• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy aj the life of Ajay

Kya koi ise padh bhi rha hai

  • Yes

    Votes: 20 100.0%
  • No

    Votes: 0 0.0%

  • Total voters
    20
Status
Not open for further replies.

Sabhi91

Active Member
1,395
3,958
159
Superb update bro... and this is really a good story. Now we are waiting for next update
 
  • Like
Reactions: Aj raj

Aj raj

Member
116
119
44
Well said bro sex is not so important
Story me sex to rahega hi bhale hi thoda kyu na ho kyuki story ka plot maine jo soch rakha hai usse jayada alag to nahi kar sakta ha aap logo ke kahne par maine isme sex bhut kam kar diya h lekin usse story par meri soch ke hisaab se fark to padega
 
  • Like
Reactions: Pintupaul

Aj raj

Member
116
119
44
Superb update bro... and this is really a good story. Now we are waiting for next update
Shukriya bhai next update aaj rat ko Aa jayega
 
  • Like
Reactions: John Cena

Pintupaul

Active Member
969
2,075
138
Story me sex to rahega hi bhale hi thoda kyu na ho kyuki story ka plot maine jo soch rakha hai usse jayada alag to nahi kar sakta ha aap logo ke kahne par maine isme sex bhut kam kar diya h lekin usse story par meri soch ke hisaab se fark to padega
Koi nehi Bhai suno sb ka koro dil ka
 
  • Like
Reactions: Aj raj

Aj raj

Member
116
119
44
Solars bahut samay pahle yaha ke sabhi log bhi prithvi ki hi tarah sadaharn jeevan bitate the na koi magic na hi koi power lekin ek din aisa aaya jo Solars ke ek mahan raja ko itna shaktishaali bna gaya ki shayad hi koi unse is brahmaand me jeet sakta tha.
Aur aisa hota bhi agar unhone adhik shaktishaali banne ke chakkar me dusre grah ya kahe to ek aisa aayam jaha Sirf maut basti thi, ka gate na khola hota.

Present time - ek shakhs jo abhi kuch hi samay pahle yaha kaid kiya gya tha usne is grah ke aur iske khatre ke baare me apne pita se suna to tha lekin kabhi apni aankhon se nahi dekha.
Is grah par jaise hi uske kadam pade kai khatarnaak jiwo se uska samna hua tha lekin wo koi aam Insaan nahi tha wo ek aisa yodha tha jiska uske grah par sabhi loha mante the shayad us shaksh ke andar ke jine ki aas ne use bhut himmat de rakhi thi warna ek aisa grah jaha roshni ka naamomishaan na ho Sirf dur dur tak andhera koi kya kar sakta hai siwaye apni maut ke intezaar ka.
Wo shaksh bhi yahi karne lagta hai kai kilometer paidal chalne ke Baad thakkar ek jagah baith jata hai uski sari umeed kahatm hoti ja rahi thi. is andhere me to ye bhi nahi pta tha ki wo kis taraf se aaya hai ya use ab kis taraf jana hai.
Lekin yaha ke rahne wale wo jeev jo is andhere me apne shikar ko dekh lene ki adbhut chamta rakhte the unki najaro se wo shaksh bach nahi paya jald hi kai jeevo ne use chaaro taraf se gher liya tha is andhere me na hi unka akar dikh raha tha na hi koi swaroop kewal dikh rahi to unki chamkili hare rang ki bhayanak aankhen jald hi wo sara ilaka hare rang ki roshni ki chamak se chamakne laga. Jisse is shaksh ko jald hi pta chal gaya ki wo gahri musibat me hai aur uski maut bahut hi karib hai.lekin wo shaksh in jeevo ka bhojan bankar dardnaak maut nahi chahta tha isliye uska haath apni kamar me bandhe ek chote se katari par jata h aur wo use apne ko hi marne ke liye nikalte hue khud se hi kahta h.
Kaash aap jinda hote pitaji to aaj meri aisi mout nahi hoti mujhe maaf karna pitaji na hi mai apne pariwar ki raksha kar saka aur na hi rajya ki. aap ke dwara di gayi shiksha ko chhodkar me bina lade kayro ki maut ko apna raha hu .
Aur ye bolte hi jaise hi wo katari ke handle ko pakadta hai us rajsi katare ke handle me hi lagi ek batan par uska dawab padta hai aur usse nikal kar ek laal roshni pure Akash me teji se failne lagti hai. Aur uske Baad usi roshni se kai laal rang ki nukili kirane nikal kar teji se un sabhi jeewo par hamla kar deti hai jisse kucj jiv to wahi mar jate hai aur kuch ghayal hokar waha se Bhaag jate hai.
Ye shakti ye to dadaji ki thi aur unke marne ke sath ye shakti bhi lupt ho gayi thi. Matlab unhone marne se pahle pitaji ya kisi anya ko ye shakti na dekar apni shaktiyon ko is katari ka roop de diya tha.
Use to jaise jeene ki ek nayi raah hi mil gayi ho jald hi wo laal roshni bhi gayab hone lagti hai jisse jald hi wapas andhera chane lagega ye sochkar wo ek jeev ke Paas jata hai aur apni dhaardaar katari se uski dono aankho ko nikal leta hai marne ke Baad un aakhon ki chamak to kam ho gayi thi lekin ab bhi wo is andhere me roshni ka kaam bakhubi kar sakti thi.
Wo shaksh dheere dheere aise hi aur jeevo ki aankhon ko nikalne lagta hai taki unhe ikattha kar ek jagah rakh kar wo apne Paas kuch roshni kar sake aur uske jariye apne jinda rahne ke liye kuch jaruri cheezo ki talash bhi abhi wo ek jeev ki un chamakti hui hari aankhon ko nikal hi raha tha ki tabhi koi uske pairon par ek kasi pakad bna kar use door hawa me uchaal deta hai (wo shaksh jis mare hue jeev ko aankh nikalne ja raha tha uske paas me pada jeev jo ki ghayal tha kyuki jub in red kirno ka hamla hua to ek kiran sidha uske pairo me dhas gayi jisse wo chal nahi sakta tha lekin uske upar hi ek dusra jeev gir gaya jis karan sari red kiran uske sharir me ghusi aur wo jinda bach gya lekin un kirno ne uske pair par ek gahra hole bna diya tha jisse wo uthne me asmarth tha lekin jub use paas me hi apne shikar ke hone ka anubhav kiya to apne muh se use pakad liya. Lekin us shaksh ne teji se apne haato ko hawa me ghumate hue wahi katari uski aankh me Maar di jisse asahniya Dard ke karan usne teji se us shaksh ko hawa me uchaal diya aur khud bhi behosh ho gaya.)

