)
restaurant me ek spot light suru hoti hai jo reet aur vivek ke uper padti hai... reet jo ab tak chhup chha[ sab kuchh sun rahi thi... ab light uske uper aate hi sharma kar lal ho jati hai...
wahi vivek bhi thoda nervous feel karta huwa uthta hai aur reet ke pass jake apna hath aage badhata hai... reet sharm ke sath use dekhti hai aur apni palke ek bar jukake apna hath vivek ke hath me rakh deti hai... vivek usko khada kar deta hai......................... (ye
sab sirf do minute me huwa)
vivek reet ke samne apne ghutno ke bal ho jata hai usne abhi tak reet ka hath pakda huwa tha..... wo pehle aadhi minute to reet ki taraf dekhta rehta hai..... fir...
vivek: reet me tumhe ek bat batana chahta hu... lekin kese kahu samaj me nahi aaraha hai.... mene aaj tak kahi ancounter kiye hai .... lekin abhi mujhe esa lag raha hai ki koi mera ancounter kar raha hai....... (reet vivek ki taraf dekh kar uski bate vivek ki aankho me jakh kar sunne lagti hai...... baki sab bhi unki bate
sun rahe the)....
vivek aage : aaj me thoda dar raha hu.... itne sal me pehle kabhi esa nahi huwa lekin aaj dar ke mare pasine chhut rahe hai.... dekho..(aur apna hath uthake chahre ki taraf ishara karta hai jise sunke kahi log thoda muskura dete hai sabhi vivek ki bate gour se sun rahr the)
vivek aage: reet tum mujhe 15 sal se janti ho.... (thoda ruk kar).... mene tumhe kafi sari bate ki hai... lekin tin shabd kabhi nahi keh saka... kabhi esa moka na mila mujhe... aaj tum 5 sal bad fir se meri life me aayi hoto ab keh hi dalta hu.................................. REET
I LOVE YOU.... (aur reet ka hath chum leta hai.... reet ki aankho me hi dekhte huwe)
reet vivek ki aankho me hi dekh rahi thi aur vivek bhi uski aankho me hi dekh raha tha.. baki sab ab bhi aage kya hone wala hai uska intzar kar rahe the...
vivek aage bolna suru karta hai..: reet tumhe ek aur bat batana chahta hu.....(thoda ruk kar)... socho ki me ek cell phone hu singal sim wala.... lekin tumna ek sim card ho... agar cell phone ke pass sim card na ho aur sim card ke pass cell phone na ho to wo kisi kam ke nahi..... tum meri life ka sim card ho aur me tumhari life ka cell phone.....( thoda ruk kar fir se) cell phone aur sim ki to sadi tai hi hoti hai..... kya tum mujhse sadi karogi...? meri life ka simcard banna pasand karogi...? will you merry me...? ( aur itna bol kar vivek ne apne muh me chhipayi huyi ring jor se hawa me phuk marke uchhal di aur fir vivek ne jat se use pakad liya aur aage) will you merry me. ?
vivek ki ring muh me se uchhalne wali harkat se sabhi og itne khush hote hai ki pura restaurant taliyo ke aawaz se gunzta hai lekin fir thodi der bad shanti ja jati hai... sab reet ke jawab ka intzar kar rahe the.....
vivek fir se bolta hai...: will you merry me..? ( aur apne man me ye kitni der lagayegi us din to sadi ke liye ha bol rahi thi ab kya huwa)
tabhi reet bolti hai jo kab ki chhup thi: hmmmmm ... nahi ... nahi... nahi...(ye tin bar wo thoda ruk ruk kar aur sochne ki acting karte huwe olti hai)..... me tumse sadi nahi kar sakti.....
vivek ka chehra thoda udas hone lagta hai... tabhi padosh ke table par se ek ledy ki aawaz aati hai jiski aawaz se hi pata chalta hai ki wo thodi old age hai karib 50 ke uper to hogi hi
ledy: lekin beta tum kyu sadi nahi kar sakti..? (usne reet ki taraf dekhte huwe kaha)
reet ledy ki taraf dekhti hai lekin zyada kuchh nahi dikhay deta kyuki spot light sirf in dono pe hi thi... reet bolti hai...
reet: aunty aap nahi janti.... me pichhle 15 sal se iske tin shabd ka intzar karti rahi hu....aaj tak isne i love you nahi bola tha...
ab sidha sadi ki bat kar raha hai..... aunty aap to janti hi hogi ki jab aap kisi se pyar karte hai to unse dur rehna kitna kathin kam hota hai.....
ledy bich me bolti huyi..: lekin beta ab is bat ka tumhari isse sadi na karne ke bat se kya lena dena. ?
