• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Akhir kyu? From hatred to love (Completed)

Kya hero ne jo bhi kiya wo sahi kiya? (Voting aap sabhi 2-3 update pdhne k baad karna)

  • Hn sahi kiya

    Votes: 350 67.0%
  • Nahi, apni behan k sath aisa nhi krna tha

    Votes: 60 11.5%
  • Rahul nirdosh hai

    Votes: 92 17.6%
  • Neha nirdosh hai

    Votes: 20 3.8%

  • Total voters
    522

Naughtyrishabh

Well-Known Member
9,684
29,045
218
Update - 75

Ab tak...


Taniya : tumhe pata hai na? Rahul?? Tumhe yaad hai na? Mene kya kaha tha tumse? Bhoole toh nahi ho na?

Rahul : mujhe yaad hai!

Taniya (smiles) : I'll wait for you!! Bye!!

Rahul : bye!!

*Call ends*


Ab aage...

Shaam hui aur vaade ke anusaar rahul ko khushi ko shopping pe lekar jaana tha. Toh ye decide hua ki saath hi saath preeti aur monica bhi jaengi, rahul ne car nikaali bagal me monica baithi aur khushi aur preeti peeche ki seat par viraajmaan ho gayi.

Kuch hi derr me ye sabhi mall ke saamne the, khushi behad hi khush thi, aaj bade dino baad wo kisi apne ke saath yu shopping karne aa rahi thi aur ye sab kuch possible hua rahul ki wajah se.

Aage aage uchalte hue wo saari cheezo ka jayza le rahi thi, uska saath nibhaane ke liye preeti bhi uske saath hi thi. Rahul aur monica dheere dheere peeche hi chal rahe the.

Khushi : hum apne liye kuch dresses dekhne jaa rahe hai, monica didi chaliye na aap bhi

Monica : nahi khushi! Mujhe filhaal koi dress nahi leni...

Khushi : well okay!!

Kehte hue khushi aur preeti chali gayi, ladies wear section me aur yaha baahar ek bench par rahul aur monica agal bagal baith jaate hai.

Rahul : toh? Uss Imran ka kya hua?

Monica : hona kya tha? Usne saari details de di baad me. Pata chala toh paaya ki master ka puraana dushman jo china ki mall ki property pe pehle se hi haath dho ke peeche pada tha, ussi ne ye sab karwaaya hai.

Rahul : ohh? Toh ab uska kya?

Monica : don't worry! Filhaal abhi wo kuch nahi karega. Master ne uss se deal karne ke liye plan soch liya hai. Wo dekh lenge sab.

Rahul : hmm!!

Monica : wese...

Rahul : ????

Monica : mein dekh rahi hu tumhaari aur khushi ki kaafi bann rahi hai ek dusre ke sath

Rahul (smiles) : haa! Jabse mene usse bachaya hai tabse uska ravaiyaa mere prati badal gaya hai.

Monica : mujhe toh kuch aur hi lag raha hai...

Monica ne thoda rahul ki taraf jhukte hue kaha

Rahul : kya matlab?

Monica (smiles) : kuch nahi...

Rahul : bataiye toh sahi...

Monica rahul ki hatheli ke upar apna haath rakhti hai,

Monica : dekho rahul! Khushi waqai ek boht hi pyaari ladki hai. Usse bachpan se hi maa baap ka pyaar nahi mila aur naa hi kisi bhai behan ka. Mujhe toh fir bhi maa baap ka thoda boht pyaar mila jab tak mere maa baap ki mratyu nahi ho gayi. Par khushi ki maa toh usse janm dene ke baad hi chal basi. Aur master ne bhi shuru se hi khushi ko saath nahi rakha. Aise me yadi usse koi aisa milta hai jo usse pyaar de sake toh ye boht hi acchi baat hai.

Rahul : toh?

Monica : par...par... Pata nahi kyu... Mujhe lagta hai ki... Darr sa lagta hai...

Rahul : kesa darr??

Monica : ki...kahi...mein tumhe kho na du

Rahul : haha! Mein thodi na kahi jaa raha hu, mein toh yahi hu

Monica (tensed) : wese nahi...

Rahul : toh??

Monica : mujhe ek baat batao... Khushi tumhe kesi lagti hai?

Rahul : kesi lagti hai matlab? Acchi ladki hai! Pyaari hai... Aur kya?

Monica : arre... Matlab... Tumhe as a gf kesi lagti hai?

Rahul : whaattt??? Dekhiye monica didi... Khushi yadi mein usko as a ladki define karu toh itna kahunga ki wo ek boht hi pyaari ladki hai.

Monica : aur yadi as a love interest define karna chaaho toh?