......................................................

Hawa me uchalte hue shaks us jagah se ek dedh kilometer dur jakar girta hai jaise hi wo jamin se takrata hai uske mooh se ek tej cheekh nikalti hai jo is Baat ka saboot thi ki wo shaksh dharasayi ho gya hai.
Is bhaari cheekh ke Saath wo behosh ho chuka tha kuch der Baad jub uski aankh khulti hai(halanki aankh khulne ka koi fayada nahi tha kyuki us andhere me kuch dikhne ka koi chance nahi tha).
Wo uthne ki koshish karta hai lekin uski peeth ka wo Dard use uthne nahi de raha tha akhir kuch der Baad wo apni sharir me bachi sari takat jutakar apne baajuo Aur apne pairon me lata hai aur ladkhadate hue uthta hai.
Uthte hi uska dhyan us katari par jata hai jo is grah par bachne ka ek matr rasta thi isliye wo use apne aas pass dhudne lagta hai lekin is andhere me wo dikhne se rahi isliye wo wapas apne haath ko kabhi idhar to kabhi udhar karke teji se dhudne lagta hai.
US shaksh ki aakhiri umeed jisne marte samay use ek nayi aas di thi is tarah bikhar jayegi usne nahi socha tha. Wo kabhi ek jagah se dusri taraf apne haatho ko jamin par tatolte hue aage badhta hai to kabhi wapas dusri taraf kyuki wo is andhere me jayada door Jane ka risk nahi le sakta tha use andesha tha ki katari bhi uske sath yahi kahi giri hogi lekin kahte hai na kismat hi gaandu ho to kya wahi us bechare ke sath hua aur kafi musshakat ke Baad bhi jub ko katlari use nahi mili to wo rote hue khud ko dhikkarne lagta hai ki ekmatra bachne ka rasta usne kho diya tha aur sath hi dhire dhire chalne lagta hai ki use koi bada patthar mil jaye jiski panah me kamse kam kuch ghante to jinda rah sake aur kisi bhayanak janwar ki najar us par na pade.
Shayad uski kismat achhi thi milo chalte chalte achanak wo ek cheez se takra jata hai wo use chukar dekhta hai to ye ek bada pathar lagta hai aur wo apni pith ko us patthar par tikakar aram se aankhen band karke sone lagta hai is cheez se anzaan ki aane wale samay me kai aur khatre uska intzar kar rahe the.
Wo samajh to gaya tha ki wo yaha jayada der tak jinda nahi rah sakta lekin is Baat ko maanne ko tayar nahi tha aur akhir tayar ho hi kyu ek surveer yodha jisne apne pure rajya ko bachane ke liye apne jivan ko danv par lga diya tha bhala wo maut se darne wala tha use bhi ab bus usi pal ka intzar tha ki kub maut apni agli wazi khele aur kab wo use maat dekar apne jeevan ka ek din aur badha le.
Bhookh aur pyas ke chalte use aise to neend aane se rahi lekin uska ye kaam thakawat ne kar diya aur uski aankhen band hoti chali gayi jald hi thkaan kamjor aur bhook pyas ka maara wo shaksh ek gahri neend me pahuch jata hai.

