• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance AGENT(completed)

Suraj ka love choice koun honi chahiye???

  • Myra

  • Sunita

  • Anwesha

Results are only viewable after voting.

Jitu kumar

Active Member
1,946
6,504
143
Awesome update bhai,
aaj ke update me to aapne kamal kar diya hai,
suraj ne myra ko birthday gift me scooty diya lekin myra ne ye kah kar mana kar diya ki vo shadi ke baad ise legi,
alisha ke call aate hi mujhe lag gaya tha ki kuchh gadbad hai,
aakhir aisi kya majburi thi jo alisha ko apne desh ke sath gaddari karni padi,
alisha ne khud ko suraj ke hatho shoot karwa liya,
Dekhte hai ab aage kya hota hai,
Waiting for next update
 
Swaraj

Well-Known Member
6,864
26,013
219

Myra khuddar ladki hai bro.isliye usne itni mehengi gift lene se mana kar diya
Alisha ek terrorist ke haathon se nahi balki ek sacche desh bhakt ke haathon se apne aap ko shahid karwaya.
Next update me bohut kuch hai
 
Top