Rahul : mene usse kabhi as a love interest nahi dekha. Mera kaam hai usse protect karna, jo mein kar raha hu.

Monica : hmm!

Monica (mann me) : asli intentions master ke mein ab samajh paayi hu. Wo chaahte hai ki tumhaari aur khushi ki shaadi ho jae. Par... Na jaane kyu... Mera mann ghabraata hai iss vichaar par hi...

Rahul baitha hua bagal me monica ko dekh raha tha ki wo kese soch vichaar me padi hui hai, usne dekha ki monica as usual shirt aur jeans me hi thi aur harr baar ki tarah kamaal lag rahi thi. Ye baat toh sach thi ki monica ki sundarta ka koi comparison hi nahi tha. Anshu hi usse takkar de paati bas. Par Monica ki age bhi rahul se zyada thi isliye wo abhi apne khubsoorati ke daur me thi.

Rahul uth ke aage badha jaha ladies wear ke liye dherro dresses lagi hui thi. Usne ek one piece black dress uthayi aur fir ek same one piece white dress uthayi aur unko leke monica ko awaaz lagayi, awaaz sunke monica uske paas aayi...

Monica : kya hua?

Rahul : ye try kariye na aap?

Monica (surprised) : mein??

Rahul : haa! Kariye na! Ye dono...

Monica : par...

Rahul : aap mere liye nahi pehnogi?

Monica (smiles) : tumhaare liye toh kuch bhi...

Rahul : arre waah!! Mein kya itna mehatv rakhta hu aapke liye? Haha!!

Uske itna kehte hi monica uska haath kass ke pakad leti hai aur aankho me aankhein daal serious tone me kehti hai,

Monica : aisa bhadda sawaal dubaara mat puchna rahul kabhi...

Rahul : huh??

Monica : tum mere liye kya mehatv rakhte ho... Ye sirf mein hi jaanti hu. Tum mere liye mera..

Rahul : ???

Monica : tum mere liye boht mehatvpoorn ho. Ab chalo...

Monica dono dresses lekar paas me hi bane changing room me chali gayi, kuch hi derr baad andar se uski awaaz aayi jo rahul ko pukaar rahi thi.

Rahul jab changing room ke paas pohucha toh monica ne usse andar aane ke liye kaha. Pehle toh rahul jhijka par monica ke force karne par usse andar jaana hi pada. Iss waqt dono ek hi changing room ke andar the. Monica ke kandhe poore nagn the aur usne apne haatho se apne stano ke upar black dress ko pakad ke rakha hua tha. Ye nazaara dekh maano rahul ke hosh hi udd gaye.

Rahul : k..kya hua?

Monica (blush) : peeche...peeche ek hook hai. Usse laga do... Tabhi mein isse pehn paungi.

Rahul (blush) : o...ok!

Rahul ne dheere dheere hook ko pakda, iss waqt usse bhi boht sharam aa rahi thi. Monica ke itna kareeb wo pehli baar aa raha tha. Iss se pehle monica ne rahul ko gaalo par kayi baar kiss diya tha par yu itna kareeb rahul uske kabhi nahi aaya tha. Monica ki gori makhmali peeth ka ehsaas hi pagal kar raha tha rahul ko.
Uski sundarta ka asli ehsaas toh rahul ko abhi hua hi nahi tha. Aur wo ehsaas toh ussi Lucky insaan ko milne waala tha jo monica ka premi banega. Ye sochke na jaane kyu rahul ko bhi kuch accha nahi laga.

Usne dheere se hook ko lagaaya, hook lagaate waqt uski ungliyaa monica ki makhmali peeth se kayi baar takraayi, Kayi baar ragad khaayi, aur harr ek sampark hote hi monica ki aankhein band ho jaati, uski saasein tezz chal rahi thi. Dono ke hi gaal sharm se gulaabi ho chale the.

Hook ke lagte hi, rahul ne monica ko jataaya ki hook lag chuka hai, badle me monica ne dono laces ko uske kandho ke upar chadhaane ko kaha toh andar hi andar rahul khush ho gaya. Rahul ne side me dekha toh monica ki bra padi hui thi jisse dekh rahul ke lund maharaj jaag uthe. Matlab abhi monica bra nahi pehni hui thi. Waqai! Dress bhi kuch aisi hi thi, ki usme bra pehn ne par uska strap kandho se jhalakta. Kyuki dress me jo kandho ke lace the wo kaafi patle the. Toh bra pehn ne ka toh sawaal hi nahi uthta. Rahul ne dheere dheere lace ko upar kheecha toh usne peeche se dekha ki harr baar lace ko adjust karte hi monica ke doodh bhi hilte.