.......................................................
[baar baar is baat ko batana time jaya karna hoga ki kub kawach aaya kab gaya isliye abhi - - jub ajay ko koi bada khatra arthat maut uske behad karib ho tab hi wo kawach khud ajay ke pure sharir ko protect karta hai aur khatra talne ke Baad apne aap hi gayab ho jata h. Ye kawach akhir kya hai iska raj aage kahani ke sath hi ]
Ajay apni Gaadi ko kisi aur duniya me khoye hue ya kahe to kisi soch me gum hokar muda hi raha tha ki piche se ek car teji se ajay ko takkar marti hai ajay ki car apni jagah se kuch dur piche chali jati aur road kinare bane realing se takra jati hai ajay ko to kuch nahi hua lekin us car baitha ek aadmi jo Gaadi chala rha tha seat belt na hone ke karan uska sir teji se stearing se takra jata hai aur isi ke Saath wo aadmi behosh ho jata uske sir se bahut teji se khun nikal raha.
Achanak car takrane se picha baitha aadmi jo apni bandook ke dum par piche baithi do ladkiyon ke sath ched khani kar raha tha apne aadmi ki ye haalat dekhkar car se utarkar firing karne lagta hai.
Ajay bhi ye sub hota dekh dar gaya tha uske man me pahli Baat yahi aati hai kahi Gaadi chala rahe aadmi ko kuch ho to nahi gya ajay is Baat se aur bhi dar jata hai kahi uske haato ek banda nipat na gya ho. Aur ajay jaldi se Gaadi ka gate kholkar utarne ko hota hai ki tabhi ek ke Baad ek kai goli ajay ke seene aur pet me lagne lagti hai.
Halanki ye Baat alag thi wo goliyyan ajay se takrakar jamin me giri ja rahi thi leki wo aadmi is Baat par dhyan na dete hue gusse me apni puri banduk ajay ke upar khali kar deta uske Baad jub ajay ki taraf dekhta to ajay apni kamar par apne dono haatho ko rakhkar is prkar khada tha jaise aur goli chalne ka intezaar kar rha.
(ajay ghar se soch kar nikla tha ki agar fir se car chalte samay use koi khatra hotta hai to kya wo kawach use bachane ke liye aayega isliye wo apni car ko teji se sadak par dauda rha tha lekin car ajay ke control me thi aur kawach ki jarurat ajay ko nahi padi jis karan use bhi lagne lga ki ye kawach jo uski raksha karta hai ye uska ek baham hai aur isi soch me gum wo apni car ko muda raha tha aur jiska parinaam tha accident. Accident me ajay ko maut ka khatra nahi tha lekin Jaise hi goli chalne wali hoti usse pahle hi ajay ko wo kawach apne sharir par mahssos ho gaya tha aur is kawach ke aane se ajay bhut khush hokar piche paltta hai aur jaise hi pahli goli uske sarir se takrati hai wo bade style se khada ho jata hai aur ajay ke chehre par ek tej muskaan cha jati hai jo goliya chalne ke sath sath aur gahri hoti ja rahi thi )

