• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance AGENT(completed)

Suraj ka love choice koun honi chahiye???

  • Myra

  • Sunita

  • Anwesha

Results are only viewable after voting.

deep500

New Member
36
69
33
Nice story !! Awesome plot .
Sunita ki character aur dialogue ghatiya laga kyuki mai personally face kya hua is type ki ladki se . Sunita jo asha karti hai wapas pane lekin bhool gaya kya nahi kiya aur to aur Jimmy se jismani rishte bhi bana liye aur ab emotions nahi hai bolke lautna chahate hai ,ab insan ke dil to mandir nahi jo pap kiya fir mandir jake ghnta bajake Pooja path karke paap dho liya !! Ye ladki kaise expect karti hai uske vapas aane ka . Khud ko to ek bar jhak leti aur sala sabse hasi aarahi hai uske bat pai ki suraj kyu wait nahi kiya college pai bhi nahi manaya !!! Ab kyu manate ya wait karta ?? Jimmy ke bachho ko apnane ke liye ya fir sunita ke pash jalil hone keliye !! Sorry bro flow mein jada bol diya dil ka bharas nikal diya ! Myra ek sweet character lagi ab tak maa aur Myra ko shayad sachhai pata hona chahiye kyuki jan to kabhi bhi ja sakta hai ab in dono ki haq banta hai sach janne ka kyuki jab mara jaye tab jada dukh na ho . Teammates agar raajdar ho sakta hai to do sabse karibi kyu nahi .

Awesome story !! Thoda slow hai story matlab update bohot gap se aate hai bas !!!
 
  • Like
Reactions: RAAZ

Swaraj

Well-Known Member
6,864
26,013
219

Itne deatiled review ke liye thanks bro.aap ne jo kaha ekdum sahi hai,sunita ne paiso ki chakachaundh dekhkar Jimmy se rishta joda.lekin chakachaundh chaar din ki chandani hoti hai.jimmy ke paas paisa tha uske baap ka.lekin pyaar aur respect???ek paise ka bhi nahi jo sunita der se hi sahi samajh gayi
Suraj ko wapas paane ki zid koun se khel khilwayegi usse ye to waqt batayega
Waise updates ka bata Doon ki mai 3 stories ek saath likh raha hoon bro.isliye update weekly one hi de pa raha hoon.baaki try kar raha hoon updates ka.jitni ho sake jald diya karunga
Aap bas aise hi support karte rahiye
 
  • Like
Reactions: RAAZ
Top