awsm update
Thank you guys!!superb updates, waiting for next update.
Shukriya bhai!Superb bhai update bhot acha rha per ker maza a gya ab bus besabri se intzar he next update ka jha nay logo ke sath story chale gi kuch time tak bakhi apki story he liya hoga wo waqt btay ga milte he next ma ak bar aur awesome update
Harbar aise jagah update end hota ki intezar krna mushkil ho jata hai
Intezaar ka fal meetha hota hai bhaaya!Ab sayad Neha ko Rahul ki kami khalegi
Harr writer, ek writer bann ne se pehle ek reader hi tha. Toh ek asli writer hi sabse acche se jaanta hai readers ki feelings. Mein aapki baat se sehmat hu. Par mein unn writers me se nahi hu jo ek kahani ko pakad ke usse zabardasti lamba kheechte rehte hai, meri story September me start hui thi, aur I think iss September me hi, ya maybe uske pehle hi samapt bhi ho sakti hai. Toh maatr ek saal hi maan lijiye aap duration iska. Rahi baat story chorrne ki, toh yadi readers ko story dil se pasand aati hai toh wo end tak uske saath banne rehte hai bhale hi beech me thode boht utaar chadhaav kyu na aae. Mein bhi pehle ek reader hi tha, mein jaanta hu story ke liye wait karna kitna mushqil hota hai, par ab jab ek writer hu toh samajh me aata hai ki likhna aur time pe likhna kitna kathin hai.Bhai ek baat batau,
Aap story to thik likh rahe ho, lekin bahut slow, yaha itni story hai, agar reader ka kisi story se flow hat jata hai to wo duwara uss story ko pakad nahi pata hai.
Maine khud kai writers ki story chodi hai jinko mai duwara nahi pakad paya.
Zindagi bahut tez hai, yaa to story ko full speed mai laa kar waha chodo ki reader mazbur ho jaye read karne ke liye....
Magar aapki story mai abhi wo flow aaya nahi hai......
Yaha bhai lover of darkness ki story 5 years se chal rahi hai, Pritam.bs daa ki story kai saal ho gaye hai, unka level alag hai.....
Baat bura nahi manana, magar, ek baar reader agar wapas chala gaya to bahut hi muskil se aata hai...
Gaya hua grahak, reader, prashansak, dost, bhai bahut hi muskil se aate hai..
Aap bahut hi samjhdaar ho....
Waki aapki story hai.....
Gaal par haath rakha matlab pyar se kuch bola hai aur shareer siharna bhi use kiya hai to fir ye hone ke jayda chances hai ki sachaai hi bata di ho aur usne sacchai abhi tak sirf is liye nahi batai ho ki wo usko sacchai batane ke baad jayda face naa karna chahta ho aur kuch mahine apna sahar chor ka jaane ka bhi ek reason ye hoek haath uske gaal par rakhta hai aur aage badh ke uske kaan me aisa kuch kehta hai, jisse sunkar neha ki aankhein phati ki phati reh jaati hai aur uska shareer sihar uthta hai.
Shukriya rishabh bhai!!Behad hi shandar or jabardast update tha bhai.
Bahut khoob superb.
Shuruaat jitni behtareen hui ant utna hi suspense se bhra.
lekin ek kamal ka update.
Mzaaaa aa gya bhai waah.
Or ab ,
Aage ka intjaar