Ajay ki taraf najar padte hi us aadmi ki haalat kharab ho gayi thi ya fir seedhi bhasha me kahe to gaand fut chuki thi use apni aankhon par bharosa nahi ho rha tha ki ek aisa shooter jisne aaj tak pta nahi kitne logo ka game baja dala tha lekin yaha to puri gun khali karne ke Baad ajay aise khada tha jaise accident ki khushi me us aadmi ne ajay ke upar phoolo ki barsaat ki ho.
Ajay bhi usi muskaan ke sath us aadmi ki taraf badhne lagta hai ajay ko apni taraf aata dekhakar wo aadmi apni fat chuki gaand ko lekar teji se apni car ki taraf badhne lagta.
Isse pahle wo car ko chu pata ajay ne use pakad kar rok liya tha aur sath hi piche ghumakar teji se apne gale laga liya.

Wo aadmi sadme me hi aise hi ajay ke gale laga rha lekin kuch bolne ki himmat nahi thi use lag raha tha ki uski maut hi usko gale lagaye hue hai uske pair dar ke karan kampne lage jise ajay ne bhi mahssos kiya aur turant us aadmi ko chodte hue bolta hai.
Daro mat bhai tumne to meri bahut madad ki hai to chalo ab darna band karo aur muskurao ajay aadmi ki taraf dekh kar bolta hai.
(aaiye kuch baat car ke andar ki - anadar jo aadmi behosh pada tha uske sir se teji se khun nikalne ke karan dhire dhire wo is duniya se alwida kah raha tha lekin kisi ka bhi Dhyaan us taraf nahi tha aur andar baithi do ladkiyan jinki halat pahle se hi apni ma ke phone Aane ke karan kharab thi aise me unhone jisse lift li wo gunde aur chichore log nikle jinka Lund aise moke par dono ke sharir ka raspaan karne ke liye uchaal marne laga tha aur ek gunda piche aate hi baith kar in dono ke haato ko jabardasti bandook ke dum par inhi ke dupatto se bandhkar lag gya tha inke hotho ko raspaan aur chunchiyo ka mardan karne ke liye. Lekin aur kuch nahi kar paya jiska karan to har story padhne wale ko pta lag hi gya hoga. Un dono ladkiyo ko is accident ka fayda hua aur wo gunde ke bahar nikalte hi ek dusre ko kholne ki koshish me lag jati hai aur kamyaab bhi hoti hai lekin tabhi unhe khidki se wahi gunda dikhayi padta hai aur Saath hi ajay bhi dono ek dusre ke gale lage hue the dusri taraf wali ladki jaldi se apne taraf ka gate kholne ki koshish karti hai lekin kamyab nahi hoti kyuki Gaadi lock ho chuki thi aur unme itni himmat nahi thi ki us murde ka hath htakar Gaadi ko unlock kare aur bahar nikle).

US aadmi ko dar se ajay apni taraf dekhte hue fir kahta hai dekh bhai darne ki jarurat nahi mai jis kaam ke liye itne ghanto se car ko daudaye ja raha tha wo kaam tune aur teri is bandook ne ek jhatke me kar diya to tension mat le chal bhai ab to has de.
US aadmi ko kuch samajh to nahi aaya lekin ajay ke aise dowara kahne par usne hasne me hi bhalai samjhi aur ek jhuthi smile ajay ko dikhata hai.
Ye hui na Baat mere dost aise hi haste raha karo galti meri thi maine anjane me hi car ko bina koi signal diye Ekdum mod diya tha tumne to bus apni car ka badla lene ke liye goli chalayi thi to isme bhala tumhari galti kaha se ho gayi ajay haste hue kahta hai ajay is samay khud ko kisi super hero se kam nahi samajh raha tha ek sath uske man me kai super hero Aa jate hai aur ajay har hero me apne ko hi dekh raha tha aur wo aadmi ajiv bhav se ajay ko.
ajay janta tha ki wo aadmi chahkar bhi kuch nahi kar sakta isliye to aise time par bhi usne apna majak pan nahi choda jiska asar ye hua ki wo aadmi apne andar ke jajbaato ko chupate hue bus ajay ke jane ka intzar hi karta rah gya ha( ye zazbaat dar ke the ya gusse ke ye to shayad wahi samajh sakta tha) .
ajay bhi shayad uski is mansa ko samajhte hue wapas ek funny smile ke sath apni car ki taraf mud jata hai bina ye dekhe ki usi car me uske do apno ki ijaat khatre me thi.
 
  • Like
Reactions: Shanu
Status
Not open for further replies.
Top