• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance AHSAS

Naik

Well-Known Member
21,018
76,682
258
UPDATE 1

World me ek khubsurat desh hai bharat or bharat me ek place hai jiska nam hai Palampur waise to ye ek chhota sa kasba hai par aadhunik chije yha mil jati hai bas ek kami hai or wo hai education ki.
Is sahar me ek ladka rahta hai jiska nam hai Karan. Wo apne pure family ke sath rahta hai iski family joint family hai jisme iske uncle-aunt , cousin bhai and bhabhi Iski maa or iske pitaji ka dehant ho chuka jo army me the or kargil war me sahid ho chuke hai. Karan ka ek dost bhi hai jiska nam hai Raushan.
Kisi ghar k kamre me baithe do log gahri chinta me dube hue hai or ek dusre se kuchh bate kar rahe hai, ye or koi nhi Karan or Raushan hai or ye ghar hai Karan ka .
Lagta hai is bar ham phas chuke hai ab to kuchh umeed nahi hai Karan bola.
Raushan : Umeed pe duniya kayam hai or tu usi ko chhod diya ,ye bat raushan ne haste hue bola.
Karan bahut Gusse se use dekhta hai or bolta hai: itna philosophy agar padhai me lagai hoti to aaj ye din na dekhna padta.
Tabhi ek ladki ki awaj sunai deti hai jo kahti hai: Ab kya fayda jab chidiya chug gai khet. Ye ladki hai Karan k bhabhi ki bahan jiska nam hai Amulya or waise ye Karan ki classmate bhi hai.
Wo dono bahut gusse bhare najro se use dekhte hai phir Karan bolta hai : musibat me fase hone pe hasne walo ki bat kya kare,
Amu: wo mr mai has nhi rahi balki sabak de rahi hu ,waise kuchh help chahiye to mang sakte ho mai mna nhi karungi.
Raushan Karan se dhire se bolta hai : hame is se programming sikh leni chahiye hme to bas isime problem bhi hai exam k liye.
Karan kuchh sochta hai or phir bolta hai: Thick hai Tum hame ek din ka full time me hame commands sikha sakti ho .
Amu : Yes I will
Karan: phir kal pura din mujhe de sakti ho apna mujhe sikhane me
Amu man me ( main to apni puri jindgi tumhe de di hai ye ek din kya hai )
Karan use hilata hai or : wo madam kha kho gai
Phir Amu hosh me ate hue: yeah sure kal se suru karte hai.
Behtareen shaandaar shuruwat bhai
 
  • Like
Reactions: mashish

Naik

Well-Known Member
21,018
76,682
258
UPDATE 2

Tumse achha to mai kisi bachhe ko padhati or use bhi jaldi sikha deti gusse me Amulya ne Karan ko bola. Is bat pe haste hue Karan bolta hai: sorry Amulya madam.

Amu : kitni bar bola hai mujhe amu bolo Amulya nhi.

Karan : isme thoda time lagega madam .

Isi tarah majedar kahasuni k sath Karan or Raushan Amulya se commands sikhte hai.

Phir ata hai exam ka din jiske liye Karan or Raushan ne ek sal se mehnat ki thi.
Subah subah uthkar dono jaldi se exam center jate hai or exam dete hai.

Center se bahar ate hue Karan raushan se bolta hai ki wo mandir ja raha hai tum ghar k liye nikal lo.

Idhar Karan mandir me pahunch kar bhagwan se exam me qualified hone ke liye prarthana karta hai or phir wha se wo nikal rha hota hai ki dekhta hai ki

Ek bahut hi Khubsurat ladki bhagwan k murti k samne ghutno pe baithkar bol rahi thi: please god is bar kisi tarah se qualify kara do mai promise karti hu ki next time se pakka mehnat karungi. Apne dad ka har kahna manugi please god save me.
Karan to bas uski chehre me kho sa gya tha us ladki ko dekhkar use or kuchh hosh hi nhi tha ek awaj se uski Dhyan bhang hota hai: are beta kaha tha tu kitni bar bola hai main us jabutre pe milungi na ki mandir k compound me .
Ye awaj thi Karan k chachi ki jo har sham mandir ati hai or Karan unko pic karne aya tha .

Karan : sorry chachi wo bhagwan k darshan karne lga tha to udhar nhi aya abhi aahi rha tha.

Chachi : maine dekha tu kis bhagwan ka darshan kar rha tha.

Karan : are chachi aap bhi chhodiye chaliye ghar mujhe bhi late ho rha hai.

Karan phir chachi ko lekar ghar aa jata hai,ghar ane k bad bhi wo us ladki k bare me sochta rahta hai wo to is kadar kho chuka tha ki use ye bhi nhi pta chalta ki uski bhabhi kab uske kamre aa chuki thi jab tak bhabhi use nhi pukarti use to hosh hi nhi tha

Bhabhi : lagta hai kisi jadu kar diya hai aapke upar warna jo ladka ek min shant nhi rahta wo itna der se kis khyalo me khoya hai.

