agyant
Active Member
- 669
- 833
- 108
2nd update....
Sidhe 12 sal ka leap. Koi bat nahi.....
Hamara hero bada ho gaya hai, aur gf bhi bana liya
. Lagta hai suraj ke carefree ladka hai..... aur Sunita practically sochne wali ladki............. To ye bemel ki jodi nehi bani aur ho gaya break up....
Idhar manoj ke bad Raw ka activity kam ho gaya hai aur koi raw ke mission fail kar raha hai..... Bichare khan Sahab pressure mai hai..
Hamare hero break up ke gum bhulane pahunch gaye bar men, par idhar bhi chain na mila, ho gaya panga cousin se... aur ye kya botal sidhe de mara sar pe....
Ab dekhte hai ye lafda kahan tak jata hai......
Waiting for
Next update...........