- 2,116
- 10,596
- 143
Awesome update
Lajawab update hai bhai
Waiting next
nice update bhai
Thanks to all friends for your love & support?????Lovely update
aise hi saath banaye rakhe
new update - 18 posted..
Awesome update
Lajawab update hai bhai
Waiting next
nice update bhai
Thanks to all friends for your love & support?????Lovely update
Mast update h BhaiUpdate - 18
abhi tak aapne abhi aur Rimpy k friendship ki shuruwat dekhi
....aur abhi ki traning ...
ab aage....
ab chalte hai aur dekhte hai Mahaguru k aashram mein apna dusra Abhi A1 kya kar raha hai
yaha A1 ne itne dino mein panch tatvo ki shaki mein se Vayau sahakti ko contorl kar liya tha , ab usski gati acharay Pawan se bhi badh gayi thi..
vaayu shakti k naye naye proyag jaise tufaan aur bawander ka nirman karna woh sikh chuka tha......
Shastro mein Dhanur vidya mein bhi parangat ho gaya tha lekin abhi bhi abhyas ki thodi jarurat thi ..
ab roj shiksha k baad pahle apne dosto k saath shastra vidya ka abhyas aur baad mein Shalini (Shalu) k saath sarowar par baatien karna,
aur saath saath dhyan bhi karna
ab Mahaguru ne Acharya Bhaumesh k dwara Prithvi tatva ki shakti ka abhyas shuru kar diya tha
yaha Shalu bhi rasayan vidya aur prithvi tatva ka abhyas kar rahi thi aur ussme kafi acchi bhi ho gayi thi
(iss shakti mein vyakti jab chahe pritvi se koi bhi vanaspati pragat kar sakta tha , aur parvat k saman shir aur bhari ho sakta hai )
Rakesh raath ko dhyan ki kuch gupt vidya Abhi ko batane laga jisse abhi aur shigrata se sikhne laga..
aise hi ek din abhi prithvi tatva ka abhyas kar raha tha tabhi usne mehsus hua ki koi majbut si raasi se koi usse jakad raha hai...
tabhi usne aankhein kholi toh dekha
ki woh koi rassiya nahi hai jameen se nikli hue bel hai jo Abhi ko jakad rahi hai....jab abhi ne idhar udhar dekha toh ...dekha ki Uday ki haatho se yellow rang ki kirane nikal rahi thi..
aur woh meri taraf dekh kar haas raha tha......
mein usse apni dusri shaktiyo se ussko sabak sikha sakta tha ...lekin usse issi shakti se harane k vichar se maine pahle apne mann ko kendrit kiya au mooladhar chakra ka dhyan kiya jo prithvi tatva ka kendra hai ....tabhi mera sharir bhi peeli roshni se chamakne laga..... aur jin belo ne muzhe jakad kar rakha tha unse mein aazad ho gaya ......aur unhi bello se Uday ko baandhkar ped se ulta latka diya......tabhi waha aacharya Bhaumesh waha Shalu aur C.T k saath aaye ....
arre putra chod do Uday ko mere ki kahne par yeh tumhe parakne aaya tha......ab tumhe prithvi tatva ke root ka pata chal gaya hai.... bahut acche
Tabhi Mahaguru ne bulawa bheja
Meine unnke paas jaakar pahle pranam kiya...
Mahaguru - bahut acche putra ... aaj tumne manav sharir mein urja k kemdra ko pehchana .....agar inn chakro nein tum dhanyn karke jagaaogi toh jald hi paanch tatvo ki shaki par tum control kar loge...
mein - parantu gurudev ...yeh kaise pata chalega ... kaunse tatva k liye kaunsa chakra hai..
Maha guru - toh aaj jaise tumhe pata chala ki tumhe ...mooladhar mein hi dhyan karna hau...
mein .... Gurudev muzhe mere bhiter se hi aawaj aayi thi ....
Mahaguru - Lagta hai putr tum hamare shiksha se alag bhi kuch kriya karte ho ...