Karan : nhi bhabhi aisi koi bat nhi hai wo bas

Bhabhi : rahne dijiye devar ji mujhe lagta hai kisi jogan ne jog lga diya hai ,warna aisi harkat wo bhi aap

Karan : kya bhabhi aap bhi kuchh nhi hai aisa.

Bhabhi : mujhe to lagta tha ki main bhabhi kam or best friend jyada hu lekin khair aap nhi batana chahte to
Ye bolkar bhabhi ne Karan ko imotional blackmail karna suru kar diya phir Karan bolta hai

Karan: bhabhi aisi koi bat nhi hai aapko to pta hi hai mujhe abhi kis chij ki tension jyda hai
Karan ye bolkar tal jata hai phir bhabhi use khane k liye lekar chali jati hai.

Table par use uske samne bilkul Amulya baithi thi jo uske ane k bad us se puchhti hai: kaisa gya mere students ka exam koi apne teacher ko bhi batao.

Ispe Karan bolta hai: Bahut achha gya Amulya madam,

Amu : kitni bar kaha hai mujhe amu bolo na ki Amulya

Karan : isme thoda time lagega madam.

Karan ye bolkar apne kamre me bhag jata hai.

Isi tarah 15 din bit jate hai or exam ka result aa jata hai or Karan and Raushan dono qualify kar jate hai phir un dono ko councelling k liye bulaya jata hai or uske bad undono Shimla me ek college me admission mil jata hai.

Uske bad wo dono wha jane ki taiyari me lag jate hai. Or wo din bhi aa jata hai jab undono ko jana hota hai.
Tow exam pass ker lia dono doston n ab dekhte h shimla n kai hota h or kia kia badlao aate h inki zindagi m
Badhiya shaandaar update bhai
 
  • Like
Reactions: mashish and aalu

aalu

Well-Known Member
3,073
13,048
143
toh kaafi lamba samay cover kiya iss update ne... amulya madam kee siksha ke baad command pe thori command toh badh gayee karan aur raushan kee,,, falswaroop wo dono qualify bhi kar gaye... waise yeh janab mandir mein mangne toh mannat devta ke aage gaye the lekin devi ke aage natmastak ho gaye...

wo devi bhi shiksha kee devi toh katai na lagi,,, ab quaify hone ke liye prarthana kar rahi thee... bhagwan ne milaya bhi toh iske hi jaisi koi doosri... udhar amulya jee ke sapne dhare hi rah gaye idhar inke dil ko kisi aur ne hack kar liya hain...

ab shimla ko toh nikal liye kaheen devi jee bhi qualify kar ke udhar hi na mile...
 
  • Like
Reactions: mashish and Naik

Vkmax

New Member
49
69
34

Keep supporting thanks for the comments.
 
Vkmax

New Member
49
69
34
UPDATE 3

Aaj bahut gahma gahmi najar aa rahi hai kya baat hai sir, ek professor ne dusre professor se puchha.

Dusra professor: - aaj first year ki admission suru Hui hai na.

Sare ladke gutham gutha ho chuke hai line me bahut bhid ho rakhi hai sab apni bari ka besabri se intejar kar rahe the koi kisi se pichhe rahne ko taiyar nhi hai ki tabhi ek bahut tej awaj ati hai :- Tumhe pta tha ki main aa rahi hu phir bhi tum logo ne mujhe line me lga diya tumahari himmat kaise hui kha hai principal .

(Ye kisi ladki ki awaj thi or ye ladki koi or nhi balki wahi ladki thi jo Karan ko mandir me mili thi )

Sare log chup chap us ladki ko dekh rahe hote hai phir principal bahar ate hai or use shant karate hai or kisi se phone pe bat kar rahe hote hai ,
Uske kuchh der bad hi ek badi si gadi aakar rukti hai or usme se ek aadmi utarta hai or bolta hai:- maf kijiye mujhe uski is harkat k liye main sharminda hu principal sahab main uski jagah line me lag jata hu koi bat nhi hogi,
Ispe principal bolta hai - kya kar rahe hai aap aapko to maine bola hi tha ki use bhi ane ki jarurat nahi hai admission main de dunga but aapne kha tha ki wo bhi aam students ki tarah admission legi .

Wo aadmi- kya kahu sir main chahta hu wo jo kare khud se kare mere nam lekar nhi lekin shayad mujhme hi koi kami rah gai thi iski maa nhi hai or sari jimmedari main nhi nibha saka.

