Sirf update bro jo bohut jald aane wali hai stay with the story
Bhai meri baat serios mat lena...
Kyuki jaldi matlab kab tak ayega ye aap directely bataya kare...
Kyunki picchali baar jab humne 'waiting for update' likha tha to apne sirf 'jald hi aayega' likha tha
Aur do din tak sirf apka ka yahi reply tha...
Matlab hum kya samjhe app likh rahe hai yaa aaj nahi to kal denge update...
Lekin tisre din aapka msg ata hai ki Friday ko aayega matalb aur 2-3 din wait karna padega...
Isse to accha hai aap sidha sidha bata de ki kitne din baad aayega update...
Reader ka bhi mood kharab nahi hoga, Ki appne kaha update ayega aur visit ke baad nhi mila to nirasha haath ati hai...
Umeed hai aap meri baat par gaut karenge...
Aur baat buri lage to maaphi chahunga...