reet: aunty isne mujhe 15 sal tadpaya hai kamse kam me ise 15 din to tad paungi hi fir isse sadi jarur karungi fir mujhe koi nahi rok sakta isse sadi karne se lekin 15 din tak to isko bahut tad pana pasand karungi....
reet ki bat sunke sab hasne lagte hai yaha tak ki vivek ke chehre pe bhi smile aajati hai... tabhi aunty bolna suru karti hai
aur restaurant me fir se shanti chha jati hai....
ledy: dekho beta ye 15 din ka chakkar chhodo sadi ke bad to pura isko apne control me hi rakhna hai fir 15 din ka intzar kyu karna... ye to zindgi bhar hamare sath rehne wala hai... fir ye 15 sal ki kasar tum... puri zindgi lene ki koshish karna jise ye pyar de dekar puri karega..... bich bich me kbhi tadpa na usko...
Reet ledy ki bat bich me katti huyi: nahi nahi me isko tadpa nahi sakti.... i love him more than my life ........(auty ka tir nishane pe laga)
aunty: to fir ha kardo...
reet fir se vivek ki taraf pyar se dekhti hai aur apni cute se smile de deti hai vivek in sab bato ke bich bhi ghutno ke bal hi betha raha tha apne hath me ring aur reet ka hath thame .....
reet fir se bolti hai
reet: thik haime tumse sadi karke tumhara sim card ban jaungi lekin usse pehle meri ek shart hai....
vivek: sari anzoor ho jayegi.... bolna suru kardo....
reet: sirf ek hi shart hai tum apni police ki job chhod doge...
vivek reet ki bat sunke kuchh sochta hai fir bolta hai....
vivek: thik hai tumhari shart manzoor hai lekin me police ki job ek sal ke andar ya ek sal pura hone tak chhod dunga........... tumhe
itna manzoor ho to jaldi karo ab me kitni der ghutno pe bethunga...
reet vivek ki bat sunke apne chehre pe smile lati hai aur
kehti hai
reet: manzoor hai mujhe bhi....
aur vivek uske hath me ring pehna deta hai...aur sara restaurant taliyo ki aawaz se gunzta hai.... vivek ab khada ho jata hai aur reet ke gale lagta hai tabhi pichhe se aawaz aati hai
aawaz: bhai ab to tum apni bride ko kiss karo aur tumhari sadi puri huyi....
vivek ye bat sunke reet ki taraf dekhke uski aankho me dekhta hai to reet apni palke juka deti hai aur dono ki pehli kiss ho jati hai... fir....dono alag ho jate hai...
fir se restaurant me sari lights on ho jati hai sabne vivek ko aur reet ko congrates kiya aur fir orcestra suru ho jata hai............ aur
apni romantic dhun chhodne lagta hai kahi couples dance ke liye orcestra ke aage padi huyi khali jagah par chale jate hai vivek aur reet bhi dance ke liye chale jate hai... dance ke samay kuchh bate...
reet: to tumne kal mere liye ye platinum ring kharidi thi...
vivek : hmmm
reet: aur ek bat tumhe maloom tha ki muje 2 seater car bahot pasand hai isi liye aaj laye ho na...
vivek: hmmm lekin ek bat to kehni padegi ki tum ne bhi apni nose pe ye half ring meri bajah se pehni hai... sach hai na...
reet: hmmm
isi tarah ki bate hoti rehti hai aur sath me dance bhi hota rehta
hai thodi der bad dance khatam karke dono table ki aur aajate hai aur fir khana order ke mutabik aajata hai dono ek dure ko dekhte huwe khana khate rehte hai....khana khane ke bad dono bahar ki aur chal dete hai....(tab tak time kuchh 9:15 huwa hota hai)....
vivek car me beth ke : to medam ab kya irada hai.....
reet jo apni ring ko dekh rahi thi vivek kitaraf dekh kar: mere ghar waha mom tumhara intzar kar rahi hai...
vivek reet ki mom ko pehle bhi kai bar mil chuka hai jo vivek ko bahot pasand bhi karti hai.......... lekin
vivek: lekin tumhare dad
reet: pata chala hai ki aaj commissioner shab homminister ko milne gaye hai to late aane wale hai..... aur thoda hasti hai
vivek: to fir thik hai chalo aaj mom se mil ta hu khadus dad se bad me milunga
reet vivek ke hath pe muka marti huyi: khabardar jo mere dad ko khadus kaha to...
vivek: ok ok
isi prakar ki meethi nok jhonk ke sath car aage badhti rehti hai... aur vivek aur reet 30 minute me reet ke gahr ke samne aajate hai...