Jitna zorr se rahul lace ko kheechta utni zorr se monica ke stan upar ko uth jaate. Rahul ne furti me dono laces monica ke nagn kandho par jese tese set kiye. Par bechaara rahul ye bhool gaya ki saamne mirror laga hua hai. Uski nazre poore waqt kaha thi ye monica bhali bhaati dekh paa rahi thi. Par iss waqt monica naa hi gussa thi, na hi usse rahul ki harqat se koi ghin aayi wo iss waqt khush ho rahi thi. Wo ye jaan gayi thi ki rahul usse as a girl bhi dekhta hai
Jab monica ne palat ke dress dikhaayi toh rahul ki aankhein hi chaudi ho gayi.




Rahul : beautiful...

Monica (blush) : thanks!! Ab white waali try kar lu?

Rahul : haa! Mein.. mein baahar wait karta hu.

Rahul baahar nikal ke aa jaata hai, idhar monica jaldi se black dress ko hata ke white waali firse ussi position tak pehnti hai aur firse rahul ko awaaz dekar andar bula leti hai.
Rahul firse apne aap ko control karte hue monica ko dress acche se pehnaata hai.

Rahul : ye toh aur bhi khubsoorat lag rahi hai. Aap pe white jachta hai.

Monica (blush) : you think so?

Rahul se aur control nahi hua aur uske muh se nikal hi gaya,

Rahul : kasam se... Aap jis ko bhi accept karogi apne lover ke roop me wo boht hi lucky hoga.

Uski ye baat sunte hi Monica ek taq rahul ko dekhne lagti hai. Rahul ko lagta hai jese wo kuch zyaada hi bol gaya toh wo changing room se sorry bol ke baahar aa jaata hai. Peeche peeche monica bhi aa jaati hai aur usse dheere se pukaarti hai.

Rahul : I'm sorry again monica didi. Mein kuch zyada hi bol gaya. Mujhe aisa...

Iss se pehle ki rahul aage bol paata, monica apni hatheli uske hontho par rakh deti hai.

Monica : it's okay!



Monica rahul ko jhuka ke uske dono gaalo par ek lambi kiss karti hai aur uske gale lag jaati hai.




Par inhe ek dusre ki baaho me lipte piche se koi dekh raha tha.


salvage history car

Kuch derr baad rahul ko apni peeth par aisa mehsoos hua jese uski koi shirt ka bhaag pakda hua hai.

Palat ke dekha toh khushi thi... Apna sar jhukae ek haath se rahul ki shirt ka chota sa bhaag pakdi hui thi. Aisa lag raha tha jese ek cute si bacchi toffee ki zidd karte hue sar jhukae khadi hai.

Rahul : khushi??

Khushi ne doosre haath se apni pasand kii hui dress uthayi aur apne upar laga ke dikhayi, uski nazre abhi bhi neeche thi. Jis prakaar se wo ye sab kar rahi thi uss se yahi prateet ho raha tha ki wo rahul aur monica ke beech ke pal me aana nahi chaahti thi par usko aana pada kyuki uss se zyaada derr dekha nahi gaya.

Rahul ko bhi thoda atpata sa laga aur usne khushi par dhyaan diya. Yaha inki shopping toh chal hi rahi thi tab tak aaiye hum apne hero ke sheher ho aate hai waha ka haal bhi dekh lete hai.

Ek ghar me ek ladki kitchen me shaam ka naashta banaane ki taiyaari kar rahi thi. Tabhi uske ghar par khat khataane ki awaaz aayi...

Darwaaza kholte hi usne dekha ki ek jawaan ladki khade hue hai...

"Neha tum??" Ye hamaari roshni ma'am hi thi rahul ki poorv adhyapika aur neha ki vartmaan adhyapika.

Neha : h...hello ma'am!

Roshni : neha?? tum yaha?

Neha : haa ma'am!! Really sorry... Yaha yu aise mein aapke yaha...

Roshni : pehle..andar aao neha.

*Kuch derr baad*

Roshni : toh yaha kese aana hua neha? Koi doubt tha kya pichle lecture me? Aur tumhe mera ghar ka address kese pata chala?

Neha : ma'am I'm really sorry. Mere koi wese intentions nahi hai. Darasal mujhe aapka address college se hi pata chala.

Roshni : okay! But koi important reason?

Neha : actually ma'am! College me kabhi time hi nahi milta baat ke liye aur phone pe aisi baatein karna sahi nahi lagta. Mein actually aapse mere bade bhai ke baare me jaan na chaahti hu.

