Update 8
Gyan to usse sex ke baare me pahle se tha, per usse mehsus kerna aur uska khyal dimag me aana, Vasvi ke badan me ek sihran paida ker raha tha. Uske hanth apne hi angon per the aur maze se kahani ka luft utha rahi thi.
Padhte padhte itni magan thi ki kab subah ho gayi pata hi nahi chala usse, Subah jab maa ne college jane ke liye darwaja khat-khtayi tab jakar uska dhyan toota. Novel lamba tha aakhri chepter rah gaya padna.
Beman taiyar hoker nikli Rakesh ke sath college Vasvi. Raste bhar usse novel ka hi khyal aata raha aur khud me badi hi ajib mehsus ker rahi thi. Kuch pyara sa gudgudi sa ander ho raha tha.
Nihita aur Vasvi college ke gate per hi mil gaye, Nihita ne jab Vaisvi ko dekha aur uske chehre per thoda sa anchahe reaction to wo samjh gayi ki Vasvi abhi kya feel ker rahi hai. Nihita class bank kerti Vasvi ke sath canteen aa gayi ...
Nihita.... Vasu kya hua tujhe
Vasvi.... Nihita tum ne wo novel padhi thi kya.
Nihita.... Nahi, abhi nahi padhi. Kaisa tha novel, pura padh li.
Vasvi.... My god, kya tha ye Nihita, ek ladki kisi ke sath bhi shuru ho jati hai, kya sach me aisa hota hai.
Nihita.... Kalpnik kahani hai Vasu jyada mat socha ker
Dono aamne samne baat ker rahe the, Vasvi thodi aage huyi aur dhire se Nihita ke kan ke pass kahne lagi ...
"Nihita isme to poora ek ek scene likha tha, mujhe to kuch kuch hone laga"
Nihita.... Hehe, controle ker baby nahi to tujhe bf ki jaroorat mehsus hone lagegi.
Nihita ki baat sun ker thodi der shant rahi Vasvi phir dono ne wanhi coffee pi aur class me chali gayi.
Vasvi ka dimag ab bhi ussi kahani ki ghatnao per tha, ki kaise ek ladki police me jane ke baad apna kaam nikalwane ke liye gundo ke sath apne sambandh banati hai, apna her kaam kewal apne jism ka istmal ker ke wo pura ker leti hai... Aur sach to ye tha ki Vasvi ko sab kuch apni ankhon ke samne hota dikh raha tha aur yahi soch soch wo aaj kaphi excited ho rahi thi.
Ander ki jalan se wo chidh gayi thi, badan ki garmi ab sambhale na sambhle, per kare kya aag bhadak chuki thi per bujhane wala koi nahi aur ye sab uss lekhni ke karan hua jo wo uss novel me padhi aur sayad pahla anubhaw tha isliye pata bhi nahi tha ki kya kare.
Khair dhire dhire sab normal hota chala gaya per ab Vasvi ke ander kaphi badlaw dikh rahe the. Vasvi ab Nihita ki baton me maje lena sikh gayi thi. Nihita ne usse kuch tips bhi diye akele kaise apne excitment ko controle kiya jaye.
Vasvi ne Nihita ke sath apni fantasy ko jiya, alishan gariyon me ghumna, party kerna aur enjoy kerna, per sabki apni kuch khas baten aur kuch khamiyan hoti hai. Janha Nihita ka ladkon se baat karne ka ek rude andaj tha wanhi Vasvi hans ker respond kerti thi. Aur dono me common ye tha ki jo bhi bolna hota bilkul frankly samne se bola kerti thi.
College ke pahle sal me Vasvi ne kaphi kuch sikha Nihita ki sangat me. Logon ko dekhne aur baat kerne ka jo najriya jo Vasvi ka tha usper bhi kaphi prabhaw para aur Nihita ke sath rehker thoda ghamnd bhi aa gaya Vasvi me.
Lekin pahla sal bit'te-bit'te Vasvi aur Nihita ka sath chhut gaya. Nihita kabhi bhi Varanasi me nahi rahna chahti thi isliye pahle sal ke result ke baad wo Varansi se nikal gayi.
Dono ka sath itna anutha tha, ki jab Nihita ja rahi thi to dono ke aankhon me aanshu the, ek achhe dost alag ho rahe the per aaps ka pyar sada dil me raha.
Nihita ke jane ke baad Vasvi bilkul akeli ho gayi, uski sangat ne thodi si maturity to di per uss bhi jyada kuch buri late jaise ghumna, party karna, mahnge mahnge chijon ka sauk jo ki ek middle class family ke liye possible nahi tha.
Vasvi ko ab jaise aadat si ho gayi thi in sab chijon ki, aur jab paise na ho to pura kanha se ho ye sauk. Idhar Rakesh ki feeling Vasvi ke liye din w din badhti hi ja rahi thi. Vasvi me aaye badlaw aur uska her baat per ek funny sa reply kerna, kabhi kabhi indirect bold sa mazak kerna usse alag hi disha me le ja raha tha.
Ek din jab Vasvi, Rakesh ke sath college ja rahi thi, tab Rakesh ne usse movie chalne ka offer kiya, Vasvi ko bhi class se koi jyada matlab to tha nahi lekin movie to wo bilkul nahi jana chahti thi isliye usne Rakesh ko movie ka plan chhor ker kanhi ghumne chalne ko kahi.
Rakesh ki to jaise kismat khul gayi ho, pura din Rakesh usse ghumata raha aur apne pocket money ke hisab se kharch kerta raha. Vasvi ko aaj thoda relief feel ho raha tha kyonki wo in sab chijon ko miss ker rahi thi.
Saam ko ghar wapas laut te waqt Rakesh ne apne paise se usse ek hand bag gift kiya. Gift dekh ker Vasvi kaphi khush huyi aur usse leti wo apne ghar chali gayi. Aaj din bhar ki ghtnao ne Rakesh ko sone nahi diya, wanhi Vasvi bhi aaj jag rahi thi kyonki uske dimag ne kuch observe kiya tha aur us baat ko lekar uski jindgi badlne wali thi.
_____________________