- 874
- 1,357
- 123
UPDATE-15
Roshni me jate hi hum ko kuch bhi dikhai nahi de raha
tha hum kaha ja rahe kis aur badh rahe hai kuch bhi
dikhai nahi de raha tha .. Charo aur sirf roshni hi roshni
thi ..
Tabhi jaise hum kahi utre kiu ke mujhe mera jisam kahi
pada hua mahsoos ho raha tha Maine dono ke hath nahi
chode the .. Tabhi roshni gayab hone lagi abkho ke
samne se aur roshni gayab hote hote kuch naye rang
kuch nayi tasbire ubharne lagi.. Hame phirse dikhne laga
..
Main jab uth ke baitha to samne ka najara dekh
ascharya ho gaya ...
Hum jaha khade the wo dharti Nahi thi kuch solid roshni
pardasi type ke cristal pe khade the ..Maine idhar udhar
dekha to mujhe waha sirf Cristal ke bahar andhera aur
Kristal ke andar hum tin the .. ..
Main.. Yumina mohan tum dono thik ho ..
Yumina khadi hui aur ankhe malte huye boli...
Yumina.. Ye konsi jagah hai hum kaha hai ...
Maine gate spell ka istemal kiya mere samne gaye khul
gaya Maine asar gate se par kiya lekin pata chala hum
wohi hai Cristal me hi .. Gate spell yaha nakam ho gayi ...
Mohan .. Ye kaisi jagah hai na koi darwaja na kuch gaya
roshni hai lekin bahar gupt andhera kuch dikhai Nahi de
raha hai ..
Main .. Pata nahi .. Kya kehte ho kya karna chahiye ..
Yumina.. In Cristal ki diwaro ko tod du ..
Main .. Nahi jarur aisa kuch hoga jo hame yaha ke bare
me koi idea de sake ...
Thode waqt tak hum us Cristal ke andar dhundte rahe
lekin kuch nahi mila .. Tabhi achanak .. Cristal ki roshni
ghatne lagi bahar ka andhera jaise hamare najdik aane
laga ..
Tabhi Maine husna ko kaha ... Husna ye kya ho raha hai ..
Husna .. Malik lagta hai ye kristal me Jo roshni hai WO
andhere ko dur rakhe huye hai lekin roshni ghat rahi hai
..aur roshni chahiye nahi to hum bhi andhere me dub
jayenge...
Main.. Roshni ha hum jise abtak dhund rahe the wo
roshni hi hai hame aur roshni chahiye yaha se andhere
ko batana hoga tabhi pata chalega hum kaha hai ...
Husna taiyar ho ajao mujhe tumhari roshni ki taqat do ..
Tabhi husna mere andar agayi aur main dekhte hi
dekhte ek roshni ka insan ban gaya .. Mere jisam se
nikalti roshni ka asar ye hua ke Cristal ke prabhaw se wo
100 guna Jada badh gayi aur bahar ke andhere ko milta
aage badh ne lagi .. Aur jo najara hamare samne tha use
dekh jaise hum ascharya chakit ho gaye. ..
Hum Cristal me hawa me tair rahe the .. Aur hamare
niche ek puri alag duniya thi .... Tabhi Cristal achanak
niche us duniya ki aur badh ne laga .. Mujhe kuch samajh
nahi araha tha ho kya raha hai aur wo Cristal us duniya
ke ek jungle ke bich utar gaya ..
Jaise wo Cristal jungle me utra crital phighalne laga
pichal le wo humse dur akar lene laga .. Aur dekhte hi
dekhte wo Cristal hamare samne humse dugne akar ka
insani roop me tha ...
Hum ascharya se us Cristal wale admi ko dekh rahe the
..tabhi Cristal admi chote chote tukro me bikhar gaya
aur roshni me shama gaya .. Hame kuch samajh aata
usse pehle pura gayab ho gaya ...
Yumina... Ye kya hua kaha gaya ye ..
Main.. Pata nahi abhi hum hai kaha .. Ye ped dekho kitne
alag hai na ...
Mohan .. Ha aur janwar bhi .
Main.. Janwar kaha hai janwar. ...
Mohan .. Hamare Charo aur hum phir chuke hai..