Roshni (surprised) : rahul ke baare me? Haha! Par mujhse zyaada acche se toh tum jaanti hogi usse neha. Ye kya reason hua mujh se baat karne ka...

Neha : No ma'am. Actually mujhe uski college life ke baare me kuch nahi pata, isliye aap se jaan na chaahti hu.

Roshni : ohh! Itna pyaar hai apne bhaiya se? Haha!!

Neha : *awkward smile*

Roshni : Well!! Uske baare me baatein karne layak toh dherro kisse hai. Subah ho jaegi yadi mene bolna start kiya toh haha...
By the way! I really miss him... Kaha hai aaj kal woh?

Neha : wo... wo mumbai me hai.

Roshni : ohh haa! Usne kaha tha mujhse ki wo khud se hi kuch karega. Jab se sanjay sir ne uski job hatwaayi hai tab se hi usne ye decision le liya tha.

Neha (surprised) : sanjay sir ne job hatwayi matlab?

Roshni : arre tumhe nahi pata? Tum toh uski behan ho na?

Neha : nahi mujhe kuch nahi pata...

Roshni : hmm! Actually abhi campus ke time sanjay sir ne rahul ki job hatwayi thi, uss Lucky ke kehne par. Boht behas ho gayi thi, uske baad rahul ne with proof sanjay sir ka sach sabke saamne laaya aur unko andar karwaya.

Neha (shocked) : lucky???

Roshni : haa! Rahul ki life ke baare me toh itne kisse hai, harr ek din kuch na kuch hota tha. Ab kya hi batau tumhe... Haha! Ek din toh mein uske saath date pe bhi gayi thi.

Neha (shocked) : whaaatt??

Roshni : haa! Ye ussi din ki baat hai jab rahul ka mood off tha, job na lagne ki wajah se... toh mene hi uska mood fresh karne ke liye cafe me chalne ko kaha tha. Wo cafe couple waala tha aur end me hum dono ki wo ek date type ki ho gayi ... Itna sharma raha tha tumhara bhai

Kehte hue roshni puraani baatein yaad karte hue hassne lagti hai.

Idhar neha apni puraani baatein yaad karne lagi. Jab wo rahul ko berozgaar kehke mazaak udaati thi, usko harr pal beizzat karti thi ki uski naukri nahi lagi. Par asli kaaran toh ye tha ki uski naukri uss lucky ke kehne par uss sanjay ne lagne hi nahi dii aur yaha neha khush hoke uska uphaas udaati thi ki uss se koi kaam nahi hota. Abhi neha ko lucky pe itna gussa aa raha tha. Uss lucky ke chakkar me neha ne apni best friend nikita ki bhi baat nahi maani thi. Air fir end me neha ko bhi bhogna pada.

Roshni : by the way! Mene noodles banae hai, tum khaa ke hi jaana.

Neha : arre nahi ma'am! Iski koi zaroorat nahi hai.

Roshni : arre aise kese? Rahul aata tha toh bina khae jaata nahi tha mere ghar se. Aur tum toh uski behan ho... Yaha aati raha karo. Mujhe bhi accha lagega.

Neha : uhmm... Jii! Aap yaha akeli rehti ho?

Roshni : haa! Mein pehle hostler thi, mene tumhaare hi college se graduation ki uske baad mujhe wahi pe hi as a professor ki job mil gayi toh mene join kar liya. Uske ek saal baad hi mujhe tumhaare bhai ki class sambhaalne ko mili aur fir toh...rest is history. Haha!!

Roshni neha ke liye noodles lene kitchen me jaati hai toh itne me hi neha ko phone aa jaata hai.

Neha : hello?

Nikita : hello... Neha!!

Neha : haa bol nikki!

Nikita : raat ko dii jaane waali hai.

Neha : kya? Aaj? Shit! Mein abhi aati hu tere yaha. Unse milne ke liye.

Nikita : haa yaar! Aa jaana! Dii ki joining hai 4 din baad se toh dad unko lekar Bangalore jaa rahe hai. Unko settle karwaane.

Neha : haa! Mein aati hu bas abhi.

Nikita : okay!

*Call ends*
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi guys!!
Naya arc shuru ho gaya hai. Ye arc taniya ki badi behan ruchi ki shadi par focused rahega saath hi saath rahul apna business bhi start kar dega. Isme rahul sabhi se dubaara ruchi ki shaadi me milega. Kya reaction hoga sabka rahul se milne ke baad? Kya hoga shaadi ke dauraan? Ye sab iss arc me dekhne ko milega.
Dhanyawad!!
Behad hi shandar or jabardast update bhai.
Bahut khoob superb
 
467
1,111
123
WAITING
 
Top