Principal phir request karke us aadmi ko le jata hai or phir baki sare students k admission suru ho jata hai in sab me Karan or Raushan ka sara din nikal jata hai sham ko apne room pe aa jate hai jisko unlogo ne kiraye pe liya tha.wo dono phir jaldi so bhi jate hai kyonki kal subah se hi unka class suru hone wala tha.
 
Behtareen shaandaar update
 
  • Like
Reactions: mashish

aalu

Well-Known Member
3,073
13,048
143
yaar yeh mandir waale bhagwan toh bare fast nikle,, dono ke hi manokamna purna kar diya... ab devi darshan kiye the mandir mein toh prasaad swaroop wo bhi ussi college mein aa gayee hain.. leki lagti toh bade baap kee bigdail ladki hain jisse katar mein khare hone mein pareshani hain,,, kaheen line mein koi line maar diya toh...

***
chalo abhi toh dakhila ho gaya,,, ab mukaa laat hogi college mein...
 
  • Like
Reactions: mashish and Naik

Vkmax

New Member
49
69
34
yaar yeh mandir waale bhagwan toh bare fast nikle,, dono ke hi manokamna purna kar diya... ab devi darshan kiye the mandir mein toh prasaad swaroop wo bhi ussi college mein aa gayee hain.. leki lagti toh bade baap kee bigdail ladki hain jisse katar mein khare hone mein pareshani hain,,, kaheen line mein koi line maar diya toh...

***
chalo abhi toh dakhila ho gaya,,, ab mukaa laat hogi college mein...
Thanks for your compliments keep supporting
 
  • Like
Reactions: mashish and aalu

Prem pyasa

Member
283
980
94
UPDATE 1

World me ek khubsurat desh hai bharat or bharat me ek place hai jiska nam hai Palampur waise to ye ek chhota sa kasba hai par aadhunik chije yha mil jati hai bas ek kami hai or wo hai education ki.
Is sahar me ek ladka rahta hai jiska nam hai Karan. Wo apne pure family ke sath rahta hai iski family joint family hai jisme iske uncle-aunt , cousin bhai and bhabhi Iski maa or iske pitaji ka dehant ho chuka jo army me the or kargil war me sahid ho chuke hai. Karan ka ek dost bhi hai jiska nam hai Raushan.
Kisi ghar k kamre me baithe do log gahri chinta me dube hue hai or ek dusre se kuchh bate kar rahe hai, ye or koi nhi Karan or Raushan hai or ye ghar hai Karan ka .
Lagta hai is bar ham phas chuke hai ab to kuchh umeed nahi hai Karan bola.
Raushan : Umeed pe duniya kayam hai or tu usi ko chhod diya ,ye bat raushan ne haste hue bola.
Karan bahut Gusse se use dekhta hai or bolta hai: itna philosophy agar padhai me lagai hoti to aaj ye din na dekhna padta.
Tabhi ek ladki ki awaj sunai deti hai jo kahti hai: Ab kya fayda jab chidiya chug gai khet. Ye ladki hai Karan k bhabhi ki bahan jiska nam hai Amulya or waise ye Karan ki classmate bhi hai.
Wo dono bahut gusse bhare najro se use dekhte hai phir Karan bolta hai : musibat me fase hone pe hasne walo ki bat kya kare,
Amu: wo mr mai has nhi rahi balki sabak de rahi hu ,waise kuchh help chahiye to mang sakte ho mai mna nhi karungi.
Raushan Karan se dhire se bolta hai : hame is se programming sikh leni chahiye hme to bas isime problem bhi hai exam k liye.
Karan kuchh sochta hai or phir bolta hai: Thick hai Tum hame ek din ka full time me hame commands sikha sakti ho .
Amu : Yes I will
Karan: phir kal pura din mujhe de sakti ho apna mujhe sikhane me
Amu man me ( main to apni puri jindgi tumhe de di hai ye ek din kya hai )
Karan use hilata hai or : wo madam kha kho gai
Phir Amu hosh me ate hue: yeah sure kal se suru karte hai.
Dost achha likhte ho. Lekin phir bhi kuchh sujhav Dena chahunga. Aap dialogue aur narration ek sath Mila dete ho. Isse readers Ko problem Hoti hai. Jahan se dialogue shuru Karen wahan se double koma" Laga dein aur Jahan ant Karen wahan bhi.
Har character ka dialogue alag line mein likhe chahen uska dialogue ek hi word ka kyun na ho.
Suppose that, hero kehta hai - "tum kal party mein chalogi?"

Heroin - "nahi...."

Hero - "kyun? Tumhe to partiyan bahut pasand hai."

Heroin - "Han,...Magar mujhe kuchh kaam hai."

Etc. I hope aap samajh Gaye honge. Iss tarah se readers Ko padhne mein asaani rahti hai. Aur updates bhi thoda bada dene ki koshish Karen.
 
Last edited:
Top