Yumina ne aur Maine apni talwar nikal li mohan wind
magic ka use kar hawa me uth gaya ..
Hame gol se ghere ajeev chipkali jaise lekin Cristal ke
tarah hi the hare Cristal ke bane 2 fit hight wale
chupkali khade the gurra rahe the. .
Maine bhi apni talwar nikal li aur talwar ko bhi roshni
me badal diya .. Yumina bhi taiyar thi ..
Tabhi jaise ek ek karke hare crital wale chupkali hum pe
kud pade main aur yumina apni talwar ghuma unko
karne lagi .. Mere talwar se wo bich se kat jate lekin
yumina ke talwar se unke tukre tukre ho jate jaise kanch
ke hote hai ..
Idhar Mohan bhi apne wind magic se bawandar bana
unko hawa me uchal de raha tha aur jab niche girte tut
jate ... Karib 16 the waqt to nahi laga lekin ascharya
bahut hua .. Unko hara hi diya ....
Mohan .. Ye Cristal ka kya chakkar hai yaha .. Junwar bhi
Cristal ke .. Tabhi jaise kuch hone laga wo Cristal jo
Yumina aur mohan ke war se tute the wo bapas philhal
ke judne lage .. Lekin mere kate huye Cristal wale
chupkali nahi jude .. Yumina .. Ye kya ho raha hai ....
Main.. Ye dobara se Jud rahe hai.. Aise inko Mara nahi ja
sakta lagta hai ... Roshni ki taqat se haraya ja sakta hai..
Maine unko jisne ka mouka Nahi diya aur apni talwar
ghuma unko kat ta gaya jabtak waha koi na bacha ..
Mohan.. Jaldi se jungle se nikalna hoga warna aise aur
bhi honge unse samna ho jayega ...
Main.. Hmm sahi kaha .. Asman se humne dekha tha na
koi Nagar jaisa kuch hai is aur ..
Yumina... Ha Nagar hi hai ... Bada pyara nagar hai ..
Main.. Tumhe kaise pata ..
Yumina .. Dady ladkio ko pata hota hai kitni sundar dikh
rahi thi..
Main.. Kabhi kabhi sundarta chalawa bhi hoti hai .. Chalo
pehle pata kare hum hai kaha hamari duniya to Lagti
Nahi nahi ..
Main.. Monark prakat ho .. Mere pukarne se monark
mere pass tote ke roop me prakat ho gaya ..
Main.. Monark jao aur kisi ke najar me aaye bina is jagah
ke bare me jitni jankari ho sake lekar aao ..
Monark .. Ji malik ..
Main.. Husna bahar ajao .. Tabhi husna mere andar se
bahar agayi .. Main normal insani roop me agaya ... Chalo
pehle is jungle se nikalte hai....
Jis aur Nagar ko dekha tha us aur chal pade ..
Main.. Mohan tumhe kya lagta hai hame yaha kiu choda
gaya hai .. Wo Cristal admi hame yaha chod kaha gayab
ho gaya ..
Mohan .. Kya pata .. Pehle andhera phir ye duniya ho kya
raha hai hum dungen me aaye the na ..
Yumina .. Dady agar thik se socha jaye aisa nahi lagta
kause hamari pariksha li ja rahi ho .. Matlab pehli
pariksha andhere ko dur karna dusri pariksha yaha is
duniya me ..
Mohan .. To phir wo Cristal wala admi kon tha ..
Main.. Rakhwala .. Dungen ka rakhwala .. Agar hum
pehla padao par Nahi karte to hum hamesha ke liye
andhere me rah jate .. Ise ek khel ki tarah samjho ..
Padao par na kiya to usi me atak ke rah jaoge .. Khel se
bahar nikalne ka ek hi tarika hota hai khel ko jitkar ..
Hum bate karte huye jungle se nikle hi the ke tabhi
hamare samne dusri musibat khadi thi aur ye musibat
Choti nahi .. Bahut badi thi ek ped jiske har sakh hil rahi
thi .. Jaise hi hum jungle se nikal le pehla kadam khule
maidan me rakha ped ke sakhe hamari aur badh ne lagi
..
Hum piche ho gaye jungle me .. Sakhe ruk gayi.. ...