• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy AJNABEE (completed)

Swaraj

Well-Known Member
6,740
25,046
219
Shaks ne aakash ke upar hamla kar diya

Ek baar se aakash ke chehra pighal gaya.aur pighalte pighalte poora pighal gaya

Shaks khush hua.aaj khatam hua aakash uske apne haath se

KHACHHHHHHHHHHH

"YAHHHHHHHHHHRRFGGGGGGGG"shaks chillaya
Uska doosra haath katkar door ja gira tha

Aakash ke haath ne kaala sa talwar ka roop le liya tha

Isse pehle ki wo shaks kuch samajta aakash ke sharir se kai saare kaale bhale ya shaks ki aur badhe aur

KHACHHHHHHH
KHACHHHHHHH

POORE sharir ko khokhla kar diya

"Ha ha ha tu kya samjhta hai mujhe maarna itna aasan hai??"shaks bola

"Jaanta hoon"aakash bola

Aur isse pehle ki shaks kuch samajh paata

"Ye kya ho raha hai meri poori taqat kam rahi hai,sharir jal raha hai.nahi nahiii nahiiiiiiii"shaks ka sharir jalne laga tha

Shaks ke sharir me ghuse bhale aakash ke sharir me wapas samane lage

Andhera aur badh raha tha.poore area me raat ka vatavaran chane laga
Aakash ka sharir isi andhere me kho gaya

Aur hawa ki gati ke saath varun ke aade tak pohunch gaya

"Wash ustaad sahi time pe aaye ho"shouji bola

Aakash ke sharir se Kaali rekha shouji ki aur badhi

CUTTTTT

ek tez talwar ne use jaat diya

"Ninku ki talwar kuch bhi jaat sakti hai,kuch bhi"ninku bola

Aakash ne chutki bajai
Aur uske 157 ladaku khade ho gaye

"Dono Ko khatam karo"bol aakash badh gaya aage

Shouji aur ninku uljhe rahe un ladaku Yoddhaon ke saath aakash ki Kaali parchai varun ke paas jaane lagi

"Pavitra,shyam roko ise"Varun chillaya

Pavitra aur shayan ke kuch samajh paane se hi poora andhera ho gaya
Kisi ko kuch nahi dikhai de raha tha

"Ye meri duniya hai,aur meri duniya me tum sab ko mout milegi"ek awaz aayi

Kuch der baad andhera kam hua to pavitra aur shyam zameen me gire hue tha

Varun ladne ko taiyyar ho gaya lekin...uske sharir dheere dheere fatne lagi aur ret nikalne laga usse

"Teri saari akad khatam varun ab tu marega"aakash bola

Varun tadapne laga.disha daud kar aakash ki aur aayi

Lekin aakash ne ek baar kiya aur disha bhi zameen me gir gayi

"Ab poori duniya andhere me hogi,suraj kabhi nahi nikalega"aakash aankhen band ki.andhera badhne laga aur charo aur failne laga

"Bas"achanak aakash ke sar par ek haath laga.jisme thandak thi.apnapan tha

"Bas shaant"wahi vriddh jo itne dino se dikh rahe the

"Shaant ho jao"vriddh fir bole aur Kamaal ki baat hai ki aakash ki aankhen band ho gayi.sharir ka rang badalne laga.andhera charo aur kamne laga

Dheere dheere Aakash ka sharir bhi shaant hokar zameen me gir gaya
------------------------------------------------------------------------------
"Kya ye sahi hai aakash??"amit malhotra bole

"Haan papa,yahi sabke liye sahi hoga"aakash bola

"Lekin beta mai tere bina..."mrs malhotra bed me lete hue boli

Pata hai maa lekin meri wajah se aap logo par wapas koi khatra na aaye isliye ye kadam utha raha hoon Maa.aakash ne soch samajhkar decision liya tha

"Aakash mai bhi saath jaana chahti hoon"disha boli

Aakash muskuraya aur disha ko isharo haan kar diya

Shlok wahi reh gaya.ragini ke saath lagav sa ho gaya tha

Shyam aur anju ne shaadi kar li thi.ab dono us dhabe ko ek acha sa restaurant bana chuke the
Kai baar ragini aur shlok jaate the waha

Golu shahar chor padhne delhi chala gaya

Pavitra ka koi ata pata nahi tha,aur aakash ki behen bhi gayab ho gayi thi

Varun ko bandi banake vriddh ne waise hi samander me daal diya tha ki kisi ko na maloom chale

Aakash ko ab nayi zimmedari nibhani thi kyunki uske papa ne apni kursi chor di thi.disha ke saath mansarovar rehne laga aakash.lekin kahan??kisi ko koi khabar nahi thi

Har mahine ek khat aata Tha malhotra parivar ko.jisme sab kuch likha rehta tha.haal chala bhi poocha jaata tha

Lekin aakash kabhi nahi aaya is shahar me.shayad uska beta hi aakar apne dada aur dadi ke saath reh payega

THE END

-------------------------------------------------------------------------------
 
Avir

Well-Known Member
2,092
4,775
158

Mast story
Intezar rahega 2.0 ka...
 
  • Like
Reactions: Swaraj

Swaraj

Well-Known Member
6,740
25,046
219
Jaldi khatm ho gayi story par thi bahut shandar
Bro mai story ko zyada nahi kheenchta agar ZAROORI nahi to story shayad ek do page par hi khatam ho jaaye
Agent jaise story bohut lambi hoti hai kyunki usme bohut element hota hai
Is story me aakash ke safar ki kahani thi.kab wo ek bad dimag ladke se ek aam zindagi jeene wala insan ban gaya
Lekin uske dushmano ke uksane par usne apna roop dikha diya.isse pehle ki sab khatam ho jaaye us vriddh ne sab sambhal liya
Lekin agar iska part 2 chahiye to zaroor comment kare
 
Top