Captain Jack Sparrow
Not all treasure is silver and gold, mate.
Staff member
Sectional Moderator
Supreme
- 5,072
- 11,881
- 174
Update 63
sabhi camp se nikal padte hain sabhi jungle se hoke nadi ke pass jaa rahe the var-
sha or neelam age chal rahi thi unke piche medical staff or sabse akhri me hamare
teen bandar yane kii agni,jagu or deva,,,,,, deva agni se kehta hai abe oye hrithik
roshan kii carbon copy sun ajj hii apne dil kii baat varsha ko bata dena samjha
subah kii tarah mousam kii jankari dene mat beth jana agni kehta hai abe me kya
karta pata nahin lekin kese ajj pehli bari mujhe darr lag raha tha jagu kehta hai hota
hai aisha jab pehli baar kisi ladkii ko prapose karne jao to aisha hii hota hai thoda
thoda darr lagta hai lekin baad me jab prapose kar karke expirince hojata hai na
darr nahin lagta jese kii hamara deva inn mamlo me expert hai kyun deva deva
kehta hai haan be mujhe inn mamlo me bohut jyada tazurba hai jagu kehta hai
acha kiss chizz me ladkiyon se pitne me yaa naa sun ne me deva chidd jata hai or
kehta hai sale tu chup karr manhus kahinka ishi tarah baat karte karte sabhi nadi ke
pass pahunch jate hain or ek ek karke sabhi do nav me beth jate hain or nav nikal
padti hai apni manzil kii orr neelam varsha se kehti hai varsha ajj agni ko kya ho
gaya hai subah se itni ajeeb bartab kyun kar raha hai varsha ko pata tha agni aisha
bartab kyun kar raha hai varsha mushkura deti hai or kehti hai mujhe nahin pata
neelam phir agni nav vale se puchta hai orr bhai kya wahan pe abb bhi fakira baba
rehte hain wo nav wala kehta hai haan babujii fakira baba abb bhi wahan pe rehte
hain tabhi neelam puchti hai agni ye fakira baba koun hai agni ish se pehle kuch
kehta wo nav wala kehta hai doctor sahiba fakira baba hamare gavn ke rehne wale
hain unhe bhavisya dikhta hai wo kisika bhi chehra dekh ke ushka bhavisya bata
sakte hain unke pass bhagbaan kii dii gayi kuch anmol saktiyan hain neelam kehti
hai what rubbish aisha bhi kabhi hota hai kya deva kehta hai nahin neelam jii ye fakira baba bohut powerfull hain wo jo bhi kehte hain wo sach nikalta hai unkii har bhavisyabani sach nikal ta hai neelam puch tii hai agni ish bareme tumhara kya khayal hai agni kehta hai agr logon kii mano to ye baat sach hai deva or jagu ke bareme unhone jo pichle saal kaha tha wo age jake sach sabit hua lekin,,,,,, varsha kehti hai lekin kya agni ,,,,,agni kehta hai pata hai varsha unhone sabka bhavisya bataya or wo age jake sach bhi hua lekin wo mera bhavisya nahin bata paye the pichle saal varsha kehti hai aisha kyun agni,,,,,,, agni kehta hai mujhe nahin pata phir varsha apne man me kehti hai lagta hai mujhe fakira baba se milna padega orr phir nav pahadi ke ush paar ke village me pahunch chukii thi sabhi nav se niche utarte hain orr village ke andar chal dete hain wahan pe camp to nahin laga tha lekin uss village ke ek ghar me camp ka bandobast kiya hua tha wahan pe bohut se log jama the kuch maleria se bimar the to kuch fileria or kuch dengu se agni or nee- lam dono apne sath laye hue ek suit case ko kholte hain jishme dabai injection or kuch tablet's the orr sab apne apne kaam me lag jate hain kuch marizon ke sath busy ho jate hain unka treatment karne ke liye to kuch unke help karne ko to kuch marizon ka naam pata apne database me likhne lagte hain record's ke liye aisha hii kuch ghanto takk chalta rehta hai or wahan se bhadd dhire dhire kam hoti jati hai orr phir sara kaam khatam hojata hai sabhi eqpments or apne sath laye kuch saman ko pack karne lagte hain jab sab taiyar ho jate hain to agni apne ghadi ko dekhta hai abhi sadhe teen baj rahe the phir agni kehta hai sathiyon abhi waqt hai hume 6baje takk camp me wapas pahunch na hai orr abhi hamare pass kafii waqt hai kyun na thoda yahan pe ghum liya jaye tabhi varsha kehti hai agni kya hum ush fakira baba se milne jaa sakte hain deva bolta hai haan kyun nahin wese bhi unka jhopdi hamare jane ke rashte me ayega to chalte hain unke pass orr sabhi ish baat pe haami bharte hain orr chal dete hain fakira baba kii jhopdi kii orr sabhi kuch der me fakira baba ke jhopdi ke bahar pahunch jate hain phir wo nav wala jake fakira baba kii darwaza khat khatata hai kuch der baad ek bridh sa byakti darwazaa kholta