mein - nahi guru dev mein toh sirf Raat ko thode der Rakesh k saath dhyan kar raha hu
meri baat sunkar Mahaguru muskuraye......aur saari baatein samaz gaye
( Mahaguru mann mein -- lagta hai ansh ko apne poorna swarup se milne ki kuch jyada hi jaldi hai)
Dhyan rahe putra yeh tumahare Manomay kosh ki aawaj hai jo jaagrit hone jaa raha hai
Phir mahaguru ne muzhe alag alg chako mein dhyan ki vidhi batayi
aise hi samay gujarta chala gaya aur Abhi 12 varsh ka ho gaya
ab Abhi ne Paanch tatvo aur usse sambandhit shastro aur vidya ki siddhiya puri ho gayi thi
aur saath hi saath uske dost bhi kuch vidyao mein safal ho gaye the
C.T -Vayau shakti
Shalu aur Uday - prithvi shakti
Rakesh - yeh toh hero ki shaktiyo mei se ek hai
Agnivesh - Agni
itne varsho mein Uday bhi ab Abhi ka mitra ban gaya tha... aur innka ek accha sa group tayyar ho gaya tha
Maha guru - putra ab tumne panch tatva ( 5 elements) ki shaktiya toh prapt kar li ab baari hai usnsse jude hue shastro ki jisski khoj tumhe karne jaana gai
tumhe prithvi tatva ko dharan karnewali Bhim ki Gada jo unke swarg jaane se pahele ...gandhmaadan parvat par kahi chodi hai woh laani hai
(dhyan rahe teh sab kalpanik hai)
dusri Jal tatva ki prateen varunastra aur talwar tumhe Maansarover mein milega
Teesra agni tatva ka prateek aagniban aur shool tumhe Prithvi k uttar disha mein jwalamuki parvat mein milega
4 th vyauastra aur chakra tumhe
aur 5th aakash tatva ka prateek Vyomaastra aur trishul
tumhe dhundne hai ....aur isske liye tumahare paad jyada samay nahi
tabhu Shalu ander aate hue.....
Tum chinta mat karo Abhi hum sabhi bhi saath chalenge..
Mahaguru - nahi ..putri yeh yaatra isski akele ki hai ...
mein - thik hai gurudev ....kai subah hi mein apni yaatra ka prambh karunga
aur phir nikal pada Shalu k saath sariver par ....aaj hum dono chup baithe the ....dono mein se koi baat nahi kar raha tha......itne barso se ek din bhi hum bina mule nahi rahe
ab muzhe apne lakshya ki aur badne k liye jaana pad raha tha toh kych ajeeb laga raha tha
mein - Shalu kya hua kuch toh bolo
Shalu - kya bolu mein ...tum toh jaa rahe ho na ....ab mein kaise ..
tabhi maine ysse rokte hue tum itns mat socho Shalu aakhir muzhe bhi oh aapne jeewan ka laksya pata karna hai
aue phir mein vachan deta hu ki mein laut kar jarur aaunga....
phir mere bahut jor dene par Shalu waha se apne kutiya mein chali gayi
aur mein aasmaan ko dekhte dekhte
aise hi wha baithe baithe kab raat guzar gayi kuch pata hi nahi chala hum
phir mein subah subah Mahaguru ka aashirwad liya aur nikal pada apni yatra par...
ab dekhte hai R.V.S k paas jo rac
vi hai woh kya kar raha hai
Abhi aur usske dost ab ,7th class paas karke 8th mein pahuch gaye the
yaha bhi abhi martial art ki training mein perfect ban gaya tha
Aur Rimpy Science and technilogy ki master ...
aaj highschool ka pahla din tha ki tabhi Abhi mansion k bahar 3 Gadiya aakar ruki jinmein se do gaurds ki thi aur ek rimpy kiander aate hi
Rimpy - Maa ...maa jaldi se bf do na bahut bhukh lagi hai
( haaji abhi k janamdin wali party se hi Rimpy ka yeh niyam ban gaya tha k subah ka bf aur school jana humare saath hi ho gaya tha)
itne servants k hote hue bhi subah ka bf mom apne hai haato se karati thi
didu ab college jaane lagi thi
Aur cute Adira bhi bahut shaitan ho gayi thi... bina muzhse choclate ki rishwat liye School nahi jaati thi
school mein sameer aur Raghu ab mere jigri ban gaye the
Aur Rimpy aur Sameer k samzhane par Golu ab muzhse fur rahata tha
mere 12th birthday k baad ek din raat ko muzhe jab pyas lagi tab mein kitchen jaa hi raha thi...ki tab muzhe gharki terrece se niche aate hue ek saaya dekha...
mein bhi chupkar dekhne laga toh diha k ek nakab posh tha, jisne black colur ka leather suit pehna tha aur do Talwarien pith par bandhi hui thi...maine sochs k koi chor hai...
jaise hi mein ussko pakad ne liye aage bada lekin rabhi us mask man ne apna mask utara toh mein dekhkar bahut hairan ho gaya kyu ki mask haatne par jo chehra sammne aaya tha woh aur koi nahi Papa ka tha.....
apne pita ko aise bhesh mein dekhkar mein bada hi hairaan hua.
Aaj k liye itna hi agla update kal
..........
maa jaldi se bf do na bahut bhukh lagi hai