hai orr wo ush nav wale se kehta hai are ramu tu yahan kya baat hai sab thikk to hai naa wo nav wala jishka naam ramu tha wo kehta hai haan baba sab thik hai hamare gavn me ye medical team ayithi logon kaa ilaaj karne wo aap se milnaa chahte the to me inhe yahan le aya phir fakira baba sabko wahan pe bethne ka bandobast karwa ta hai orr phir sab fakira baba se apne bhavisya jan ne ke liye ush se puch ne lagte hain orr fakira baba sabko unka bhavisya batane lagta hai phir deva orr jagu ushke samne ajate hain unhe dekhte hii fakira unhe pehchan jata hai orr kehta hai to tum dono bhi aye ho deva kehta hai haan baba hum bhi aye hain orr hum dono hii yahan sabko laye hain abb hamare bareme kuch bataiye naa,,,,baba jagu se kehta hai beta tumhe agle kuch dino me tumhara sacha pyar milne wala hai ye sunte hii jagu uchal padta hai or kehta hai kya sach me baba,,,,,,baba haan me sir hilata hai phir fakira deva se kehta hai beta tumhara filhaal kuch nahin ho sakta tumhe apne hath se hii kaam chalana hoga ye sunte hii wahan pe moujud sabhi hassne lagte hain sabse jyada jagu hassne lagta hai deva chidd jata hai or chup chap wahan se uthke piche hatt jata hai phir jagu deva ke pass ake kehta hai abe sale kya hua mene kaha tha na neelam sirf meri hogi lekin tu sunta kahan hai sale le abb to baba ne bhi kehdiya tera kuch nahin hone wala samjha deva kehta hai abe apni bakwass band karr nahin to tera louda hii kaat dunga samjha jagu chup hojata hai phir neelam baba se apne bareme puchti hai baba kehta hai beti tera bohut jaldii shagai hone wala hai tu jish se pyar karti hai wohi tera pati banega orr ushka naam j letter se suru hota hai ye sunte hii neelam khuss hojati hai wahin jagu bhi uchalne lagta hai orr deva ko kehne lagta hai dekha be neelam mujhse pyar karti hai dekha baba ne kya kaha j letter samjha deva chidd te hue kehta hai abe mujhe lagta hai baba ne handiya chadha liya hai ish liye aishe bol dia be jagu kehta hai abe jaa handiya baba ne nahin tune mari hogi phir varsha baba ke pass jati hai orr kehti hai baba mera naam ish se pehle varsha kuch kehti baba ushe tok deta hai orr kehta hai mujhe pata hai tera naam varsha hai orr tu ye jan na chahti hai kii tu apne pyar ko hasil kar paegi ya nahin varsha kehti hai aap ko kese pata baba,,,,,,baba kehta hai
beti sayed tum bhul rahe ho me koun hun varsha kehti hai to baba bataiye ke me apne pyar ko pane me kamyab hungi ya nahin baba kuch der varsha ko dekhne lagta hai or phir kehta hai beta tu jish se pyar karegi wo koi amm insaan nahin hoga wo bhi tujhse beintiha mohabbat karega itna mohabbat sayed hii koi kisi se kar paye lekin tu ushe kabhi bhi hashil nahin kar paegi ye sunte hii varsha socked ho jati hai orr kehti hai aisha kyun baba,,,,,baba kehta hai beta ye to mujhe bhi nahin pata lekin itna bata sakta hun ush pyar se tujhe dard or takliff ke sivay kuch bhi nahin milega abhi bhi waqt hain bhul jaa ushe nahin to tumhara bachna mushkil ho jaega beta bhul jaa ushe varsha kehti hai aisha nahin ho sakta baba me ushe nahin bhul sakti aap kuch upay bataiye naa baba kehta hai beta me sirf bhavisya dikhata hun ushke bure prabhav se kese bacha jaye mujhe nahin pata varsha dukhi man se wahan se uth jati hai phir agni baba ke samne ake kehta hai namaste baba kese hain aap jab baba agni ko dekhta hai to kehta hai mujhe pata tha bete tum yahan dubara jaroor aooge lekin ish baar bhi tumhe kuch bhi pata nahin chalega bete agni kehta hai lekin kyun baba aap ne sabke bhavisya ko dekh liya par mera kyun nahin dekh paa rahe hain varsha kehti hai haan baba aap agni kaa bhavisya kyun nahin dekh paa rahen hain baba kehta hai beta mene dekhne kii koshish kii thi lekin sivay andhere ke kuch bhi nazar nahin aya agni kehta hai par aisha kyun baba ,,,,,,, baba kehte hain beta wo ish liye kyun kii tum shrapit ho or tumhare bhavisya me kya hoga ye to sayed bhagbaan ko bhi pata nahin hoga agni kehta hai ish and- here ka kuch to matlab hoga bataiye naa baba kehta hai beta andhere kaa matlab ya to mout hai ya phir kuch orr jo me nahin janta abb ish bareme mujhe kuch naa pucho yahi tumhare liye thikk rahega phir sab wahan se jane lagte hain sabke jane ke baad fakira baba apne man me kehta hai agni tujhe pata nahin hai beta tu khud hii wo khoufnaak andhera hai jishme najane kitne kho gaye orr naa jane kitno ne apni jaan dedi tu wo andhera hai jishka samna karne se pehle bhagbaan bhi 100 baar sochen orr jish din tujhe apne aap ke bareme pata chalega ushi din agni kii mout ho jaegi orr ush andhi me sayed varsha bhi naa bach paye